SlideShare une entreprise Scribd logo
1  sur  7
HRELATE.COM
Foods with Medicinal Properties Se
Rakhe Sehat Ka Khayal
• Khadhya Padartha hamara pet bharte hai. Isse hame urja milti hai. Itna to
sab jante hi hai. Par kya aapne kabhi inn Khadhya Padartho ke Aushdhiya
upyogo ke bare mai socha hai. Udaharan ke liye adrak ko hi le lijiye. Adrak
se khansi dur hoti hai, gas ki samasya se nijad milti hai. Yaha tak ki adrak se
bani chay pine se pet ki charbi bhi dur hoti hai.
• Hum rojana aesi kai chizo ka sevan karte hai. Jinke guno ke bare mai hame
pata nahi hota hai. Hum to apna pet bharne ke liye inka sevan kar lete hai.
Purane jamane mai bhi sabjiyo tatha falo ka prayog kai karagar dawao ko
viksit karne ke liye kiya jata tha. Kisi bhi bimari ko thik karne ke liye
Khadhya Padartha ek sabse acchi prakratik dawai mani jati hai. To aaiye
jante hai kuch aese hi Foods with Medicinal Properties ke bare mai jo
hamare sir se le kar per tak ke sare rog dur karne ki shamta rakhte hai.
hrelate.com
hrelate.com
hrelate.com
Aushdhiya Guno Se Bharpur Khadhya Padartha
• Shahad Mai he Antiseptic Gun
Shahad(Honey) mai antiseptic tatva moujud hota hai. To jab bhi kahi chamdi kat gayi ho
ya chhil gayi ho, us par Shahad ka prayog karenge to wah jald hi sahi hogi. Iske alawa
jo log niyamit rup se Shahad ka sevan karte hai unhe sfurti, shakti aur urja milti hai.
Shahad se sharir swasth, sundar aur sudol banta hai. Shahad motapa ghatata hai.
Mithe Shahad ke guno se rogi vyakti swasth ho sakta hai.
• Nimbu Khaye Rog Mukt Ho Jaye
Nimbu(Lemon) bhi kai Aushdhiya Guno se bharpur hai. Isme sharir ke vishele tatvo ko
nast karne ki adbudh shakti hoti hai. Yadi aap car ya bus mai yatra kar rahe ho aur
aapko chakkar aane lage to nimbu sunghiye ya chat lijiye. Nimbu Vitamin C ka
bhandar hai. Mansik durbalta ho ya sar dard. Yaha tak ki aankho ki roshni kamjor ho
to isme bhi nimbu kai laabh deta hai.
Jinhe rakt ki kami hai. Aur jinka swasth din pratidin girta jaa raha hai. Unhe bhi tamatar
ke ras ke sath nimbu ka sevan kar lena chahiye. Tamatar ke ras ke sath nimbu ke ras ka
sevan karne se rakt ki kami se chutkara pa sakte hai. Jin logo ko kabj ki samasya hai wo
raat ko garm pani mai nimbu ka ras le, aesa karne se pet saaf rehta hai.
hrelate.com
• Dudh Se Milte Hai Kai labh
1. Dudh(Milk) ka prayog har gharo mai hota hai. Dudh ko dharti ka amrit kaha gaya hai.
Dudh mai vitamin c ko chhodkar sharir ke liye sabhi poshak tatva yani vitamin hai. Isliye
dudh ko purn bhojan mana gaya hai. Yadi twacha par sunburn ho gaya hai. To us par thanda
dudh lagane se yeh samasya thik ho jati hai.
2. Chehre par jhaai, muhase aur daag dhabbe hatane ke liye raat ko sone se pehle garam
dudh chehre par male, fir aadhe ghante baad pani se dhoye, isse chehre ki sundarta badhegi.
3. Aankho mai chot lagi ho, jalan ho rahi ho, mircha masala gira ho, koi kida gira ho ya dard
hota ho. To rui ke fahe ko dudh mai bhigokar aankho par rakhne se aaram milta hai. Dudh ki
2 bunde aankho mai bhi dalne se labh hota hai.
• Adrak
Yadi sardi ho gayi hai to muh mai tazi adrak (Ginger)rakhe. Yaa fir garma garam adrak wali chay
pee le. Pachan ki samasya hone par rojana subah adrak ka ek tukda khaye. Sharir mai vasa ka
star kam karne mai bhi adrak kaafi madadgar hai. Bhook na lagna, pechis, sardi zhukham
aadi mai labhdayak hai adrak. Yeh garbhavati mahilao ko mansik sickness se rahat dilata hai.
Dawa ke rup mai adarak ka prayoga gathiya, Arthritis, Sciatica, Gardan aur ridh ki haddiyo ke
rog mai pramukhta se kiya jata hai.
hrelate.com
• Kali Chay
Pero se badbu aana harmons ki samsya bhi ho sakti hai. Apne pero ko garam pani mai kali chay
dalkar bhigoiye, isse badbu bhag jayegi.
• Tarbooj Se Kare Pani Ki Kami Dur
Tarbooj(Watermelon) mai 60 pratisat pani hota hai. To iska niyamit sevan karne se pani ki kami
dur hoti hai.
• Bhindi
Bahut kam log jante honge ki bhindi(Ladies Finger) madhumeh mai faydemand hai. Bhindi ke
sire aur puch ko katkar, pani mai bhigone ke liye rakh dijiye. Roj subah uthte hi iss pani ko
pine se madhumeh control mai aa jata hai.
• Dard Nivarak Mirch
Mirchi mai aese tatva paye jate hai jo sharir mai dard paida karne wale rasayan ka risav band kar
dete hai. Yeh jodo ke dard mai bhi rahat dilate hai. karne se chehre ki aabha badhti hai.
hrelate.com
• Karela
Madhumeh ke rogiyo ko roj karele ki sabji khana chahiye. Iske niyamit sevan se insulin level kam
ho jata hai.
Bahut se log tulsi ki chay pite hai. To wo aaj uske labh ke bare mai bhi jan le. Saans ke rogo mai
tulsi ke patte kale namak ke sath, supari ki tarah muh mai rakhne se aaram milta hai. Tulsi ke
komal patto ko chabane se khansi jati hai. Tulsi dama aur Tb mai bhi atyant labhkari hai. Tulsi
ke patto ko piskar chehre par ubtan karne se chehre ki aabha badhti hai.

Contenu connexe

En vedette

Medicinal Chemistry of Salicylic Acid
Medicinal Chemistry of Salicylic AcidMedicinal Chemistry of Salicylic Acid
Medicinal Chemistry of Salicylic Acidaqeelnasim
 
Hadoop_Fundamentals_HDFS_map_reduce
Hadoop_Fundamentals_HDFS_map_reduceHadoop_Fundamentals_HDFS_map_reduce
Hadoop_Fundamentals_HDFS_map_reduceDebatri Mitra
 
Zintegrowane rozwiązania IT napędem dla banków
Zintegrowane rozwiązania IT napędem dla bankówZintegrowane rozwiązania IT napędem dla banków
Zintegrowane rozwiązania IT napędem dla bankówSygnity S.A.
 
Xporience - Event App Experts
Xporience - Event App ExpertsXporience - Event App Experts
Xporience - Event App ExpertsRohan K
 

En vedette (7)

Medicinal Chemistry of Salicylic Acid
Medicinal Chemistry of Salicylic AcidMedicinal Chemistry of Salicylic Acid
Medicinal Chemistry of Salicylic Acid
 
Storyboard
StoryboardStoryboard
Storyboard
 
Balıqlar
BalıqlarBalıqlar
Balıqlar
 
Hadoop_Fundamentals_HDFS_map_reduce
Hadoop_Fundamentals_HDFS_map_reduceHadoop_Fundamentals_HDFS_map_reduce
Hadoop_Fundamentals_HDFS_map_reduce
 
Zintegrowane rozwiązania IT napędem dla banków
Zintegrowane rozwiązania IT napędem dla bankówZintegrowane rozwiązania IT napędem dla banków
Zintegrowane rozwiązania IT napędem dla banków
 
Xporience - Event App Experts
Xporience - Event App ExpertsXporience - Event App Experts
Xporience - Event App Experts
 
Motivación
MotivaciónMotivación
Motivación
 

Plus de cshradhha

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khascshradhha
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Guncshradhha
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshancshradhha
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpurcshradhha
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindicshradhha
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbicshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbecshradhha
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 

Plus de cshradhha (20)

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindi
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 

Janiye Foods with Medicinal Properties Aur Rahiye Swasth

  • 1. HRELATE.COM Foods with Medicinal Properties Se Rakhe Sehat Ka Khayal
  • 2. • Khadhya Padartha hamara pet bharte hai. Isse hame urja milti hai. Itna to sab jante hi hai. Par kya aapne kabhi inn Khadhya Padartho ke Aushdhiya upyogo ke bare mai socha hai. Udaharan ke liye adrak ko hi le lijiye. Adrak se khansi dur hoti hai, gas ki samasya se nijad milti hai. Yaha tak ki adrak se bani chay pine se pet ki charbi bhi dur hoti hai. • Hum rojana aesi kai chizo ka sevan karte hai. Jinke guno ke bare mai hame pata nahi hota hai. Hum to apna pet bharne ke liye inka sevan kar lete hai. Purane jamane mai bhi sabjiyo tatha falo ka prayog kai karagar dawao ko viksit karne ke liye kiya jata tha. Kisi bhi bimari ko thik karne ke liye Khadhya Padartha ek sabse acchi prakratik dawai mani jati hai. To aaiye jante hai kuch aese hi Foods with Medicinal Properties ke bare mai jo hamare sir se le kar per tak ke sare rog dur karne ki shamta rakhte hai. hrelate.com
  • 4. hrelate.com Aushdhiya Guno Se Bharpur Khadhya Padartha • Shahad Mai he Antiseptic Gun Shahad(Honey) mai antiseptic tatva moujud hota hai. To jab bhi kahi chamdi kat gayi ho ya chhil gayi ho, us par Shahad ka prayog karenge to wah jald hi sahi hogi. Iske alawa jo log niyamit rup se Shahad ka sevan karte hai unhe sfurti, shakti aur urja milti hai. Shahad se sharir swasth, sundar aur sudol banta hai. Shahad motapa ghatata hai. Mithe Shahad ke guno se rogi vyakti swasth ho sakta hai. • Nimbu Khaye Rog Mukt Ho Jaye Nimbu(Lemon) bhi kai Aushdhiya Guno se bharpur hai. Isme sharir ke vishele tatvo ko nast karne ki adbudh shakti hoti hai. Yadi aap car ya bus mai yatra kar rahe ho aur aapko chakkar aane lage to nimbu sunghiye ya chat lijiye. Nimbu Vitamin C ka bhandar hai. Mansik durbalta ho ya sar dard. Yaha tak ki aankho ki roshni kamjor ho to isme bhi nimbu kai laabh deta hai. Jinhe rakt ki kami hai. Aur jinka swasth din pratidin girta jaa raha hai. Unhe bhi tamatar ke ras ke sath nimbu ka sevan kar lena chahiye. Tamatar ke ras ke sath nimbu ke ras ka sevan karne se rakt ki kami se chutkara pa sakte hai. Jin logo ko kabj ki samasya hai wo raat ko garm pani mai nimbu ka ras le, aesa karne se pet saaf rehta hai.
  • 5. hrelate.com • Dudh Se Milte Hai Kai labh 1. Dudh(Milk) ka prayog har gharo mai hota hai. Dudh ko dharti ka amrit kaha gaya hai. Dudh mai vitamin c ko chhodkar sharir ke liye sabhi poshak tatva yani vitamin hai. Isliye dudh ko purn bhojan mana gaya hai. Yadi twacha par sunburn ho gaya hai. To us par thanda dudh lagane se yeh samasya thik ho jati hai. 2. Chehre par jhaai, muhase aur daag dhabbe hatane ke liye raat ko sone se pehle garam dudh chehre par male, fir aadhe ghante baad pani se dhoye, isse chehre ki sundarta badhegi. 3. Aankho mai chot lagi ho, jalan ho rahi ho, mircha masala gira ho, koi kida gira ho ya dard hota ho. To rui ke fahe ko dudh mai bhigokar aankho par rakhne se aaram milta hai. Dudh ki 2 bunde aankho mai bhi dalne se labh hota hai. • Adrak Yadi sardi ho gayi hai to muh mai tazi adrak (Ginger)rakhe. Yaa fir garma garam adrak wali chay pee le. Pachan ki samasya hone par rojana subah adrak ka ek tukda khaye. Sharir mai vasa ka star kam karne mai bhi adrak kaafi madadgar hai. Bhook na lagna, pechis, sardi zhukham aadi mai labhdayak hai adrak. Yeh garbhavati mahilao ko mansik sickness se rahat dilata hai. Dawa ke rup mai adarak ka prayoga gathiya, Arthritis, Sciatica, Gardan aur ridh ki haddiyo ke rog mai pramukhta se kiya jata hai.
  • 6. hrelate.com • Kali Chay Pero se badbu aana harmons ki samsya bhi ho sakti hai. Apne pero ko garam pani mai kali chay dalkar bhigoiye, isse badbu bhag jayegi. • Tarbooj Se Kare Pani Ki Kami Dur Tarbooj(Watermelon) mai 60 pratisat pani hota hai. To iska niyamit sevan karne se pani ki kami dur hoti hai. • Bhindi Bahut kam log jante honge ki bhindi(Ladies Finger) madhumeh mai faydemand hai. Bhindi ke sire aur puch ko katkar, pani mai bhigone ke liye rakh dijiye. Roj subah uthte hi iss pani ko pine se madhumeh control mai aa jata hai. • Dard Nivarak Mirch Mirchi mai aese tatva paye jate hai jo sharir mai dard paida karne wale rasayan ka risav band kar dete hai. Yeh jodo ke dard mai bhi rahat dilate hai. karne se chehre ki aabha badhti hai.
  • 7. hrelate.com • Karela Madhumeh ke rogiyo ko roj karele ki sabji khana chahiye. Iske niyamit sevan se insulin level kam ho jata hai. Bahut se log tulsi ki chay pite hai. To wo aaj uske labh ke bare mai bhi jan le. Saans ke rogo mai tulsi ke patte kale namak ke sath, supari ki tarah muh mai rakhne se aaram milta hai. Tulsi ke komal patto ko chabane se khansi jati hai. Tulsi dama aur Tb mai bhi atyant labhkari hai. Tulsi ke patto ko piskar chehre par ubtan karne se chehre ki aabha badhti hai.