+92343-7800299 No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in Ka...
Kala Jado Ki Types Or Kon Kon Se Hota Hai Is Ki Detail
1. KALA JADO KI TYPES OR KON KON SE HOTA HAI IS KI DETAIL
as salamu allaiqum
ajkal kon kon se jado log karvate hai jadogaro ka pass ja ja kar is per
ake pore detail likhta ho
1 mukamal amel kamel or 1 mokamel jadogar her kam kar sakta hai
bashert yeah hai ka us ko ber poor elim ata ho sewahe mout se bachna
ka or kisi insan ko zenda karna ka amel ya jadogar kafe kuch kar sakte
hai
jado ki types
1) meya bewi main jodahe= acha bala ghar main marad or orate main
larahe dal de jate hai or yeah dono ake dosare se saket larte hai or baat
baat per ulajhta hai or in ko ake dosare se saket nafrate hotee hai or ake
dosare ka liya in ka dil main bugz ah jata hai ager jado shahde ho or is
ka foron elajh na karvaya jahe to baat talak tak pouch jate hai
2) bewi ko shohar ki shakel deak kar ghusa ana = is kisam ka jado main
jab bewi shohar ki taraf deakte hai to us ko saket ghusa ahta hai shoher
per or shoher ki shakel deak bewi ko saket nafrate ho jate hai or wo
shahded larahe karte hai or larna marna ko taiyaar ho jate hai
3) sir main darad rehna = jado se kisi be shaks ka sir main darad kar
deya jata hai chahe lakh davahe khalay laken phir be sir darad nahi
jata sir main darad rehta hai kabe ake dam sir main tease uthte hai to
kabe ake dam khatam ho jate hai
4) gala kharab rehna = is kisam ka jado main acha bala shaks ka gala
kharab ho jata hai galay se awaz he nahi nikal pate theek hai or ahsa
mehsos hota hai ka galay main kohi kharash hai or yeah kharash dave
se be door nahi hote
5) sans ka mushkel se ana = jado sifly se is kisam ka jado kiya jata hai
ka acha bala insan ko sans theek se nahi ate wo ghoton mehsos karta hai
sans lena main or pareshan rehta hai kabe us ka sena per zoor perta hai
to kabe dil per or ahsa shaks per gabrahate or bechani tare rehtee hai
6) bera karna = jado elim main kisi be insan ko bera kar deya jata hai
us ka suna ki taquat ko khatam kardeya jata hai ahsa insan ka kano
main darad rehta hai or tease be uthte hai
7) orate ka khone jare karna = is jado main orate ka khone jare kar
deya jata hai or wo bohat shahded takleef main ah jate hai ahse orate
2. apna shoher se sobat nahi kar pati or ager sobat kar be lay to intahahe
shaded takleef main ah jate hai or bemar par jate hai bohat zada
8) jisam main darad = is kisam ka jado main pore jisam main darad
rehta hai yeah darad kabe dono tange main zada hota hai to kabe hatho
or kamer main hota hai phir sir tak pouchta hai or ajeeb se thakan ho
jate hai insan samjhta hai ka kamzoore ho gahe hai ya ajj zada mehnat
ki thi to is waja se darad ho raha hai
9) anda karna = jadogar kisi be insan ko anda kar deta hai apna jado se
us shaks ki benahe chalay jate hai shoro main nazre kamzoor ho jate
hai phir ahista ahista us shaks ki benahe chalay jate hai
10) dato main darad masoro ki bemare or dato main kira lagana = bazz
okat jadogar dato ka picha lag jata hai kio ka insan ki lambi omar ka
daro madar dato per hai jab daat he theek nahi rahe gay to phir insan
ki sehat kharab ho gee or wo kamzoor or bemar rahe ga jadogar dato
per kira or masoro per waram or dato main darad ka jado kar deta hai
11) dil ki darkan tazz karna = jadogar apna jado se dil ki darkan tazz
kar deta hai or dil bohat tazz tazz darakta hai insan ka samjh nahi ata
wo samjhta hai ka dil ki kohi bemare hai ya phir samjhta hai ka blood
preasure high hai
12) bokhar rehna = jado sifly main akser bokhar rehta hai jado ka deya
howa bokhar main sab se khater nak bokhar typhoid hai jis ka elajh
main ager dair lag jahe to banda bohat saket bemar ho jata hai or bohat
kamzoor ho jata hai jesa ka 6 month ka nooksan howa ho jisam ka
13) chacker ana ka jado = jado main ake chaker ana ka jado be hota hai
ankho ka aga ake dam andera ah jata hai us per chacker ana shoro ho
jata hai
14) yadasht ka khojana = is kisam ka jado main log apni yaad dasht
khodeta hai or betha betha sab kuch bhool jata hai or akser log to apna
bacho ko be nahi pachan pate or un ka demage kam he nahi karta
15) demage ka theek tareka se kam nahi karna = is kisam ka jado main
demage theek tareka se kam nahi karta or insan kar kya raha hota hai
or ho kuch raha hota hai office wala logo ko bare pareshani hote hai is
kisam ka jado ki waja se ahsa shaks apni cheeze kisi be jaga rakh kar
bhool jata hai or bar bar doond ta hai
16) kisi be kam main dil nahi lagna = jado main akser logo per is kisam
ka jado be karaya jata hai yeah zada tar job karna wala afrad per or
bacho per kiya jata hai taka wo sust pare rahe
18) awara banana = is kisam ka jado main kisi be mah baap ka pale
palahe bacha ko awara banaya jata hai taka us mah baap ka bacha
awara bana or bacha ka mah baap pareshan ho
3. 19) charus segrate ki adat lagana =kala jado sifly main log jadogaro ka
pass ja kar ahsa jado karvate hai jis per karvana ho ka us ko charus ki
adat lag jahe kio ka yeah is liya karvate hai ka ager ake dafa victum is
patre per char jahe to wapious ana ka sawal he peda nahi hota or ager
zeenda be rahe wo shaks to us ki zeendage bekar he hote hai
20) sharab ki adat lagwana = jadogar kisi be shaks ko sharab ki adat
per laga deta hai taka wo ghar main larahe jagra kareen or ghar ka
amon kharab ho
21) zani bana na = jado sifly main bazz log mah baap ki betio ko zani
banwate hai laken is main orate ka kohi kasoor nahi hota yeah sab jado
ki waja se hota hai or ager marad ko zani banaya jahe to us ka picha
kisi orate ka hath hota hai taka wo marad us orate ka sath sex kareen or
us orate ki jinse khuwahish pore ho or marad be orate per ishe kisam ka
jado karvate hai
22 )quran pak allah or rasool se nafrate dal na dil main = yeah jado us
waquat karte hai jab ka jadogar ko dar ho ka us ka jado allah ka zikar ,
quran pak ki telwat or rasool pak ka daradood se toor na jahe is liya
jadogar in cheezo se insan ko door karta hai taka jadogar ko bar bar
mehnat na karni pare
23) khuweb band karna = is jado main insan raat ko sota hai laken us
ko neend theek se nahi ate us ka zehan chalta rehta hai or us ko khoweb
nahi ate or wo bachain or pareshan he rehta hai kabe is karvat to kabe
us karvat bedelta hai laken us ko chain nahi milta
24) randi bana na orate ko = is jado main kisi be orate ko randi bana
deya jata hai or orate ka under se besharmi khatam ho jate hai or wo
bare bare galay wala kapre pehante hai or apni sharam gah mardo ko
dekhate hai taka mard khush ho or us ka sath bora kam kareen ahse
orate ki sex power jado ka zarya bara de jate hai
25) pet or meda main darad rehna = jado main akser logo ka pet or
meda main darad rehta hai or un ko ishe cheez ki bemare rehte hai
kabe ake dam matli hote hai to kabe bohat tazz bhook lagna shoro ho
jate hai jab khana khana betho to do tin newalo main pet bar jata hai or
bhook khatam ho jate hai kabe pet main saket dara hota hai or insan
kacha pakhana karta hai
26) sena main jalan rehna = jado main ake is tarah ka jado be hota hai
jis se sena main bare tazz jalon hote hai or mu main okahe ah jate hai
ahsa lagta hai ka kohi bohat tazz lal mircho wala shorba khaya ho or us
se jalan ho rahe hai
27) jigar kharab karna = kio ka insan ki sehat ka daro mardat jigar per
mun hasir hai jadogar jigar per attack karta hai jab jigar kharab ho
4. jata hai to insan ka jisam main khone nahi banta or phir insan ka
khana pena band ho jata hai or wo tarah tarah ki bemareya paker leta
hai
28) shoher ki shakel bewi ko kuta ya khinzeer jase nazar ana = is jado
main jab shoher bewi ka pass ata hai to bewi ko shoher ki shakel
khanzeer ya kuta jase nazar ate hai or bewi chikna chilana or shor
machana shoro ka kardate hai
29) marad ko na marad bana = ahsa jado main marad bekar ho jata hai
wo humbistare nahi kar sakta marad ka azu karahona ka kabel he nahi
rehta or wo tamam elajh ka bawajood be theek nahi hota
30) putlo ka zarya kiya gahe jado = is jado main ake putla banaya jata
hai jo orate ki guzar gah per dafan kiya jata hai is jado se us orate ka
han larkia he larkia peda hote hai or kabe be larka peda nahi hota mah
baap beta ki ass main intazar he karta rehta hai
31) bacho ka sookh kar mar jana =is kisam ka sehar main bacha saket
bemar ho jata hai din ba din kamzoor ho jata hai elajh ka bawajood
theek nahi hota jis ko log um alsobyan ya sokha ki bemare boolte hai
32) orato ka bacho ko pet main marna
yeah sehar janwaro or maho per kiya jata hai is sehar se orate ka pet
main he us ka bacha mar jata hai or phir mah ki zeendage ko shahded
khatara lahaq hota hai
33) janwaro per jado karna un ko bemar karna =
is tarah ka sehar jado main logo ka janwaro ko bemar kardeya jata hai
in ka mawashe bemar rehta hai
34) janwaro ka dood sokh na or bemar rehna
is jado main janweryani bair bakre , gahe behas ka dood khushak ho
jata hai or ager pet main bacha ho to wo mar jata hai pet main he or
peda hota hai to mara howa is janwer ka ager kohi bacha dood pelay to
wo shahded bemar ho jata hai or ahista ahista mout ka mu main ah jata
hai
35) admi orate se nafrate kareen = is jado main admi apni bewi se
nafrate karna lagta hai us ka dil main bewi ka liya nafrate se ho jate hai
or her waquat apni bewi ko apna dushman samjhta hai ager kohi is ko
samjha to wo us ko be apna dushman samjh ta hai
36) larkio ka rishta ana band hona = is jado main larkio ka rishta ana
band ho jata hai larkia apna ghar main he bethi rehta hai rishto ka
intazar main baat ban be jate hai sab kuch ho jata hai laken akhir main
rishta mana ho jata hai
37) joro ka darad = is jado main insan ka joro main darad kar deya jata
5. hai or wo chalna phirna ka kabil nahi rehta kabe to yeah darad bohat
shaded hota hai or kabe kam
38) jinsi bandish karna orate ki = is jado main orate ki jinsi bandish
karde jate hai orate sobat karna se nafrate karte hai kisi se be us ka dil
nahi karta sex karna ko sex se orate ko nafrate se ho jate hai
39) chera begar na = is jado se orate ka chera begar deya jata hai or jo
be is orate ko deakta hai wo is ko chorail , dayan najana kon kon se
khetab se nawazta hai
40) coke band na orate ki = is jado main orate ki coke band de jate hai
orate ko bacha nahi hota elajh or medical main sab theek hote hai
reports laken phir be bacha nahi hota
41) rizq ki bandish karna = is jado bandish se mali lehaz se tabah ho
jata hai ahe din nook sanat ka samna karna perta hia bela kisi jahis
waja ka hota hai new new mosibateen an partee hai
42) ghar ko tabah wa barbad karna = is jado main kisi acha bala ghar
ko ojar deya jata hai or weran kardeya jata hai her farad 1 dosare ka
jani dushman ban jata hai
43) la elajh maraz dalna = is jado main orate ka marad ko la ealjh
maraz dala jate hai or un ko tarpa tarpa kar mara jata hai shahde
takeleef de jate hai
44) zalil karna orate ko shoher ki nazro main = is jado main orate ko
nicha kiya jata hai or shoher ka dil wa demage main be yahe baat
ghoomte rehte hai
45)
marad ka dil main shak dalna apni bewi ka liya = jado sifly main ahsa
jado marad per kiya jata hai jis se marad apni bewi per zara zara se
baat per shak karta hai or us ka dil main weham ah jata hai apni bewi
ka liya
46)
molazim ko nookre se nikal wana ya ohda gerana = is jado main kisi be
molazim afser ya ohde dar ki is ka ohde se montazeli karvade jate hai is
ko ohde se motel kara deya jata hai or jis jaga yeah shaks kam karta hai
waha ka logo se ahe din larahe jagra rehta hai
47)orate ko talak del wana =bazarya jado se orate ko apna shoher se
talak dil wade jate hai is ka her nikha ka baad mosal sal talaq ka sil sila
jare rehta hai or wo orate kisi be marad ka sath kush nahi rehtee
48) ameer admi ko bekare bana na = is jado main ameer logo ko bekare
bana deya jata hai un ka sab kuch tabah ho jata hai or wow fakir wa
kangal ho jate hai
6. 49) mulk se jala waton karna = is jado main kisi be shaks ko jala waton
kar deya jata hai ya phir wo ake shehar se dosare shehar mara mara
ghoomta phirta hai
50) shahde ghosa dalna dil wa demage main = is kisam ka jado main
insan per shahded ghosa tare rehta hai or wo apna ape se bahar rehta
hai or her kisi se larna jagar na ko taiyaar rehta hai us ka yeah man na
hota hai ya to tu rahe ga ya to main raho ga
51) orate ki pastan main darad karna = is jado se orate ki pastan main
darad kar deya jata hai chate dhookte rehtee hai orate ki or us main
takeef rehte hai
52) okdam zikar = is kisam ka jado zada tar us shaks per kiya jata hai
jin ka ghar rishta la kar ja rahe ho us shaks ka ghar walay phir rishta
walo ka apna ghar main zikar karte rehta hai or unhe ki bateen hotee
rehtee hai ghar main un ka jana ka baad be mahino tak yeah sil sila
jare rehta hai
53) mohobat main devana karna = is kisam ka jado zada tar orate apna
shoher per karte hai orate apna ganda pani per amal karva kar marad
ko pela date hai marad orate ka kabo main ah jata hai or kuta ki tarah
orate ka picha picha ghoomta hai or marad be apna ganda pani le kar
us per amal karva kar kisi be larki ya orate jis se us ka sobat karna ko
dil chahe us ko pela deta hai phir orate marad ka kabo main ah jate hai
abb yeah marad per depend karta hai ka wo us ka sath kya kareen ahse
sorate hall main orate nedal hote hai or sab kuch marad per hota hai ka
wo us ka sath kya kay kareen
54) dar anjana khuf dal na dil main = is jado main insan ka dil main dar
khuf dal deya jata hai sab kuch hona ka bawajood wo mayous or na
kush hota hai us ka kuch be samjh nahi ata bus us ka dil her waquat
derta rehta hai
55) sehar khamol = is jado main insan sust per jata hai us ka kohi be
kam karna ko dil nahi karta wo dehla or lachar ho jata hai
56) murge ka dore = morge 2 kisam ki hote hai ake badni dosare jado ki
waja se sehar jado main insan per is kisam ka amal karaya jata hai taka
us ko murge ka dore pareen
57) sehar laqwa = is jado main chare ki halat begar jate hai or mu tera
ho jata hai elajh ka baad be mareez dandrust nahi rehta khana or pena
se mareez bezar ah kar tange ho jata hai or awaz be beth jate hai
58) sehar al mafloj = is sehar se morad ha ka insan ka kuch aza ya sara
jisam ba has reh jata hai or in main khone ka dora khatam ho jata hai
or ahsa mareez ko falak kaha jata hai
59) sehar kabos = is sehar kisam main shaks ko akser wa bashter bohat
7. zada neend ate hai or neend main bare shakel ka insan ya daraoni
shakel wali ajeeb mooklook deakhahe date hai
60) shahded chaker ana ankho ka aga andera cha jana = is sehar main
begar kisi bemare ka sir main tese uth te hai or yakdam sir main
shahded chaker ate hai or ankho ka agay andera cha jata hai
61) jado bandish nikah = nikah ki bandish main ahsa jado kiya jata hai
jo end nikha ka waquat hota hai is se ya to dulan ka demage kharab ho
jata hai or wo mana kardate hai nikha karna ko ya phir dulah ka
demage kharab ho jata hai ya wo mana kar deta hai nikah karna ko ya
phir kohi ahse pareshani ah jate hai jis se nikha motel ho jata hai
62) surat anzal = is jado main marad ko surat anzal ki shekayat lahaq
ho jate hai or bawajood elajh ka wo theek nahi hota
63) bandish has = bazz okat haseed orate kisi haseed jadogar se has ka
jado karvadate hai jis se orate ka mahowar ana band ho jate hai
64) sehar janon sehar janon se morad wo sehar jado hai jis se insan
apna hosh wa hawas kho beth ta hai or amoman llog is ko pagal kehta
hai or wo kisi ka kabo main nahi ata or ahse afrad is ko zangero main
band kar rakhta hai ahsa shaks bare mushkel main kabo ata hai
65) masan = masan wo jado hai jo bacho per kiya jata hai is main
hindowana tareka se taiyaar karda mordo ki rakh kisi na kisi sha main
rakh kar khila de jate hai
mujha jitni be kisam ka jado maloom tha wo mana likh deya hai
dua main yaad rakheya ga
amel soname
(amel_soname@yahoo)