SlideShare une entreprise Scribd logo
1  sur  7
HRELATE.COM
Bad Breath Home Remedies: Dur Kare
Saanso Ki Durgandh
• Chehre ki muskurahat, acchi personality aapke look mai char chand laga deti hai. Lekin
yeh sab hone ke bawjud bhi aapke andar ki ek choti si kami inn sabhi chizo par pani fer deti
hai. Saanso se aane wali badbu ek aesi samasya hai jo kisi ko bhi sharmsar kar deti hai.
• Jin logo ko muh se durgandh aane ki samasya hoti hai, log unse baat karne ya unke aas-
paas baithne se bhi katrate hai. Inse unke aatmavishvas ko kaafi thes pahuchti hai. Samajik
sthalo par hansi ka patra banne se to accha hai ki iska jald se jald upchar kar liya jaye.
• Iss samsya ko ‘Halitosis’ kaha jata hai. Yeh kai karano se hoti hai jaise raat ko sote samay
brush naa karna, khaan pan mai parhej naa karna, kabj rehna aadi.
• Kai baar to aesa hota hai ki log apni iss samasya se bhi anjaan hote hai. Agar aapko jaana
hai ki kya aapko bhi yeh samasya hai. To iske liye apne muh ke samne haath rakhe aur
saanso ko chhode. Fir apne haatho ko sunghkar dekhe. Yadi aapke haatho se smell aa rahi
ho to samajh jaiye ki aapko saanso se aane wali badbu ki samasya hai. Lekin aapko
pareshan hone ki jarurat nahi hai. Yaha ham aapko bata rahe hai Bad Breath Home
Remedies, jiski madad se aap tazi saanse paa sakti hai aur sharminda hone se bhi bach
sakti hai.
hrelate.com
hrelate.com
hrelate.com
Muh Ki Durgandh Dur Karne Ke Gharelu Upaye
Faydemand Sonf(Fennel)
• Saans ki badbu ko rokne ke liye sonf ek prakratik upchar mana jata hai. Yeh muh ke
andar lar ka strav karti hai. Khana khane ke bad yadi aap sonf khate hai to yeh khane
mai moujud kan ko lar ke dwara andar kar deti hai aur sath hi muh ko acchi khushbu
bhi deti hai. Badbu ki samasya se nijad pane ke liye rojana khane ke baad sonf khana
chahiye.
Subah-Raat Dono Time Brush Kare
• Saanso se aane wali badbu ko rokne ke liye muh ki safai rakhna bhi behad jaruri hai.
Isliye aap rojana subah uthte hi aur raat ko sone se pehle brush kare. Muh ko saf karte
waqt aksar log bahar ki taraf jyada dhyan dete hai aur andar ki taraf chod dete hai.
Lekin aisa nahi karna chahiye apne daanto ko andar aur bahar dono taraf acchi tarah se
saf kijiye. Aesa karne se muh mai bhojan ke kan nahi rehte aur kitanu nahi panapte.
hrelate.com
Khatte Phalo Ka Sevan Kare
• Kai logo ko khatee phal khana pasand nahi hota hai. lekin kya aap jante hai ki yeh khatte phal
muh ki durgandh ko dur karne mai kafi madad karte hai. Muh ko khali rakhne aur lambe
samay tak kuch na khane se bhi saanso mai badbu ki samasya utpanna ho sakti hai. Isliye
rojana vitamin c se bharpur khatte phalo ka sevan kare.
Dalchini (Cinnamon)
• Dalchini bhi ek labhdayak Bad Breath Remedie hai. Yeh hamare muh se bacteria ko khatam
karne ka kaam katri hai. Dalchini ka upyog karne ke liye iske patto ko ajwain aur barabar
matra mai pani ko milakar ubal lete hai. Iss mishran se grara karne se muh ki durgandh dur
ho jati hai.
Tea Se Bhi Paye Fayda
• Rojana black tea ya fir green tea pine se bhi saans mai aane wali durgandh se chutkara paya ja
sakta hai. Yeh tea saanso mai moujud Polyphenols se ladne ke liye ek anti oxidant ki bhumika
nibhati hai. Jisse saanso mai aane wali durgandh dur ho jati hai.
hrelate.com
Neem ki Pattiyo ka Upyog Kare:
• Neem ki patti manav jeevan ke rog ko dur karne ke liye liye sabse acchi aushdhi sabit hui hai.
Saans ki durgandh ko dur karne ke liye neem ki pattiyo ko dho kar sukha lijiye fir use ek
bartan mai rakhkar jala dijiye. Iss tarah se bani rakh mai sendha namak ko milakar rojana 3 se
4 bar manjan kare. Iss tarah se bhi saans ki durgandh dur ho jati hai.
Bad Breath Remedies: Yeh Upyae Bhi Apnaye
• Saans ki durgandh ko dur karne ke liye methi se bani chaye pine se bhi muh mai moujud
bacteria ko dur kiya jata hai.
• Rojana khub matra mai pani piye.
• Durgandh dur karne ke liye ajwain bhi ek acchi aushdhi mani jati hai. Isme paya jane wala
chlrophil muh ke bacteria ko marta hai.
• Rojana khane khane ke bad ilaychi ka sevan kare ya fir iski pattiyo ko bhi chabane se Pyria
jaise rogo se chutkara paya ja sakta hai.
• Rojana acche se brush karne ke sath sath sahi se jeebh bhi saf kare. Aksar log brush to kar lete
hai lekin jeebh saf nahi karte hai jisse jeebh mai gande bacteria jama hone lagte hai, jo ki
saans mai badbu ka karan bante hai.
hrelate.com
• Seb ke sirke ka prayog saans ki gandh ko dur karta hai. Iske liye ek glass pani mai 2 chammach
sirke ko milaye aur garara kare.
• Ilaychi aur pudina dalkar pan ko chabane se bhi saans ki durgandh dur ho jati hai.
• Trifla ki jad ki chhal ko bhi muh mai rakhkar chabane se muh ki durgandh dur ho jati hai.
• Masaledar bhojan ka sevan kam kare aur hari taji sabjiyo ka upyog kare.
• Ilaychi aur long ka tel banakar daanto mai lagane se muh ki durgandh dur ho jati hai.

Contenu connexe

Plus de cshradhha

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khascshradhha
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Guncshradhha
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshancshradhha
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpurcshradhha
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindicshradhha
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbicshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbecshradhha
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 

Plus de cshradhha (20)

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindi
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 

Bad Breath Home Remedies: Kare Payria Ka Gharelu Ilaj

  • 1. HRELATE.COM Bad Breath Home Remedies: Dur Kare Saanso Ki Durgandh
  • 2. • Chehre ki muskurahat, acchi personality aapke look mai char chand laga deti hai. Lekin yeh sab hone ke bawjud bhi aapke andar ki ek choti si kami inn sabhi chizo par pani fer deti hai. Saanso se aane wali badbu ek aesi samasya hai jo kisi ko bhi sharmsar kar deti hai. • Jin logo ko muh se durgandh aane ki samasya hoti hai, log unse baat karne ya unke aas- paas baithne se bhi katrate hai. Inse unke aatmavishvas ko kaafi thes pahuchti hai. Samajik sthalo par hansi ka patra banne se to accha hai ki iska jald se jald upchar kar liya jaye. • Iss samsya ko ‘Halitosis’ kaha jata hai. Yeh kai karano se hoti hai jaise raat ko sote samay brush naa karna, khaan pan mai parhej naa karna, kabj rehna aadi. • Kai baar to aesa hota hai ki log apni iss samasya se bhi anjaan hote hai. Agar aapko jaana hai ki kya aapko bhi yeh samasya hai. To iske liye apne muh ke samne haath rakhe aur saanso ko chhode. Fir apne haatho ko sunghkar dekhe. Yadi aapke haatho se smell aa rahi ho to samajh jaiye ki aapko saanso se aane wali badbu ki samasya hai. Lekin aapko pareshan hone ki jarurat nahi hai. Yaha ham aapko bata rahe hai Bad Breath Home Remedies, jiski madad se aap tazi saanse paa sakti hai aur sharminda hone se bhi bach sakti hai. hrelate.com
  • 4. hrelate.com Muh Ki Durgandh Dur Karne Ke Gharelu Upaye Faydemand Sonf(Fennel) • Saans ki badbu ko rokne ke liye sonf ek prakratik upchar mana jata hai. Yeh muh ke andar lar ka strav karti hai. Khana khane ke bad yadi aap sonf khate hai to yeh khane mai moujud kan ko lar ke dwara andar kar deti hai aur sath hi muh ko acchi khushbu bhi deti hai. Badbu ki samasya se nijad pane ke liye rojana khane ke baad sonf khana chahiye. Subah-Raat Dono Time Brush Kare • Saanso se aane wali badbu ko rokne ke liye muh ki safai rakhna bhi behad jaruri hai. Isliye aap rojana subah uthte hi aur raat ko sone se pehle brush kare. Muh ko saf karte waqt aksar log bahar ki taraf jyada dhyan dete hai aur andar ki taraf chod dete hai. Lekin aisa nahi karna chahiye apne daanto ko andar aur bahar dono taraf acchi tarah se saf kijiye. Aesa karne se muh mai bhojan ke kan nahi rehte aur kitanu nahi panapte.
  • 5. hrelate.com Khatte Phalo Ka Sevan Kare • Kai logo ko khatee phal khana pasand nahi hota hai. lekin kya aap jante hai ki yeh khatte phal muh ki durgandh ko dur karne mai kafi madad karte hai. Muh ko khali rakhne aur lambe samay tak kuch na khane se bhi saanso mai badbu ki samasya utpanna ho sakti hai. Isliye rojana vitamin c se bharpur khatte phalo ka sevan kare. Dalchini (Cinnamon) • Dalchini bhi ek labhdayak Bad Breath Remedie hai. Yeh hamare muh se bacteria ko khatam karne ka kaam katri hai. Dalchini ka upyog karne ke liye iske patto ko ajwain aur barabar matra mai pani ko milakar ubal lete hai. Iss mishran se grara karne se muh ki durgandh dur ho jati hai. Tea Se Bhi Paye Fayda • Rojana black tea ya fir green tea pine se bhi saans mai aane wali durgandh se chutkara paya ja sakta hai. Yeh tea saanso mai moujud Polyphenols se ladne ke liye ek anti oxidant ki bhumika nibhati hai. Jisse saanso mai aane wali durgandh dur ho jati hai.
  • 6. hrelate.com Neem ki Pattiyo ka Upyog Kare: • Neem ki patti manav jeevan ke rog ko dur karne ke liye liye sabse acchi aushdhi sabit hui hai. Saans ki durgandh ko dur karne ke liye neem ki pattiyo ko dho kar sukha lijiye fir use ek bartan mai rakhkar jala dijiye. Iss tarah se bani rakh mai sendha namak ko milakar rojana 3 se 4 bar manjan kare. Iss tarah se bhi saans ki durgandh dur ho jati hai. Bad Breath Remedies: Yeh Upyae Bhi Apnaye • Saans ki durgandh ko dur karne ke liye methi se bani chaye pine se bhi muh mai moujud bacteria ko dur kiya jata hai. • Rojana khub matra mai pani piye. • Durgandh dur karne ke liye ajwain bhi ek acchi aushdhi mani jati hai. Isme paya jane wala chlrophil muh ke bacteria ko marta hai. • Rojana khane khane ke bad ilaychi ka sevan kare ya fir iski pattiyo ko bhi chabane se Pyria jaise rogo se chutkara paya ja sakta hai. • Rojana acche se brush karne ke sath sath sahi se jeebh bhi saf kare. Aksar log brush to kar lete hai lekin jeebh saf nahi karte hai jisse jeebh mai gande bacteria jama hone lagte hai, jo ki saans mai badbu ka karan bante hai.
  • 7. hrelate.com • Seb ke sirke ka prayog saans ki gandh ko dur karta hai. Iske liye ek glass pani mai 2 chammach sirke ko milaye aur garara kare. • Ilaychi aur pudina dalkar pan ko chabane se bhi saans ki durgandh dur ho jati hai. • Trifla ki jad ki chhal ko bhi muh mai rakhkar chabane se muh ki durgandh dur ho jati hai. • Masaledar bhojan ka sevan kam kare aur hari taji sabjiyo ka upyog kare. • Ilaychi aur long ka tel banakar daanto mai lagane se muh ki durgandh dur ho jati hai.