SlideShare une entreprise Scribd logo
1  sur  6
HRELATE.COM
How to Remove Tan- Twacha Ka
Kalapan Dur Karne Ke Tarike
• Jaisa ki ham sabhi jante hai ki jald hi sardio ka mosam aane wale hai. Iss
wakt mai suraj ki dhoop lena sabko accha lagta hai. Vaise to thodi dhoop
lena hamare sharir ke liye acchi hai. Lekin agar jyada der iss dhoop mai
baitha jaye to sun tan jaisi samasya hone lagti hai.
• Sun tanning ya sunburn ki wahaj se hamari twacha kali ho jati hai aur puri
ronak kho deti hai. Kuch log isse chutkara pane ke liye bleach ya anya
rasayanik utpado ka istemal karte hai. Inn utpado ke istemal se unki twacha
sudharti to nahi balki aur kali ho jati hai.
• Lekin aapko ghabrane ki jarurat nahi hai kuch aasan upayo ko apnakar aap
tanning jaisi samasya se chutkara paa sakte hai. Yaha padhiye How to
Remove Tan in Hindi, jiski madad se aap wapis gori aur chamakdar twacha
paa sakte hai.
hrelate.com
hrelate.com
hrelate.com
Jane Tan Se Rahat Pane Ke Asardarak Upay
Sunscreen Ka Istemaal
• Kuch upayo ko apnakar aap sun tanning se chutkara paa sakte hai. Lekin ham aapko
bata de ki yadi aap dhoop se nikalne se pehle sunscreen ka istemal karenge to aapko
sun tanning hogi hi nahi. Kuch log sochte hai ki sirf garmiyo mai hi sunscreen lagana
chahiye lekin aesa bilkul bhi nahi hai, sardi ke dino mai bhi suraj ki kirane twacha ko
nuksan pahuchati hai. Isliye chahe koi bhi mosam ho yadi aap dhoop mai nikal rahe
ho to sunscreen ka istemal karna naa bhule.
Masoor Ki Dal aur Alovera
• Masoor ki dal ghar mai paya jane wala aesa behatarin utpad hai jo ki gahre se gahre tan
ko bhi nust kar deta hai. Ise alovera ke sath lagane se twacha ka kalapan hat jata hai.
Takriban 15 minute tak masoor ki dal ko pani mai sokh kar rakhe, fir ise piskar iska
paste banaye. Iss paste mai alovera jel milaye. Inn sab ko milakar gale aur chehre par
acche se malish kare. 20 minute chehre par rakhne ke baad pani se dho le.
hrelate.com
Dudh – Haldi
• Kacche dudh mai haldi aur nimbu ka ras milakar use twacha par lagakar kuch samay ke liye
chod de. Iske bad ise gungune pani se dho le. Isse bhi jald hi tanning khatam ho jayegi.
Chandan Powder
• Chandan powder kali twacha ki rangat nikharta hai aur tanning ko bhi kam karta hai.
Chandan ko dudh ya thoda sa nimbu ka ras milakar ek paste bana le. Iss paste ko sukhne tak
tanning wali jagah laga rehne de, fir thande pani se dho le. Isse tanning thik ho jati hai.
Ubla Hua Aalu
• Skin ke tanning ko hatane ke liye uble hue aalu mai aadha chammach nimbu ka ras milakar
chehre par lagaye. Isse skin ka kalapan dur hoga.
Roj Snan Kare
• Bahut se log thandi ke dino mai roj nahana avoid karte hai. Lekin kya aap jante hai ki garm
pani ke snan se tan jaldi thik hota hai. Darahsal roj snan karne se purani twacha kosikao ko
nikalne mai madad karti hai. Aap chahe to tan dur karne ke liye soap ka istemal bhi kar sakte
hai. Lekin ek baat ka khayal rahe ki nahane ka pani na jyada garm ho aur na jyada thanda.
Jyada garm pani aapki twacha ko khusk bana sakta hai.
hrelate.com
Tips to Remove Tan – Anya Tarike Inhe Bhi Jane
• Taze dahi mai besan aur nimbu ka ras milakar lagane se twacha mai rangat aati hai. Yadi aap
iss mishran ko niyamit tour par do bar lagati hai to aapko skin tan se chutkara milega. Sath hi
yadi aapke chehre par muhase ke nishan hai to wo bhi halke pad jayenge.
• Strawberry mai rang gora karne ke gun hote hai. Jisse kale dhabbe, yaha tak ki chehre par
chakatte banne ki samasya bhi dur hoto hai. Bus pisi hui strawberry aur 2 chammach malai le
aur ise chehre par lagakar aadhe ghante bad dho le.
• Kesar ka istemal sadiyo se twacha ki dekhbal ke liye kiya jata raha hai. Yeh twacha ko
chamakdar banata hai, Use tone karta hai. Tan hatata hai aur muhase se ladta hai. Thode se
kesar aur 2 chammach malai ko aapas mai milaye aur chehre par lagaye. Ise 20 minute tak
sukhne de fir thande pani se dho le.
• Santre mai prachur matra mai vitamin c hota hai jo twacha ki ashuddhiyo se ladne mai madad
karta hai. Santre mai mojud cologne umra badhne ki prakriya ko dhima kar dete hai tatha
twacha mai kasavat pradan karte hai. 1 chammach santre ke ras mai ek chammach dahi le aur
ise apne chehre par lagaye. 30 minute bad pani se chehra dho le.

Contenu connexe

Plus de cshradhha

Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshancshradhha
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpurcshradhha
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindicshradhha
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbicshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbecshradhha
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabhcshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for womencshradhha
 

Plus de cshradhha (20)

Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindi
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 

How to Remove Tan- Door Kijiye Apni Twacha Ka Kalapan

  • 1. HRELATE.COM How to Remove Tan- Twacha Ka Kalapan Dur Karne Ke Tarike
  • 2. • Jaisa ki ham sabhi jante hai ki jald hi sardio ka mosam aane wale hai. Iss wakt mai suraj ki dhoop lena sabko accha lagta hai. Vaise to thodi dhoop lena hamare sharir ke liye acchi hai. Lekin agar jyada der iss dhoop mai baitha jaye to sun tan jaisi samasya hone lagti hai. • Sun tanning ya sunburn ki wahaj se hamari twacha kali ho jati hai aur puri ronak kho deti hai. Kuch log isse chutkara pane ke liye bleach ya anya rasayanik utpado ka istemal karte hai. Inn utpado ke istemal se unki twacha sudharti to nahi balki aur kali ho jati hai. • Lekin aapko ghabrane ki jarurat nahi hai kuch aasan upayo ko apnakar aap tanning jaisi samasya se chutkara paa sakte hai. Yaha padhiye How to Remove Tan in Hindi, jiski madad se aap wapis gori aur chamakdar twacha paa sakte hai. hrelate.com
  • 4. hrelate.com Jane Tan Se Rahat Pane Ke Asardarak Upay Sunscreen Ka Istemaal • Kuch upayo ko apnakar aap sun tanning se chutkara paa sakte hai. Lekin ham aapko bata de ki yadi aap dhoop se nikalne se pehle sunscreen ka istemal karenge to aapko sun tanning hogi hi nahi. Kuch log sochte hai ki sirf garmiyo mai hi sunscreen lagana chahiye lekin aesa bilkul bhi nahi hai, sardi ke dino mai bhi suraj ki kirane twacha ko nuksan pahuchati hai. Isliye chahe koi bhi mosam ho yadi aap dhoop mai nikal rahe ho to sunscreen ka istemal karna naa bhule. Masoor Ki Dal aur Alovera • Masoor ki dal ghar mai paya jane wala aesa behatarin utpad hai jo ki gahre se gahre tan ko bhi nust kar deta hai. Ise alovera ke sath lagane se twacha ka kalapan hat jata hai. Takriban 15 minute tak masoor ki dal ko pani mai sokh kar rakhe, fir ise piskar iska paste banaye. Iss paste mai alovera jel milaye. Inn sab ko milakar gale aur chehre par acche se malish kare. 20 minute chehre par rakhne ke baad pani se dho le.
  • 5. hrelate.com Dudh – Haldi • Kacche dudh mai haldi aur nimbu ka ras milakar use twacha par lagakar kuch samay ke liye chod de. Iske bad ise gungune pani se dho le. Isse bhi jald hi tanning khatam ho jayegi. Chandan Powder • Chandan powder kali twacha ki rangat nikharta hai aur tanning ko bhi kam karta hai. Chandan ko dudh ya thoda sa nimbu ka ras milakar ek paste bana le. Iss paste ko sukhne tak tanning wali jagah laga rehne de, fir thande pani se dho le. Isse tanning thik ho jati hai. Ubla Hua Aalu • Skin ke tanning ko hatane ke liye uble hue aalu mai aadha chammach nimbu ka ras milakar chehre par lagaye. Isse skin ka kalapan dur hoga. Roj Snan Kare • Bahut se log thandi ke dino mai roj nahana avoid karte hai. Lekin kya aap jante hai ki garm pani ke snan se tan jaldi thik hota hai. Darahsal roj snan karne se purani twacha kosikao ko nikalne mai madad karti hai. Aap chahe to tan dur karne ke liye soap ka istemal bhi kar sakte hai. Lekin ek baat ka khayal rahe ki nahane ka pani na jyada garm ho aur na jyada thanda. Jyada garm pani aapki twacha ko khusk bana sakta hai.
  • 6. hrelate.com Tips to Remove Tan – Anya Tarike Inhe Bhi Jane • Taze dahi mai besan aur nimbu ka ras milakar lagane se twacha mai rangat aati hai. Yadi aap iss mishran ko niyamit tour par do bar lagati hai to aapko skin tan se chutkara milega. Sath hi yadi aapke chehre par muhase ke nishan hai to wo bhi halke pad jayenge. • Strawberry mai rang gora karne ke gun hote hai. Jisse kale dhabbe, yaha tak ki chehre par chakatte banne ki samasya bhi dur hoto hai. Bus pisi hui strawberry aur 2 chammach malai le aur ise chehre par lagakar aadhe ghante bad dho le. • Kesar ka istemal sadiyo se twacha ki dekhbal ke liye kiya jata raha hai. Yeh twacha ko chamakdar banata hai, Use tone karta hai. Tan hatata hai aur muhase se ladta hai. Thode se kesar aur 2 chammach malai ko aapas mai milaye aur chehre par lagaye. Ise 20 minute tak sukhne de fir thande pani se dho le. • Santre mai prachur matra mai vitamin c hota hai jo twacha ki ashuddhiyo se ladne mai madad karta hai. Santre mai mojud cologne umra badhne ki prakriya ko dhima kar dete hai tatha twacha mai kasavat pradan karte hai. 1 chammach santre ke ras mai ek chammach dahi le aur ise apne chehre par lagaye. 30 minute bad pani se chehra dho le.