SlideShare une entreprise Scribd logo
1  sur  6
HRELATE.COM
Home Remedies for Dandruff: Balo Se
Rusi Dur Karne ke Upaye
• Aaj ke samay mai rusi ki samasya behad aam ho gayi hai. Yeh samasya jyadatar balo ki
dekhbak ke abhav mai hoti hai.Balo mai rusi hone ki wajah se hame kai bar sharminda bhi
hona padta hai. Yeh ek prakar ka fungle infection hota hai. Iss infection mai yeast sar ki
mrit twacha ko khate hai. Isse sar ki twacha ke uttak(tissue) marne lagte hai aur safed rang
ke rave(Rusi)ke kan twacha par jama hone lagte hai.
• Rusi ki wajeh se sar mai khujali hone lagti hai aur baal bhi jharne lagte hai. Sath hi jab rusi
ke safed kan twacha par padte hai to chehare par pimple bhi hone lagte hai.
• Rusi ki wajah se hone wali khujli se kai log chidchide bhi ho jate hai. Isliye iska sahi tarah
se ilaj karna bahut jaruri hota hai. Vaise to Ise dur karne ke liye bajar mai kai prakar ke
shampoo uplabdh hote hai, lekin inme upasthit chemicals se hamare balo ko nuksan
pahuchta hai . Isliye rusi ko dur karne ke liye gharelu tariko ko apnana behtar vikalp hai. Iss
lekh mai ham aapko Home Remedies for Dandruff bata rahe hai jiski madad se aap apne
balo ki rusi dur kar sakte hai.
hrelate.com
hrelate.com
hrelate.com
Home Remedies for Dandruff: Iss Tarah Kare Balo Ki Rusi Dur
Tel Ki Malish
• Balo se rusi ko dur karne ke liye sar ki acchi tarah se malish bahut jaruri hoti hai.
Malish karne se sar ke rome chidra khul jate hai. Malish karne ke liye aap sarso ya fir
nariyal ke tel dono istemal kar sakti hai. Bus tel mai thoda sa kapoor milaiye aur
malish kijiye. Kuch der bad ek toliye ko gungune pani mai acchi tarah bhigokar
nichoriye aur sar par 15 minute tak rakh de. Fir balo ko dho lijiye.
Aloe-Vera Ka Prayog
• Aloe-Vera best Remedies of Dandruff mana jata hai. Isme kai antifungal gun paye jate
hai. Jo ki rusi dur karne mai sahayak hote hai. Ise lagane ke liye fresh aloe-vera ke ras
ko nikal le. Fir ise balo mai lagakar 1 se 2 hours tak rakhe uske bad thande pani se dho
le.
Methi Bhi Faydemand
• Methi kai ghar mai mojud hoti hai. Isme Nicotinic Acid, Amino Acid aur Lecithin
namak chemical paye jate hai jo ki balo ki rusi ko jado se dur karne mai sahayak hote
hai. Sath hi yeh tatva balo ko majbuti bhi pradan karte hai.
hrelate.com
Nimbu Ka Ras
• Garm tel mai nimbu ke ras ko milakar malish karne se rusi ko aasani se dur kiya ja sakta hai.
Nimbu mai prachur matra mai vitamin aur kai antioxide paye jate hai. Jo rusi ko jad se khatm
karne mai sahayak hote hai aur sath hi balo ko lamba ghana aur majbut banana hai. Ise rojana
tel ke sath milakar lagane se balo ka jharna bhi band ho jata hai. Iss prayig ko karne ke liye
nahane se pehle balo mai kuch der nimbu ke ras ko lagakar fir dhone se bhi rusi mai bahut
fayda milta hai.
Dahi
• Dahi ka prayog bhi balo se rusi ko dur karne mai kiya jata hai. Dahi me amliya (acidic) aur
conditioning gun paye jate hai. Jo ki balo ko silky, lamba, ghana aur majbut bhi banate hai. Ise
iss parakar se lagaya ja sakta hai.
• Dahi mai nimbu ka ras milaye aur fir ise balo mai lagakar 20 se 30 minute tak rakhe fir thande
pani se baal dho le. Isse balo se rusi jald hi kam hone lagti hai.
• Dahi mai Kalimirch ke churna ko milakar lagane se bhi balo se rusi dur ho jati hai. Isko hafte
mai 2 se 3 bar lagane se baal kale, ghane aur majbut bhi bante hai.
• Dahi ko aese hi balo par lagakar kuch der rakhe aur fir kisi aayurvedic shampoo ko lagaka dho
lene se bhi rusi dur ho jati hai.
hrelate.com
Neem Ki Pattiya
• Home Remedies For Dandruff ki list mai Neem ki pattiya bhi shamail hai. Yeh rusi ko dur
karne mai bahut prabhavi hoti hai. Isme antifungal yane ki kitanu nashak gun paye jate hai jo
ki rusi ko teji se dur karne mai sahayak hote hai. Ise baalo par lagane ke liye iski pattiyo ko
acchi tarah se pani mai ubaal le. Uske bad iske pani se baalo ko dhule. Aesa hafte mai 3 se 4
bar karne se jald hi rusi dur ho jati hai.
Dandruff Home Remedies: Inn Upayo Ko Bhi Apnaye
• Rat mai sone se pehale pani mai sirka milakar iss mishran ko sar mai acchi tarah se lagaye.
Subah pani se baal dho le. Aesa hafte mai 2 se 3 bar tak karne se rusi se nijad paya ja sakta hai.
• Baalo ki sahi tarah se safai na karne se bhi sar ki twacha shushk pad jati hai aur rusi namak
sankaramn failne lagta hai. Isliye baalo ki safai, rusi ko dur karne mai mahatvapurna bhumika
nibhata hai.
• Baalo mai gile toliye ko lapetkar pani ki garm bhaap dene se bhi rusi dur ho jati hai.

Contenu connexe

En vedette

Maria alejandra ruano grupo 26 blog
Maria alejandra  ruano  grupo 26 blogMaria alejandra  ruano  grupo 26 blog
Maria alejandra ruano grupo 26 blogale ruano
 
Qual o papel do gerente de projetos em um time ágil?
Qual o papel do gerente de projetos em um time ágil?Qual o papel do gerente de projetos em um time ágil?
Qual o papel do gerente de projetos em um time ágil?Raphael Donaire Albino
 
Desenvolvimento ágil e seus benefícios
Desenvolvimento ágil e seus benefíciosDesenvolvimento ágil e seus benefícios
Desenvolvimento ágil e seus benefíciosRaphael Donaire Albino
 
Farmosa forum pa call4ideas 2016
Farmosa forum pa call4ideas 2016Farmosa forum pa call4ideas 2016
Farmosa forum pa call4ideas 2016Noemi De Santis
 

En vedette (6)

Maria alejandra ruano grupo 26 blog
Maria alejandra  ruano  grupo 26 blogMaria alejandra  ruano  grupo 26 blog
Maria alejandra ruano grupo 26 blog
 
Qual o papel do gerente de projetos em um time ágil?
Qual o papel do gerente de projetos em um time ágil?Qual o papel do gerente de projetos em um time ágil?
Qual o papel do gerente de projetos em um time ágil?
 
Desenvolvimento ágil e seus benefícios
Desenvolvimento ágil e seus benefíciosDesenvolvimento ágil e seus benefícios
Desenvolvimento ágil e seus benefícios
 
Farmosa forum pa call4ideas 2016
Farmosa forum pa call4ideas 2016Farmosa forum pa call4ideas 2016
Farmosa forum pa call4ideas 2016
 
Laverinto.
Laverinto.Laverinto.
Laverinto.
 
Toma de decisiones
Toma de decisionesToma de decisiones
Toma de decisiones
 

Plus de cshradhha

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khascshradhha
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Guncshradhha
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshancshradhha
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpurcshradhha
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindicshradhha
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbicshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbecshradhha
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 

Plus de cshradhha (20)

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindi
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 

Home Remedies for Dandruff: Asani Se Dur Kare Balo Ki Rusi

  • 1. HRELATE.COM Home Remedies for Dandruff: Balo Se Rusi Dur Karne ke Upaye
  • 2. • Aaj ke samay mai rusi ki samasya behad aam ho gayi hai. Yeh samasya jyadatar balo ki dekhbak ke abhav mai hoti hai.Balo mai rusi hone ki wajah se hame kai bar sharminda bhi hona padta hai. Yeh ek prakar ka fungle infection hota hai. Iss infection mai yeast sar ki mrit twacha ko khate hai. Isse sar ki twacha ke uttak(tissue) marne lagte hai aur safed rang ke rave(Rusi)ke kan twacha par jama hone lagte hai. • Rusi ki wajeh se sar mai khujali hone lagti hai aur baal bhi jharne lagte hai. Sath hi jab rusi ke safed kan twacha par padte hai to chehare par pimple bhi hone lagte hai. • Rusi ki wajah se hone wali khujli se kai log chidchide bhi ho jate hai. Isliye iska sahi tarah se ilaj karna bahut jaruri hota hai. Vaise to Ise dur karne ke liye bajar mai kai prakar ke shampoo uplabdh hote hai, lekin inme upasthit chemicals se hamare balo ko nuksan pahuchta hai . Isliye rusi ko dur karne ke liye gharelu tariko ko apnana behtar vikalp hai. Iss lekh mai ham aapko Home Remedies for Dandruff bata rahe hai jiski madad se aap apne balo ki rusi dur kar sakte hai. hrelate.com
  • 4. hrelate.com Home Remedies for Dandruff: Iss Tarah Kare Balo Ki Rusi Dur Tel Ki Malish • Balo se rusi ko dur karne ke liye sar ki acchi tarah se malish bahut jaruri hoti hai. Malish karne se sar ke rome chidra khul jate hai. Malish karne ke liye aap sarso ya fir nariyal ke tel dono istemal kar sakti hai. Bus tel mai thoda sa kapoor milaiye aur malish kijiye. Kuch der bad ek toliye ko gungune pani mai acchi tarah bhigokar nichoriye aur sar par 15 minute tak rakh de. Fir balo ko dho lijiye. Aloe-Vera Ka Prayog • Aloe-Vera best Remedies of Dandruff mana jata hai. Isme kai antifungal gun paye jate hai. Jo ki rusi dur karne mai sahayak hote hai. Ise lagane ke liye fresh aloe-vera ke ras ko nikal le. Fir ise balo mai lagakar 1 se 2 hours tak rakhe uske bad thande pani se dho le. Methi Bhi Faydemand • Methi kai ghar mai mojud hoti hai. Isme Nicotinic Acid, Amino Acid aur Lecithin namak chemical paye jate hai jo ki balo ki rusi ko jado se dur karne mai sahayak hote hai. Sath hi yeh tatva balo ko majbuti bhi pradan karte hai.
  • 5. hrelate.com Nimbu Ka Ras • Garm tel mai nimbu ke ras ko milakar malish karne se rusi ko aasani se dur kiya ja sakta hai. Nimbu mai prachur matra mai vitamin aur kai antioxide paye jate hai. Jo rusi ko jad se khatm karne mai sahayak hote hai aur sath hi balo ko lamba ghana aur majbut banana hai. Ise rojana tel ke sath milakar lagane se balo ka jharna bhi band ho jata hai. Iss prayig ko karne ke liye nahane se pehle balo mai kuch der nimbu ke ras ko lagakar fir dhone se bhi rusi mai bahut fayda milta hai. Dahi • Dahi ka prayog bhi balo se rusi ko dur karne mai kiya jata hai. Dahi me amliya (acidic) aur conditioning gun paye jate hai. Jo ki balo ko silky, lamba, ghana aur majbut bhi banate hai. Ise iss parakar se lagaya ja sakta hai. • Dahi mai nimbu ka ras milaye aur fir ise balo mai lagakar 20 se 30 minute tak rakhe fir thande pani se baal dho le. Isse balo se rusi jald hi kam hone lagti hai. • Dahi mai Kalimirch ke churna ko milakar lagane se bhi balo se rusi dur ho jati hai. Isko hafte mai 2 se 3 bar lagane se baal kale, ghane aur majbut bhi bante hai. • Dahi ko aese hi balo par lagakar kuch der rakhe aur fir kisi aayurvedic shampoo ko lagaka dho lene se bhi rusi dur ho jati hai.
  • 6. hrelate.com Neem Ki Pattiya • Home Remedies For Dandruff ki list mai Neem ki pattiya bhi shamail hai. Yeh rusi ko dur karne mai bahut prabhavi hoti hai. Isme antifungal yane ki kitanu nashak gun paye jate hai jo ki rusi ko teji se dur karne mai sahayak hote hai. Ise baalo par lagane ke liye iski pattiyo ko acchi tarah se pani mai ubaal le. Uske bad iske pani se baalo ko dhule. Aesa hafte mai 3 se 4 bar karne se jald hi rusi dur ho jati hai. Dandruff Home Remedies: Inn Upayo Ko Bhi Apnaye • Rat mai sone se pehale pani mai sirka milakar iss mishran ko sar mai acchi tarah se lagaye. Subah pani se baal dho le. Aesa hafte mai 2 se 3 bar tak karne se rusi se nijad paya ja sakta hai. • Baalo ki sahi tarah se safai na karne se bhi sar ki twacha shushk pad jati hai aur rusi namak sankaramn failne lagta hai. Isliye baalo ki safai, rusi ko dur karne mai mahatvapurna bhumika nibhata hai. • Baalo mai gile toliye ko lapetkar pani ki garm bhaap dene se bhi rusi dur ho jati hai.