SlideShare une entreprise Scribd logo
1  sur  5
HRELATE.COM
Exercises for Back Fat: Kamar Ki
Charbi Dur Karne Ke Upay
• Aaj ke wakt mai purush ho ya mahila har koi fit dikhna chahta hai. Fit dikhne ke liye log
jim jate hai, yoga karte hai aur kai tarike apnate hai. Aajkal ki computer wali jobs ke chalte,
log din bhar baith kar kam karte hai, aese mai sharir par charbi jamna behad aam baat hai.
Lekin sabse jyada kisi hisse par charbi jamti hai to wo he kamar.
• Badhti hui kamar ki charbi aajkal kai ladke aur ladkiyon ki chinta ka vishay ban chuki hai.
Iske wajah se unka sharir behad anaakarshak lagta hai. Aur pareshani wali baat to yeh hai
ki isse picha chutana bhi behad muskil hai.
• Lekin aapko ghabrane ki jarurat nahi hai. Yaha ham aapko kuch aese vyayamo ke bare mai
bataenge, jisse aap iss atirikt charbi ko dur kar sakte hai aur charhari kamar paa sakte hai.
To aaiye Jane Exercises for Back Fat.
hrelate.com
hrelate.com
Exercises to Reduce Back Fat Se Kare Kamar ki Charbi Dur
Pull-Up Vyayam
• Pull-Up vyayam back fat ko kam karne ke liye bahut hi faydemand hai. Ise karne ke
liye aapko kisi gym jane ki jarurat bhi nahi hai, ise aap apne ghar par bhi kar sakte hai.
Yeh vyayam kamar ke sath pet ki bhi charbi kam karne mai sahayak hota hai.
Push-Up Kare
• Push-Up ko karne ke liye apne dono hatho ko jamin par sidha rakhte hai. Uske baad
dono hatho ko dhire dhire niche ki taraf iss tarah se khinchte hai jisse hamara pet,
kamar, sar aur pair sab 180 degree ka kone banaye. Iss mudra mai kam se kam 3 second
tak rehte hai aur fir dhire dhire apni isthiti mai vapas aate hai. Iss vyayam ko din mai
15-20 bar tak dohrane se iska laabh dikhayi dene lagta hai.
Rojana Paidal Chale (Walking)
• Paidal chalna hamari fitness ke sath-sath hamare swasth ke liye bhi behad labhkari
hota hai. Rojana paidal chalne se hamare kulhe aur pet ka fat kam ho jata hai. Rojana
45 se 50 minute tak paidal chalna vasa ko kam karta hai. Sharir se atirikt charbi aur
calorie ko jalane ke liye paidal chalne ki gati ko tej rakhna chahiye. Jyada tej gati se
chalne se calorie adhik jalti hai aur pratirodhak tantra badhta hai.
hrelate.com
Tairna (Swimming)
• Tairna kamar aur jaanghon ki charbi ko kam karne ka sabse achha vyayam mana jata hai.
Hame rojana niyamit roop se 30 minute tairna chahiye jisse ham apne sharir ki atirikt charbi
ko kam kar sakte hai.
Rojana Cycle Chalaye (Cycling)
• Cycle chalane se ham apne jaanghon, pairo, kamar aur pet, yane kipure sharir ki atirikt charbi
ko kam kar sakte hai. Rojana 45 minut ki cycling karne se sharir se ham 300 calorie tak ka vasa
kam kar sakte hai. Iss vyayam ko aap gym mai jakar bhi kar sakte hai.
Kick-Boxing
• Kick-Boxing karne se sharir ke sabhi hisso ki achhi tarah se kasarat ho jati hai. Side kick, back
kick aur front kick se ham apne pet, jaangho aur kulho ki atirikt charbi ko ghata sakte hai. Iss
vyayam ko yadi mahilaye rojana 45 minut tak kare to 500 calorie vasa ko kam kar sakti hai.
Squat Vyayam Karne
• Squat vyayam ek saral vyayam hota hai. Ise karne ke liye sabse pehle aap sidhe khade rahiye
aur apne hatho ko bhi uper ki tarah sidha rakhiye. Fir dhire dhire niche ki taraf apne ghutno
ko modiye aur fir apni pehle wali sthiti mai vapas aa jaiye. Aisa karne se aap apne kulhe aur
kamar dono ki badhi hui charbi ko kam kar sakte hai.
hrelate.com
Cardio
• Yeh vyayam sharir ke atirikt vasa ko kam karne mai madad karta hai. Yeh metabolism ko
niyantrit kar sharir se calorie ki adhiktam matra ko jalane mai bhi sahayak hota hai. Isko
karne se hamari haddiyan bhi majbut hoti hai.
Wall Slides Exercise
• Yeh exercise bahut hi sadharan hai. Jise aap apne ghar par bhi kar sakte hai. Iske liye aap apne
ghar ki kisi bhi deewar se satkar sidha khada ho jaiye aur hatho ko bhi sidha rakhiye. Fir apne
ghutno ko iss tarah se modiye jaise aap kisi kursi par baithne ka prayas kar rahe hai aur baithe
hai.
• Iss awastha mai apne aap ko 30 se 60 second tak mode rahiye aur apni peeth ko deewaro se
sata hi rehne de aur hatho ko sidha rakhe. Yeh vyayam na keval aapke kamar ki charbi ko dur
karta hai balki yeh pair aur jaanghon ki maspeshiyon ko bhi majbut banata hai.

Contenu connexe

Plus de cshradhha

Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
cshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
cshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
cshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
cshradhha
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
cshradhha
 

Plus de cshradhha (20)

Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
 

Exercises for Back Fat Se Dur Kijiye Kamar Ki Badhi Hui Charbi

  • 1. HRELATE.COM Exercises for Back Fat: Kamar Ki Charbi Dur Karne Ke Upay
  • 2. • Aaj ke wakt mai purush ho ya mahila har koi fit dikhna chahta hai. Fit dikhne ke liye log jim jate hai, yoga karte hai aur kai tarike apnate hai. Aajkal ki computer wali jobs ke chalte, log din bhar baith kar kam karte hai, aese mai sharir par charbi jamna behad aam baat hai. Lekin sabse jyada kisi hisse par charbi jamti hai to wo he kamar. • Badhti hui kamar ki charbi aajkal kai ladke aur ladkiyon ki chinta ka vishay ban chuki hai. Iske wajah se unka sharir behad anaakarshak lagta hai. Aur pareshani wali baat to yeh hai ki isse picha chutana bhi behad muskil hai. • Lekin aapko ghabrane ki jarurat nahi hai. Yaha ham aapko kuch aese vyayamo ke bare mai bataenge, jisse aap iss atirikt charbi ko dur kar sakte hai aur charhari kamar paa sakte hai. To aaiye Jane Exercises for Back Fat. hrelate.com
  • 3. hrelate.com Exercises to Reduce Back Fat Se Kare Kamar ki Charbi Dur Pull-Up Vyayam • Pull-Up vyayam back fat ko kam karne ke liye bahut hi faydemand hai. Ise karne ke liye aapko kisi gym jane ki jarurat bhi nahi hai, ise aap apne ghar par bhi kar sakte hai. Yeh vyayam kamar ke sath pet ki bhi charbi kam karne mai sahayak hota hai. Push-Up Kare • Push-Up ko karne ke liye apne dono hatho ko jamin par sidha rakhte hai. Uske baad dono hatho ko dhire dhire niche ki taraf iss tarah se khinchte hai jisse hamara pet, kamar, sar aur pair sab 180 degree ka kone banaye. Iss mudra mai kam se kam 3 second tak rehte hai aur fir dhire dhire apni isthiti mai vapas aate hai. Iss vyayam ko din mai 15-20 bar tak dohrane se iska laabh dikhayi dene lagta hai. Rojana Paidal Chale (Walking) • Paidal chalna hamari fitness ke sath-sath hamare swasth ke liye bhi behad labhkari hota hai. Rojana paidal chalne se hamare kulhe aur pet ka fat kam ho jata hai. Rojana 45 se 50 minute tak paidal chalna vasa ko kam karta hai. Sharir se atirikt charbi aur calorie ko jalane ke liye paidal chalne ki gati ko tej rakhna chahiye. Jyada tej gati se chalne se calorie adhik jalti hai aur pratirodhak tantra badhta hai.
  • 4. hrelate.com Tairna (Swimming) • Tairna kamar aur jaanghon ki charbi ko kam karne ka sabse achha vyayam mana jata hai. Hame rojana niyamit roop se 30 minute tairna chahiye jisse ham apne sharir ki atirikt charbi ko kam kar sakte hai. Rojana Cycle Chalaye (Cycling) • Cycle chalane se ham apne jaanghon, pairo, kamar aur pet, yane kipure sharir ki atirikt charbi ko kam kar sakte hai. Rojana 45 minut ki cycling karne se sharir se ham 300 calorie tak ka vasa kam kar sakte hai. Iss vyayam ko aap gym mai jakar bhi kar sakte hai. Kick-Boxing • Kick-Boxing karne se sharir ke sabhi hisso ki achhi tarah se kasarat ho jati hai. Side kick, back kick aur front kick se ham apne pet, jaangho aur kulho ki atirikt charbi ko ghata sakte hai. Iss vyayam ko yadi mahilaye rojana 45 minut tak kare to 500 calorie vasa ko kam kar sakti hai. Squat Vyayam Karne • Squat vyayam ek saral vyayam hota hai. Ise karne ke liye sabse pehle aap sidhe khade rahiye aur apne hatho ko bhi uper ki tarah sidha rakhiye. Fir dhire dhire niche ki taraf apne ghutno ko modiye aur fir apni pehle wali sthiti mai vapas aa jaiye. Aisa karne se aap apne kulhe aur kamar dono ki badhi hui charbi ko kam kar sakte hai.
  • 5. hrelate.com Cardio • Yeh vyayam sharir ke atirikt vasa ko kam karne mai madad karta hai. Yeh metabolism ko niyantrit kar sharir se calorie ki adhiktam matra ko jalane mai bhi sahayak hota hai. Isko karne se hamari haddiyan bhi majbut hoti hai. Wall Slides Exercise • Yeh exercise bahut hi sadharan hai. Jise aap apne ghar par bhi kar sakte hai. Iske liye aap apne ghar ki kisi bhi deewar se satkar sidha khada ho jaiye aur hatho ko bhi sidha rakhiye. Fir apne ghutno ko iss tarah se modiye jaise aap kisi kursi par baithne ka prayas kar rahe hai aur baithe hai. • Iss awastha mai apne aap ko 30 se 60 second tak mode rahiye aur apni peeth ko deewaro se sata hi rehne de aur hatho ko sidha rakhe. Yeh vyayam na keval aapke kamar ki charbi ko dur karta hai balki yeh pair aur jaanghon ki maspeshiyon ko bhi majbut banata hai.