SlideShare a Scribd company logo
1 of 6
Download to read offline
HRELATE.COM
Summer Beauty Tips in hindi: Garmiyo
Mai Aese Kare Dekhbal
• Garmiyo ke din aa rahe hai aur iss mosam mai hame apni twacha aur balo ki dekhbal par
aur bhi jyada dhyan dene ki jarurat padhti hai. Inn dino mai chalchalati dhup aur dhul
pasina, mitti ki wajeh se hamare chehre ki twacha aur baal kharab ho jate hai. Suraj se
nikalne wali hanikarak kirne hamari twacha ko kala aur rukha bana deti hai. Isliye garmiyo
mai suraj ki kirno se khud ka bachav karne ki bahut jarurat hoti hai.
• Darahsal garmiypo mai tapman bahut adhik badh jata hai. Isliye hamne apne baalo aur
twacha ki dekhbhal ke liye kuch alag tips aur nuskho ko apnana chahiye. Yaha padhiye
Summer Beauty Tips in Hindi, iski madad se aap apne baalo aur twacha ki acchi tarah se
dekhbhal kar sakte hai.
• Garmiyo ki tej dhoop aur dhul mitti se aap apni twacha ko bacha to nahi sakti hai lekin diye
gaye beauty tips ki sahayta se aap apne chehre aur baalo ko suraksha kavach to de sakte hai.
Isme ham aapko kuch aese nuskho ke bare mai batayenge jinki madad se aap apne aap ko
cool dikha sakte hai. Iske alava yeh nuskhe aapko kudarati aur prabhavi nikhar dekar aapki
twacha ki acchi tarah se dekhbhal kar sakte hai.
hrelate.com
hrelate.com
Summer Beauty Tips in Hindi: Baal Aur Twacha Ki Kare Dekhbhal
hrelate.com
• Hydrate Rahe
• Garmiyo ke dino mai twacha ki behtar dekhbhal ke liye sabse jyada jaruri hota hai
hamesha hydrate rehna. Aaspas ke vatavaran ka sharir se adhik tapman hone ki wajeh
se sharir ka pani jaldi sukh jata hai jisse twacha aur baal rukhe aur bejan se ho jate hai.
Isliye garmiyo mai rojana kam se kam 12 se 18 glass pani jarur pina chahiye. Jisse sharir
ki twacha aur baalo ko pani ki kami mehsus na hone paye.
• Jab Tak Twacha Saaf Na Ho Tab Tak Nahaye
• Garmiyo mai dhup se aane ke bad sharir mai bahut sa pasina aur dhul mitti ke kan
chipke huye hote hai jo ki baal aur twacha ko nuksan bhi pahucha sakte hai. Isliye kahi
se aane ke bad sharir ko puri tarah se saaf karne ke liye nahana bahut jaruri hota hai.
Nahane se sharir aur baalo se saari gandagi aur twacha ka tel, pasina dur ho jata hai aur
twacha aur baal bhi chamakdar bante hai.
• Sweat Proof Makeup Kare
• Yadi aap makeup karna bahut pasand karti hai to aap sweat proof makeup ko apne
daily routine mai shamil kar sakti hai. Aese products, sharir mai pasina aane ke bad
bhi jaldi nahi hatta aur din bhar aapki sundarta ko banaye rakhne mai madad karta
hai.
hrelate.com
• Sun Screen Lagaye
• Garmiyo mai twacha ko sabse jyada nuksan surya ki kirno se hota hai. Isliye twacha ki
dekhbhal ke liye hame ghar se nikalte samay twacha par sun screen lagakar nikalna chahiye.
Sunscreen hamari twacha ko cover kar surya ki hanikarak kirno aur tanning se bhi suraksha
pradan karta hai.
• Fresh Juice
• Apni twacha ki behtar dekhbhal ke liye phalo ke ras ka bhi istemal kiya ja sakta hai. Phalo ka
ras twacha ko kharab aur damage hone se bachata hai. Isliye aap kisi bhi phal ke ras ko raat
mai sote samay laga sakte hai aur subah uthte hi dho sakte hai. Isse aapke chehre ki twacha
healthy aur sundar bani rahegi.
• Baalo Ki Brushing Karna
• Nahane ke bad apne baalo ko saaf suthre towel se sukhana bahut jaruri hota hai. Geele baalo
mai kabhi bhi comb ka istemal nahi karna chahiye. Kyoki geele baalo mai comb karne se baal
jaldi tutte hai.
hrelate.com
• Baalo Ki Kare Sahi Dekhbhal
• Garmiyo mai hame apne baalo ko rojana dhulne ki jarurat hoti hai. Inn dino bahar ki dhup,
pasina aur dhul-mitti ki wajeh se baal rukhe se ho jate hai. Isliye baalo ko rojana natural aur
chemical free shampoo ke istemaal se dhona chahiye. Iske alava garmiyo mai hame apne baalo
mai conditioner ke istemal se bachna chahiye kyonki conditioner hamare baalo ko aur bhi
chipchipa bana deta hai.
• Iske alava aap apne baalo ko rukha hone se bachane ke liye aloe-vera, pyaj ka juice, ande ka
safed bhag ya fir heena ke products se bane kisi bhi prakar ke hair mask ka istemal kar sakti
hai. Iske sath hi baalo ki dekhbahl ke liye kisi bhi freeze serums ka istemal kar sakti hai.
• Summer Beauty Tips in Hindi: Inn Nuskho ko Bhi Apnaye
• 1. Garmiyo ke dino mai twacha par all purpose creams ka istemal karna chahiye.
• 2. Yadi aapko dhup mai jyada samay tak rehna padta hai to adhik se adhik nimbu pani piye.
• 3. Garmiyo mai dhup se bachne ke liye nimbu ka ras aur alsi ka tel barabar matra mai milakar
chehre par 15 minute tak lagaye.
• Sarso, badam, rogan ya fir jetun ke tel se sharir ki malish kare. Aesa karne se sharir ki khushki
dur ho jati hai.

More Related Content

More from cshradhha

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khascshradhha
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Guncshradhha
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshancshradhha
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpurcshradhha
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindicshradhha
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbicshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbecshradhha
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 

More from cshradhha (20)

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindi
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 

Summer Beauty Tips in Hindi: Garmiyo Mai Twacha Ki Kare Dekhbhal

  • 1. HRELATE.COM Summer Beauty Tips in hindi: Garmiyo Mai Aese Kare Dekhbal
  • 2. • Garmiyo ke din aa rahe hai aur iss mosam mai hame apni twacha aur balo ki dekhbal par aur bhi jyada dhyan dene ki jarurat padhti hai. Inn dino mai chalchalati dhup aur dhul pasina, mitti ki wajeh se hamare chehre ki twacha aur baal kharab ho jate hai. Suraj se nikalne wali hanikarak kirne hamari twacha ko kala aur rukha bana deti hai. Isliye garmiyo mai suraj ki kirno se khud ka bachav karne ki bahut jarurat hoti hai. • Darahsal garmiypo mai tapman bahut adhik badh jata hai. Isliye hamne apne baalo aur twacha ki dekhbhal ke liye kuch alag tips aur nuskho ko apnana chahiye. Yaha padhiye Summer Beauty Tips in Hindi, iski madad se aap apne baalo aur twacha ki acchi tarah se dekhbhal kar sakte hai. • Garmiyo ki tej dhoop aur dhul mitti se aap apni twacha ko bacha to nahi sakti hai lekin diye gaye beauty tips ki sahayta se aap apne chehre aur baalo ko suraksha kavach to de sakte hai. Isme ham aapko kuch aese nuskho ke bare mai batayenge jinki madad se aap apne aap ko cool dikha sakte hai. Iske alava yeh nuskhe aapko kudarati aur prabhavi nikhar dekar aapki twacha ki acchi tarah se dekhbhal kar sakte hai. hrelate.com
  • 3. hrelate.com Summer Beauty Tips in Hindi: Baal Aur Twacha Ki Kare Dekhbhal
  • 4. hrelate.com • Hydrate Rahe • Garmiyo ke dino mai twacha ki behtar dekhbhal ke liye sabse jyada jaruri hota hai hamesha hydrate rehna. Aaspas ke vatavaran ka sharir se adhik tapman hone ki wajeh se sharir ka pani jaldi sukh jata hai jisse twacha aur baal rukhe aur bejan se ho jate hai. Isliye garmiyo mai rojana kam se kam 12 se 18 glass pani jarur pina chahiye. Jisse sharir ki twacha aur baalo ko pani ki kami mehsus na hone paye. • Jab Tak Twacha Saaf Na Ho Tab Tak Nahaye • Garmiyo mai dhup se aane ke bad sharir mai bahut sa pasina aur dhul mitti ke kan chipke huye hote hai jo ki baal aur twacha ko nuksan bhi pahucha sakte hai. Isliye kahi se aane ke bad sharir ko puri tarah se saaf karne ke liye nahana bahut jaruri hota hai. Nahane se sharir aur baalo se saari gandagi aur twacha ka tel, pasina dur ho jata hai aur twacha aur baal bhi chamakdar bante hai. • Sweat Proof Makeup Kare • Yadi aap makeup karna bahut pasand karti hai to aap sweat proof makeup ko apne daily routine mai shamil kar sakti hai. Aese products, sharir mai pasina aane ke bad bhi jaldi nahi hatta aur din bhar aapki sundarta ko banaye rakhne mai madad karta hai.
  • 5. hrelate.com • Sun Screen Lagaye • Garmiyo mai twacha ko sabse jyada nuksan surya ki kirno se hota hai. Isliye twacha ki dekhbhal ke liye hame ghar se nikalte samay twacha par sun screen lagakar nikalna chahiye. Sunscreen hamari twacha ko cover kar surya ki hanikarak kirno aur tanning se bhi suraksha pradan karta hai. • Fresh Juice • Apni twacha ki behtar dekhbhal ke liye phalo ke ras ka bhi istemal kiya ja sakta hai. Phalo ka ras twacha ko kharab aur damage hone se bachata hai. Isliye aap kisi bhi phal ke ras ko raat mai sote samay laga sakte hai aur subah uthte hi dho sakte hai. Isse aapke chehre ki twacha healthy aur sundar bani rahegi. • Baalo Ki Brushing Karna • Nahane ke bad apne baalo ko saaf suthre towel se sukhana bahut jaruri hota hai. Geele baalo mai kabhi bhi comb ka istemal nahi karna chahiye. Kyoki geele baalo mai comb karne se baal jaldi tutte hai.
  • 6. hrelate.com • Baalo Ki Kare Sahi Dekhbhal • Garmiyo mai hame apne baalo ko rojana dhulne ki jarurat hoti hai. Inn dino bahar ki dhup, pasina aur dhul-mitti ki wajeh se baal rukhe se ho jate hai. Isliye baalo ko rojana natural aur chemical free shampoo ke istemaal se dhona chahiye. Iske alava garmiyo mai hame apne baalo mai conditioner ke istemal se bachna chahiye kyonki conditioner hamare baalo ko aur bhi chipchipa bana deta hai. • Iske alava aap apne baalo ko rukha hone se bachane ke liye aloe-vera, pyaj ka juice, ande ka safed bhag ya fir heena ke products se bane kisi bhi prakar ke hair mask ka istemal kar sakti hai. Iske sath hi baalo ki dekhbahl ke liye kisi bhi freeze serums ka istemal kar sakti hai. • Summer Beauty Tips in Hindi: Inn Nuskho ko Bhi Apnaye • 1. Garmiyo ke dino mai twacha par all purpose creams ka istemal karna chahiye. • 2. Yadi aapko dhup mai jyada samay tak rehna padta hai to adhik se adhik nimbu pani piye. • 3. Garmiyo mai dhup se bachne ke liye nimbu ka ras aur alsi ka tel barabar matra mai milakar chehre par 15 minute tak lagaye. • Sarso, badam, rogan ya fir jetun ke tel se sharir ki malish kare. Aesa karne se sharir ki khushki dur ho jati hai.