SlideShare une entreprise Scribd logo
1  sur  6
HRELATE.COM
Vitamin D Deficiency- Jane Iske
Pramukh Lakshan
• Yeh baat ham sabhi jante hai ki Vitamin D haddiyo ki majbuti ke liye behad hi jaruri hai.
Dhoop ke sampark mai aane par twacha iska nirman karne lagti hai. Vitamin D sharir ke
kai mahtvapurn ango ko thik tarah se sanchalit karne mai madad karta hai. Aur yeh
calcium ko sharir mai santulit karne aur haddiyo ki sehat ke liye mahatvapurn hai. Yeh
immunity, auto immunity, stan aur prostate cancer jaisi kai gambhir vikaro se bachav karta
hai.
• Lekin aaj ki jivansheli mai vitamin D ki kami aam bat ho gayi hai. Kuch log ise bahut halke
mai lete hai. Lekin kya aap jante hai ki Vitamin D ki kami se sharir ki kai chize prabhavit
hoti hai. Aur sehat par uska nuksan dikhne lagta hai.
• Visheshgyo ki mane to Vitamin D ki kami ke lakshan ek dum se ubhar ke nahi aata hai. Isi
wajah se logo ko samay par Vitamin D ki kami se hone wale rogo ka pata nahi chal pata.
Isliye Vitamin D ki niyamit janch, sooraj ki roshni aur Vitamin D yukt bhojan lena jaruri
hai. Aaiye aaj ham aapko Vitamin D Deficiency Symptoms, iski kami ke kuch lakshano ke
bare mai batate hai.
hrelate.com
hrelate.com
hrelate.com
Vitamin D Ki Kami Se Hone Wale Nuksan
Thakan Mehsus Hona
• Hamare sharir ko urja ke liye Vitamin D ki jarurat hoti hai. Vitamin D ki kami se
niyamit roop se thakan mehsus hoti hai. Agar aapke sath bhi aesa hi kuch ho raha hai
to ise halke mai na le.
Allergy
• Vitamin D ki paryapt matra sharir ko kisi bhi allergy se bachane mai madad karti hai.
6000 logo par kiye gaye adhyan mai paya gaya ki jinke sharir mai Vitamin D ki kami thi
unhe allergy hone ka khatra jyada tha.
Dil Ke Rogo Ko Nyota
• Vitamin D dil ki sehat bhi durust rakhta hai. Sharir mai Vitamin D ki kami se hriday
rogo ki chapet mai aane ka khatra badh jata hai. Ek adhyan mai janchkartao ne paya ki
sharir mai Vitamin D ki kami ka sambandh paramparik roop se kamjor haddiyo se
hota hai. Vitamin D ki kami uccha raktchaap ki badi wajah hoti hai. Aur uccha
raktchaap se dil ka doura badhne ke bare mai to sabhi jante hi hai.
hrelate.com
Vajan Badhna
• Kya aap jante hai ki Vitamin D fat ko ghulansheel banane wala harmone hai. Jee haan, isi
karan yeh wajan ghatane mai madadgar hota hai. Kuch sodho se pata chala hai ki sharir ke fat
ko absorb karne ke liye jyada Vitamin D ki jarurat padhti hai. Vibhinna adhyano se pata chala
hai ki sooraj ki roshni se Vitamin D3 babta hai. Vitamin D ki kami insulin ki kriyashilta ko bhi
prabhavit karti hai. Jisse Type 2 Diabetes ki aashanka kam ho jati hai.
Anenia Ka Khatra
• Jin baccho mai lambe samay tak Vitamin D ki kami rehti hai. Unhe anemia hone ka khatra
jyada hota hai. Sodhkartao ne paya ki yadi rakt mai Vitamin D ka star 30 nano gram prati liter
se kam hai to ease mai bacche ke anemia se gast hone ke aashanka bani rehti hai. Ek kiye gaye
sodh mai jin baccho ke rakr mai vitamin D ki matra 20 nano gram prati mili liter payi gayi
unhe anemia hone ka khatra tha.
hrelate.com
Vitamin D Deficiency Symptoms: Inhe Bhi Jane
• Vitamin D ki kami se masals mai dard aur jodo ka dard hota hai.
• Samay par daant na aana bhi vitamin D ki kami ka hi lakshan hai.
• Vitamin D ki kami ke karan kamar mai dard rehta hai.
• Vitamin D ki kami se sir se pasina aata hai. Agar jyada matra mai pasina aaye to ise andheka na kare, yeh
vitamin D ki kami ka shuruaati lakshan hai.
• Vitamin D ki kami hone par Psoriasis rog ho sakta hai jo ki Vitamin D ki kami se hota hai. Acchi matra
mai hoop lene se iss bimari ko aasani se niyantrit kiya ja sakta hai.
• Iski kami ke chalte masudo sambhandi bimariya hone ka khatra paida ho jata hai. Jaise masudo mai
sujan, lal hona aur masudo se khoon behna.
• Jin mahilao ke sharir mai Vitamin D ki kami hoti hai, wo hamesha udas rehne ke sath sath tanav mai
rehti hai.
• Vitamin D ki kami se kai bar mood bhi achanak se badalne lagta hai. Vitamin D serotonin ka nirman
karta hai. Jo hamare mood ko accha rakhne mai madadgar sabit hota hai. Serotonin ki kami se mood
fluctuation ek aam baat hai.

Contenu connexe

Plus de cshradhha

Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
cshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
cshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
cshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
cshradhha
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
cshradhha
 

Plus de cshradhha (20)

Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
 

Vitamin D Deficiency Se Janiye Iske Lakshan Ke Bare Mai

  • 1. HRELATE.COM Vitamin D Deficiency- Jane Iske Pramukh Lakshan
  • 2. • Yeh baat ham sabhi jante hai ki Vitamin D haddiyo ki majbuti ke liye behad hi jaruri hai. Dhoop ke sampark mai aane par twacha iska nirman karne lagti hai. Vitamin D sharir ke kai mahtvapurn ango ko thik tarah se sanchalit karne mai madad karta hai. Aur yeh calcium ko sharir mai santulit karne aur haddiyo ki sehat ke liye mahatvapurn hai. Yeh immunity, auto immunity, stan aur prostate cancer jaisi kai gambhir vikaro se bachav karta hai. • Lekin aaj ki jivansheli mai vitamin D ki kami aam bat ho gayi hai. Kuch log ise bahut halke mai lete hai. Lekin kya aap jante hai ki Vitamin D ki kami se sharir ki kai chize prabhavit hoti hai. Aur sehat par uska nuksan dikhne lagta hai. • Visheshgyo ki mane to Vitamin D ki kami ke lakshan ek dum se ubhar ke nahi aata hai. Isi wajah se logo ko samay par Vitamin D ki kami se hone wale rogo ka pata nahi chal pata. Isliye Vitamin D ki niyamit janch, sooraj ki roshni aur Vitamin D yukt bhojan lena jaruri hai. Aaiye aaj ham aapko Vitamin D Deficiency Symptoms, iski kami ke kuch lakshano ke bare mai batate hai. hrelate.com
  • 4. hrelate.com Vitamin D Ki Kami Se Hone Wale Nuksan Thakan Mehsus Hona • Hamare sharir ko urja ke liye Vitamin D ki jarurat hoti hai. Vitamin D ki kami se niyamit roop se thakan mehsus hoti hai. Agar aapke sath bhi aesa hi kuch ho raha hai to ise halke mai na le. Allergy • Vitamin D ki paryapt matra sharir ko kisi bhi allergy se bachane mai madad karti hai. 6000 logo par kiye gaye adhyan mai paya gaya ki jinke sharir mai Vitamin D ki kami thi unhe allergy hone ka khatra jyada tha. Dil Ke Rogo Ko Nyota • Vitamin D dil ki sehat bhi durust rakhta hai. Sharir mai Vitamin D ki kami se hriday rogo ki chapet mai aane ka khatra badh jata hai. Ek adhyan mai janchkartao ne paya ki sharir mai Vitamin D ki kami ka sambandh paramparik roop se kamjor haddiyo se hota hai. Vitamin D ki kami uccha raktchaap ki badi wajah hoti hai. Aur uccha raktchaap se dil ka doura badhne ke bare mai to sabhi jante hi hai.
  • 5. hrelate.com Vajan Badhna • Kya aap jante hai ki Vitamin D fat ko ghulansheel banane wala harmone hai. Jee haan, isi karan yeh wajan ghatane mai madadgar hota hai. Kuch sodho se pata chala hai ki sharir ke fat ko absorb karne ke liye jyada Vitamin D ki jarurat padhti hai. Vibhinna adhyano se pata chala hai ki sooraj ki roshni se Vitamin D3 babta hai. Vitamin D ki kami insulin ki kriyashilta ko bhi prabhavit karti hai. Jisse Type 2 Diabetes ki aashanka kam ho jati hai. Anenia Ka Khatra • Jin baccho mai lambe samay tak Vitamin D ki kami rehti hai. Unhe anemia hone ka khatra jyada hota hai. Sodhkartao ne paya ki yadi rakt mai Vitamin D ka star 30 nano gram prati liter se kam hai to ease mai bacche ke anemia se gast hone ke aashanka bani rehti hai. Ek kiye gaye sodh mai jin baccho ke rakr mai vitamin D ki matra 20 nano gram prati mili liter payi gayi unhe anemia hone ka khatra tha.
  • 6. hrelate.com Vitamin D Deficiency Symptoms: Inhe Bhi Jane • Vitamin D ki kami se masals mai dard aur jodo ka dard hota hai. • Samay par daant na aana bhi vitamin D ki kami ka hi lakshan hai. • Vitamin D ki kami ke karan kamar mai dard rehta hai. • Vitamin D ki kami se sir se pasina aata hai. Agar jyada matra mai pasina aaye to ise andheka na kare, yeh vitamin D ki kami ka shuruaati lakshan hai. • Vitamin D ki kami hone par Psoriasis rog ho sakta hai jo ki Vitamin D ki kami se hota hai. Acchi matra mai hoop lene se iss bimari ko aasani se niyantrit kiya ja sakta hai. • Iski kami ke chalte masudo sambhandi bimariya hone ka khatra paida ho jata hai. Jaise masudo mai sujan, lal hona aur masudo se khoon behna. • Jin mahilao ke sharir mai Vitamin D ki kami hoti hai, wo hamesha udas rehne ke sath sath tanav mai rehti hai. • Vitamin D ki kami se kai bar mood bhi achanak se badalne lagta hai. Vitamin D serotonin ka nirman karta hai. Jo hamare mood ko accha rakhne mai madadgar sabit hota hai. Serotonin ki kami se mood fluctuation ek aam baat hai.