SlideShare a Scribd company logo
1 of 28
Download to read offline
ISTAGHFAAR
KE
BARAKAAT
Presentation By
Um.E.Naira
• Maafi Maangna
• Astaghfar Karna
• Maafi Maang kar
dubara wo gunah
na karna
• Puri zindagi me
badlaaw lana
(Sacha Istaghfar)
 Jab tak Gunahon ke nuqsaan nahi janoge ,
sachchi tauba nahi hogi.
 Jis Tarah Zeher Jism me phailta hai aur
nuqsaan deta hai ,ushi tarah gunaah dil me
phailta hai aur nuqsaan deta hai.
 Koi bhi Maazi pareshani ya museebat chal
rahi ho uski wajah gunaah hai.
Topic GUNAH SAAZA
IBLEES
Allah se nafarmani
aur Allah ka hukum
na manna
- Allah ne dhutkardya
-Zillat ke darje ko jarigra
-Rahmat laanat me badalgayi
-Khubsoorti badsoorthi me
badal gayi
-Iman kufr me tabdil hogaya
-Jo Allah ki
Takbir/Tahlil/Tahmeed kartha
tha – Kufr aur Shirk karnewala
“munkar” bangaya
ADAM
& HAVA
(AS)
Allah se nafarmani
aur Allah ka hukum
na manna
-Naemato se mahroom hogaye
-Azmayish shuru hogayi
-Belibaas hogaye
-Jannat se nikaldye gaye
-Dunya me judah-judah
utaregaye
Topic GUNAH SAAZA
QAUM-E-
LUTH
-Allah ki
nafarmani
-Lootmar,
-Badmashi
-Behoodgi
-Behayayi
(homosexuality)
Jibreel (AS) ne Allah ke
hukum se inki basthi ko
asman se is tarah qareeb kiya
ke farishto ko kutho ke
bhokno ki awaz sunayi dene
lagi. Allah ke hukm se aisa
palat diya ke ooper ko taley
aur taley ko ooper kardya aur
zor se iss tarah maar giraya
ke zameen me dhass gaye
 Dozakh se saqt aur garam
pathar barsaye ithne garam ki
zameen pe her cheez ko jala
kar raaq kardya.
Is khadar dhasaaya ke
samundar ka paani uper
agaya ,aaj wo samunder Dead
Sea ke naam se jaan jaata
hai.
Topic GUNAH SAAZA
QAUM-
E-HUD
Allah ki
nafarmani
 Paighamber
ko jhutlana
 Dhitaa dikhayi
50 yrs ki
tableegh ke
baad bhi
dhitaayi dikhayi
• Pehle halki sazaa di ke 3 saal
tak baarish na barsaayi ,jis ki
wajah se Qahat Saali me mubtala
hogae ,gharon me faaqe hogae.
• Is halki sazaa ke bawajood ye
ayyashi aur sharaab me doobe
,aur phir Allah paak ne tabaah
barbaad karne ka faisla kiya
•Allah paak ne ghane badal bheje
aur baarish hone lagi,ye log
galath fahmi me the aur dekhte
hi dekhte wo badal surkh hone
lage aur aisi aandhi aayi ke tagde
pahalwaanon ko bhi pahadon pe
utha pheka .
•Jhaad ukhadne lage
•Ye aandhi 8 din tak chalte rahi.
Topic GUNAH SAAZA
QAUM-
E-
SAMUD
Allah ki
nafarmani
• Baadalon ki Garaj se saari qaum
ko barbaad kardiya .
Topic GUNAH SAAZA
QAUM-E-
NUH
Allah ki
nafarmani
 Sarkashi Ki
 Budh Parasti ki
Paigham ko na
maana.
• Baarish ke toofaan me lapete gaye
aur doob kar Allah ke hukm se
khatm hogae.
Topic GUNAH SAAZA
QAUM-
E-
SHOEB
Allah ki
nafarmani
 Naaptol me
kami.
Peshi Wasooli
Gumrahi.
Ladaai Jhagda.
Jhoot Fareb.
Dange Fasaad
ka mamool.
Dhoka dena.
• Jab wo sab raat ko so rahe the ,
to Allah paak ke hukm se zameen
per dard naak Azaab Zalzale k
shakl me aya aur wo sab haalak
hogaye.
Topic GUNAH SAAZA
QAUM-
E-
FIROUN
Allah ki
nafarmani
Had Dharmi.
 Dhitayi
Paighambar ko
jhutlana
Firoun
nauzubillah
Apne aap ko
khuda kehta
 Jaadugari
• Allah ne hukum diya ,aur sab
dariya me doob gaye,firoun apne
logon ke sath khatm hogaya
Topic GUNAH SAAZA
QAROON
Allah ki
nafarmani
Ghuroor.
 Takabbur
• Kharoon ko apne saare
khaandan aur maalo daulat ke
saath zameen me dhasa diya.
Topic GUNAH SAAZA
YOUNUS
a.s. Allah ke hukm
ka intezaar na
kiya, apni marzi
se samunder me
kood gaye.
• Jab Younus a.s paani me
kuude to Allah ke hukm se ek
badi machli ne unhe
nigalliya,,kayi alag alag
hadeeth me riwayat me ke wo
machli ke pet me 3 din the,7
din the,40,din the,lekin Allah
hi janta hai kitne din
the,Younus a.s. teen andheron
ke giraft me the ,ek raat ka
andhera, dusra samunder ka
andhera , aur teesra machli ka
andhera .wo tab tak na nikal
sake jab tak unhone touba na
ki Aur Allah ki maghfirat hui
aur Alah ke hukm se machli e
unhe nikal diya
 Gunaah Umr ko Kum kardeti hain.
Rozi ko kum kardeti hain.
Dil ko Ni-dar Banadeti Hai.
Ilm ki kami aajati hai .
Gunaah se sharmindagi aur Haya mar jaati hai.
Barsatein ruk jaatein hain.
Zaleel aur hakheer hojate hain.
Nafs ke khareeb hojata hai.
Museebaton ke darwaaze khul jate hain.
Azaab nazil hone lagte hain.
Dilon ki gairat khatm hojati hai.
Allah ki Mohabbat khatm hojati hai aur dilonme
wahshat aajati hai.
Bhalai ke darwaze bandh hojatein hain
Naematon se mahroom hojata hai.
Shaitan ka Qaidi hojata hai, Etc…..
Nabi e Akram SAWS ne farmaya ke agar
aapki qoum Allah ki nafarmani karegi to
Aam aur Khaas sab per gunaah ki sazaa
hogi,is per Umme-Salma ne pucha ,ya
rasool Allah SAWS kya us waqt naek aur
saleh log nahi honge, Aap SAWS ne kaha
honge, sahabi ne pucha fir unper kyun
azaab hoga ,Aap SAWS ne kaha naek aur
badd sab per azaab hoga ,lekin phir Allah
paak naek logon per apni rahmat
barsainge. (
Hazrath Soubaan se marvi hai ke Aap SAWS ne
farmaya ke aadmi apne Gunahon ki Wajah se apne
Rizq se mehroom hojata hai
Hazrath Abu Huraira r.a. Se Marwi hai ke Aap SAWS
ne farmaya ke Aakhri zamaane me log deen ko
faraeb ki tarah istemaal karke duniya kamaenge,
libaas per tawajju denge ke wo deendar nazar aaein
,unki zabaan shakkar se zyada shireen hogi, achi
guftagu karte honge ,lekin unke dil bhedion jaise
honge,Allah paak farmate hain ke kya tum mere
naam per ye sab karte ho,meri zaat (Allah) ki khasam
mein tumhe aise fitne aur azaab me dalunga ke
burdbaar log bhi hairat me ajainge.
•Surah Naml ayath # 46
•“Salih (a.s)ne kaha aey qoum! Tum bhalai se pehle burai ke
liye itni jaldi kyun karte ho, kyun tum Allah paak se apni
bakhshish nahi maangte taake tum per Raham kiya jaae”.
Allah ki
Rahmath
•Surah Al-Anfaal Ayath # 33
•“Aur Allah to ye na karega ke Aap(SAWS) ke hote hue in me koi
azaab unko de,aur Allah paak yun bhi azaab na dega jis haal me
wo Allah se apne gunahon ki maafi ki darkhwast karte hon.
Azaab
Ka Tal
jaane
•Surah Hud Ayath # 52
•Hud a.s. “ Aey meri qoum! tum apne rab se hi apni gunahon ki
bakhshish maanga karo,phir ushi ki taraf mutawajjo ho jao,wo
tum per aasman se muslaadhaar mina barsadega aur wo
tumkoaur taaqat dekar tumhari taaqat bada dega,aur mujrim
bankar ro gardani mat karo.
Khair wa
Barkat,
Taaqat
badan ki
quwat
•Surah Hud ayath # 114
•Yakheenan naekiyan buraai ko door karti hain.- (Istaghfaar
se naekiyan badhti hain)
Ibaadat
me
kasrath
•Surah An Nisa Ayath # 110
•“Aur Jo koi buraai kare aur apne aap per zulm kare,phir
wo Allah se maafi chaahe to wo Allah ko badi maghfirat
wala aur badi rahamath wala paaega.
•Surah Tahreem Ayath # 8
•Momino! Allah ke aage saaf dil se tauba kiya karo,umeed
hai ke tumhara rab tumhare gunaah tumse door
kardega,aur tumko ba ghahaein bahasht me daakhil
karega ,jin ke neeche nehrain bahrahin hain.Is roz Allah
Rasool (SAWS) ko aur unke saath mominon ko ruswa nahin
karega ,unka noor unke aage, aur dahine taraf doudta
hoga ,aur yun dua karte honge ,aey rab ! Humareliye tu
humare noor poora kar de,aur humein maaf karde,bila
shuba tu har chez per qudrat rakhta hai.
Gunah
mitane,
Darje
buland
karne
•Surah Nuh Ayath # 10-12
•Nuh a.s. – Aur kaha ke apne rab se maafi mango wo bada
maaf karne waala hai,wo tum par kasrath se baarish
barsaaega,aur maal aur beton se tumhari madad karega
,aur baghaat ata karega ,aur inme tumhare liye nehrein
bahadega.
•Surah Hud Ayath # 3.
•Aur ye ke tum apne rab s ebakhshish maanga karo ,phir
rujoo karo is ki taraf,wo tumko ek muqarrar muddat tak
acha faeda pahunchaega, aur zyada kaamkarne wale ko
zyaada sawaab dega, aur tumne agar ro gardaani ki to
mein darta hun tum per ek bade dinke azaab se
Rozi,maal
wa daulat
me
khushaadgi.
•Surah Ashoora Ayath # 30
•Aur jo Museebat bhi tum per aati hai,to wo tumhare hi haton se kiye hue
kaamon ki wajah se ,aur bahot se (gunah ) to wo maaf kardeta hai.
•Surah Al-Araaf Ayath # 168
•Aur phir humne inko duniya me muqlatalif jamaton me muntashar
kardiya,baaz un me se naek the aur baaz doosri tarah ke (Bure) ,aur hum
inko khushaali me badhaalion me barabar aazmate rahe,taake baaz ajaein.
• Aur is tarah Allah ka farmaan hai ke,
•Surah An Nisa,
Balaaon,
aur
museebaton
ko door
karne.
•Hadeeth ( Ibn Majah, Musnaad Ahmed)
•Beshak momin jab ek gunah ka kam karta hai to iske dil
me ek kaala sa daagh laga jaata hai, aur jab wo taubah
aur astaghfaar karta hai aur isse baaz ajata hai, to iska
dil saaf wa shafaaf hojata hai,aur agar wo zyaada gunah
karta hai to wo daagh zyaada bada hojata hai,aur iske
dil per ghaalib ajata hai,dilper zang lagjata hai,jis ka
zikr Allah ne quraan e kareem me kiya ,’ yun nahi balke
inke dilon per inke amaal ki wajah se zang chad gaya’
•Is liye Istaghfaar dilon per chade daagh aur zang ko
mitata hai.
Dil me
roshni aur
safaai
hoti hai.
• Surah Baqrah Ayath # 222.
• “Bilashuba Allah paak Tauba karne
walon ko aur paak rahne walon ko apna
mehboob rakhta hai”
Allah SWT
ki
mohabbat
ke
khareeb
lejata hai
Iqlaas ke
saath
Achi Halath
me
Gunahon ko
dubara na
karne ki
neeyath
Burai ke
baad Neiki
Karna
Paaki ki halath
me
Acha wudu
karke
Istaghfaar me
kasrat ho
Istaghfaar ko
tamam umoor
ke baad karo
Gunahon karo
to fouri tauba
Allah Ka Zikr
karo
Aap SAWS ne farmaya ke beshak taubah ke
darwaze khule hain us waqt tak ,jab tak sooraj
maghrib se na tulu ho.
Lekin kuch khaas muqamat aur waqt hai jab
taubah khubool hoti hai, wo ye hain:
1. Sehri ka waqt (tahajjud time)
2. Namaz ke dauran aur fauran baad
3. Tahajud ki namaz me
4. Tashahud aur salam pherne se pehle
5. Ruku me
6. Sajde me
ISTAGHFAR KE
DARJAT
ZUBAN SE
- Tongue
- Dressing
- Behavior
- Relations
DIL SE
- Dilon ki gandagi
- Gham/pareshani
ZUBAN AUR DIL
- Rehmatey/Naematey/Aur
Fazail
- Jism aur dil dono durust
hojathey hai
- Nakion me izafa
-Farmabardari me iqlas ata
hai
-Darje buland hotey hai
-Rizq me izafa hota hai
AL QUMA AND ASWAD, ABDULLAH IBN MASUD
(RA) SE RIWAYAT HAI KE QURAN-E-SHARIF DO
(2) AISI AYATE HAI JO AGAR BANDA KOI
NASHAYSTA HARKAT KAREY AUR DIL SE
ISTAGHFAR KAREY AUR YE AYATE PADHEY THO
USKI BAQSHISH HOJATHI HAI:
1. Surah Al Imran Verse No.135.
2. Surah An Nasr Verse No. 3
-INSAAN NAEMATO AUR GUNAHO KE BEECH
REHTHA HAI
-FUZAIL KEHTEY HAI KI “EK SHAQS JISKE PAAS
TAYRNE KA INTEZAM HO LEKIN PHIR BHI DOOB
JAYE ! WOH KAUN HAI? WOH SHAQS WHO HAI
JO ISTAGHFAR NA KAREY.
-ALLAH NE KISSI BANDEY KO ISTAGHFAR SE
GHAFIL NAHI RAKHA SIWAYE ISKEY KE WO USEY
AZAB DENE KA IRADA RAKHTA HO.
- ILM NA HO THO BHI ISTAGHFAR KI ZARURAT HAI
- ILM HO THO GHUROOR NA AJAYE THO US PER
BHI ISTAGHFAR CHAHYE.
-Insaan agar acha amal karta hai tab bhi use
Istaghfar karte rahna chahiye.
-Insaan agar koi ache amal me na ho tab bhi use
istaghfar ki zaroorat hai.
-Zindagi me ache haalath hai ,koi kami nahi to
bande ko chahiye ke wo Allah ka shukr adaa
kare aur subah shaam Istaghfaar kare.
•Carpenter story.
•Sabse pehle apne aap ko dekhein,
•Ek doosre ko maaf karein.
•Guroor ko khatam karein.
•Chupa hua shirk yani riyakari.
•Ache company m eraho.
•Wo gunah jo jannat me lejae aur wo naeki jo
dozakh me lejaie.

More Related Content

What's hot

23183292 shikwa-jawab-e-shikwa
23183292 shikwa-jawab-e-shikwa23183292 shikwa-jawab-e-shikwa
23183292 shikwa-jawab-e-shikwapatrik7100
 
Shikwa jawab
Shikwa jawabShikwa jawab
Shikwa jawabyamemon
 
Partiihadith 140415233600-phpapp01
Partiihadith 140415233600-phpapp01Partiihadith 140415233600-phpapp01
Partiihadith 140415233600-phpapp01Aysha Wazwaz
 
Madani Phool Baraye Zul-Hijja-til-Haram
Madani Phool Baraye Zul-Hijja-til-HaramMadani Phool Baraye Zul-Hijja-til-Haram
Madani Phool Baraye Zul-Hijja-til-Haramdawateislami
 
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraatArbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraatmaqsood hasni
 
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
Khudi na bach  gharibi main naam paida kar Khudi na bach  gharibi main naam paida kar
Khudi na bach gharibi main naam paida kar maqsood hasni
 
Excellence in forgiving and Tolerance
Excellence in forgiving and ToleranceExcellence in forgiving and Tolerance
Excellence in forgiving and ToleranceAhmed@3604
 
Rizaq izafa my research
Rizaq izafa my researchRizaq izafa my research
Rizaq izafa my researchMyWritings
 
Sharia & health huda
Sharia & health hudaSharia & health huda
Sharia & health hudaHatem al-Haj
 
Salah of those who fear Allah عَزَّوَجَلَّ
Salah of those who fear Allah عَزَّوَجَلَّSalah of those who fear Allah عَزَّوَجَلَّ
Salah of those who fear Allah عَزَّوَجَلَّAhmed@3604
 
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHmaqsood hasni
 
Existence and Decay of Pakistani Languages
Existence and Decay of Pakistani LanguagesExistence and Decay of Pakistani Languages
Existence and Decay of Pakistani LanguagesAmna Zahid
 
the message_of_adhan
the message_of_adhanthe message_of_adhan
the message_of_adhanTahir Nazir
 
Productive muslim ebook
Productive muslim ebookProductive muslim ebook
Productive muslim ebookMohd Tabish
 

What's hot (19)

23183292 shikwa-jawab-e-shikwa
23183292 shikwa-jawab-e-shikwa23183292 shikwa-jawab-e-shikwa
23183292 shikwa-jawab-e-shikwa
 
Shikwa jawab
Shikwa jawabShikwa jawab
Shikwa jawab
 
Partiihadith 140415233600-phpapp01
Partiihadith 140415233600-phpapp01Partiihadith 140415233600-phpapp01
Partiihadith 140415233600-phpapp01
 
Madani Phool Baraye Zul-Hijja-til-Haram
Madani Phool Baraye Zul-Hijja-til-HaramMadani Phool Baraye Zul-Hijja-til-Haram
Madani Phool Baraye Zul-Hijja-til-Haram
 
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraatArbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
Arbi ke pakistani zobanoon par lisanyati asraat
 
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
Khudi na bach  gharibi main naam paida kar Khudi na bach  gharibi main naam paida kar
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
 
Excellence in forgiving and Tolerance
Excellence in forgiving and ToleranceExcellence in forgiving and Tolerance
Excellence in forgiving and Tolerance
 
Rizaq izafa my research
Rizaq izafa my researchRizaq izafa my research
Rizaq izafa my research
 
Jaldi rishta hone ki dua
Jaldi rishta hone ki duaJaldi rishta hone ki dua
Jaldi rishta hone ki dua
 
Group 6
Group 6Group 6
Group 6
 
Sharia & health huda
Sharia & health hudaSharia & health huda
Sharia & health huda
 
Salah of those who fear Allah عَزَّوَجَلَّ
Salah of those who fear Allah عَزَّوَجَلَّSalah of those who fear Allah عَزَّوَجَلَّ
Salah of those who fear Allah عَزَّوَجَلَّ
 
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
 
Salah muslim prayer
Salah muslim prayerSalah muslim prayer
Salah muslim prayer
 
Salaah (prayer) in Islam
Salaah (prayer) in IslamSalaah (prayer) in Islam
Salaah (prayer) in Islam
 
Existence and Decay of Pakistani Languages
Existence and Decay of Pakistani LanguagesExistence and Decay of Pakistani Languages
Existence and Decay of Pakistani Languages
 
Ramadan dua
Ramadan duaRamadan dua
Ramadan dua
 
the message_of_adhan
the message_of_adhanthe message_of_adhan
the message_of_adhan
 
Productive muslim ebook
Productive muslim ebookProductive muslim ebook
Productive muslim ebook
 

Similar to Istaghfaar ke Barakaat-hyderabad india

Surah - 102 - Takathur_v6.pptx
Surah - 102 - Takathur_v6.pptxSurah - 102 - Takathur_v6.pptx
Surah - 102 - Takathur_v6.pptxsuhail658602
 
Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu totaZakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu totamaqsood hasni
 
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.touqeerabbas
 
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena mainUrdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena mainmaqsood hasni
 
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT? maqsood hasni
 
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriPaaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriSalim Rawat
 
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain maqsood hasni
 
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatMaqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatmaqsood hasni
 
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farq
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farqJamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farq
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farqAzaz Khan
 
Geet Aur Zaboor Lyrics
Geet Aur Zaboor LyricsGeet Aur Zaboor Lyrics
Geet Aur Zaboor LyricsMasihi Web
 
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmainmaqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmainmaqsood hasni
 
Surah Quraish - V6.pptx
Surah Quraish - V6.pptxSurah Quraish - V6.pptx
Surah Quraish - V6.pptxsuhail658602
 
Shajra aliyah qadriyah ashrafiya by syed alamgir ashraf
Shajra aliyah qadriyah ashrafiya by syed alamgir ashrafShajra aliyah qadriyah ashrafiya by syed alamgir ashraf
Shajra aliyah qadriyah ashrafiya by syed alamgir ashrafAale Rasool Ahmad
 
آٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسانآٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسانmaqsood hasni
 
Presentation1
Presentation1Presentation1
Presentation1kamil056
 

Similar to Istaghfaar ke Barakaat-hyderabad india (20)

Surah - 102 - Takathur_v6.pptx
Surah - 102 - Takathur_v6.pptxSurah - 102 - Takathur_v6.pptx
Surah - 102 - Takathur_v6.pptx
 
Insan
Insan Insan
Insan
 
~ Surah Hujaraat ~
~ Surah Hujaraat ~~ Surah Hujaraat ~
~ Surah Hujaraat ~
 
Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu totaZakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
 
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
 
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena mainUrdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
 
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriPaaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
 
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
 
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatMaqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
 
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farq
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farqJamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farq
Jamaat ul muslimeen haq aur ahle hadees main farq
 
Urdu
Urdu Urdu
Urdu
 
Geet Aur Zaboor Lyrics
Geet Aur Zaboor LyricsGeet Aur Zaboor Lyrics
Geet Aur Zaboor Lyrics
 
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmainmaqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
 
Surah Quraish - V6.pptx
Surah Quraish - V6.pptxSurah Quraish - V6.pptx
Surah Quraish - V6.pptx
 
Shajra aliyah qadriyah ashrafiya by syed alamgir ashraf
Shajra aliyah qadriyah ashrafiya by syed alamgir ashrafShajra aliyah qadriyah ashrafiya by syed alamgir ashraf
Shajra aliyah qadriyah ashrafiya by syed alamgir ashraf
 
Muharram Aur Ham Enghlish Book.pdf
Muharram Aur Ham Enghlish Book.pdfMuharram Aur Ham Enghlish Book.pdf
Muharram Aur Ham Enghlish Book.pdf
 
آٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسانآٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسان
 
Presentation1
Presentation1Presentation1
Presentation1
 
Ashrafi dulha (roman urdu)
Ashrafi dulha (roman urdu)Ashrafi dulha (roman urdu)
Ashrafi dulha (roman urdu)
 

Recently uploaded

Unity is Strength 2024 Peace Haggadah + Song List.pdf
Unity is Strength 2024 Peace Haggadah + Song List.pdfUnity is Strength 2024 Peace Haggadah + Song List.pdf
Unity is Strength 2024 Peace Haggadah + Song List.pdfRebeccaSealfon
 
Deerfoot Church of Christ Bulletin 4 21 24
Deerfoot Church of Christ Bulletin 4 21 24Deerfoot Church of Christ Bulletin 4 21 24
Deerfoot Church of Christ Bulletin 4 21 24deerfootcoc
 
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in Karachi
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in KarachiNo.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in Karachi
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in KarachiAmil Baba Mangal Maseeh
 
Dubai Call Girls Skinny Mandy O525547819 Call Girls Dubai
Dubai Call Girls Skinny Mandy O525547819 Call Girls DubaiDubai Call Girls Skinny Mandy O525547819 Call Girls Dubai
Dubai Call Girls Skinny Mandy O525547819 Call Girls Dubaikojalkojal131
 
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in Karachi
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in KarachiNo.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in Karachi
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in KarachiAmil Baba Mangal Maseeh
 
Asli amil baba in Karachi Pakistan and best astrologer Black magic specialist
Asli amil baba in Karachi Pakistan and best astrologer Black magic specialistAsli amil baba in Karachi Pakistan and best astrologer Black magic specialist
Asli amil baba in Karachi Pakistan and best astrologer Black magic specialistAmil Baba Mangal Maseeh
 
No 1 astrologer amil baba in Canada Usa astrologer in Canada
No 1 astrologer amil baba in Canada Usa astrologer in CanadaNo 1 astrologer amil baba in Canada Usa astrologer in Canada
No 1 astrologer amil baba in Canada Usa astrologer in CanadaAmil Baba Mangal Maseeh
 
Topmost Black magic specialist in Saudi Arabia Or Bangali Amil baba in UK Or...
Topmost Black magic specialist in Saudi Arabia  Or Bangali Amil baba in UK Or...Topmost Black magic specialist in Saudi Arabia  Or Bangali Amil baba in UK Or...
Topmost Black magic specialist in Saudi Arabia Or Bangali Amil baba in UK Or...baharayali
 
A Costly Interruption: The Sermon On the Mount, pt. 2 - Blessed
A Costly Interruption: The Sermon On the Mount, pt. 2 - BlessedA Costly Interruption: The Sermon On the Mount, pt. 2 - Blessed
A Costly Interruption: The Sermon On the Mount, pt. 2 - BlessedVintage Church
 
The Chronological Life of Christ part 097 (Reality Check Luke 13 1-9).pptx
The Chronological Life of Christ part 097 (Reality Check Luke 13 1-9).pptxThe Chronological Life of Christ part 097 (Reality Check Luke 13 1-9).pptx
The Chronological Life of Christ part 097 (Reality Check Luke 13 1-9).pptxNetwork Bible Fellowship
 
Amil baba in uk amil baba in Australia amil baba in canada
Amil baba in uk amil baba in Australia amil baba in canadaAmil baba in uk amil baba in Australia amil baba in canada
Amil baba in uk amil baba in Australia amil baba in canadaamil baba kala jadu
 
Monthly Khazina-e-Ruhaniyaat April’2024 (Vol.14, Issue 12)
Monthly Khazina-e-Ruhaniyaat April’2024 (Vol.14, Issue 12)Monthly Khazina-e-Ruhaniyaat April’2024 (Vol.14, Issue 12)
Monthly Khazina-e-Ruhaniyaat April’2024 (Vol.14, Issue 12)Darul Amal Chishtia
 
Asli amil baba near you 100%kala ilm ka mahir
Asli amil baba near you 100%kala ilm ka mahirAsli amil baba near you 100%kala ilm ka mahir
Asli amil baba near you 100%kala ilm ka mahirAmil Baba Mangal Maseeh
 
Asli amil baba in Karachi asli amil baba in Lahore
Asli amil baba in Karachi asli amil baba in LahoreAsli amil baba in Karachi asli amil baba in Lahore
Asli amil baba in Karachi asli amil baba in Lahoreamil baba kala jadu
 
Topmost Kala ilam expert in UK Or Black magic specialist in UK Or Black magic...
Topmost Kala ilam expert in UK Or Black magic specialist in UK Or Black magic...Topmost Kala ilam expert in UK Or Black magic specialist in UK Or Black magic...
Topmost Kala ilam expert in UK Or Black magic specialist in UK Or Black magic...baharayali
 
Unity is Strength 2024 Peace Haggadah_For Digital Viewing.pdf
Unity is Strength 2024 Peace Haggadah_For Digital Viewing.pdfUnity is Strength 2024 Peace Haggadah_For Digital Viewing.pdf
Unity is Strength 2024 Peace Haggadah_For Digital Viewing.pdfRebeccaSealfon
 

Recently uploaded (20)

Unity is Strength 2024 Peace Haggadah + Song List.pdf
Unity is Strength 2024 Peace Haggadah + Song List.pdfUnity is Strength 2024 Peace Haggadah + Song List.pdf
Unity is Strength 2024 Peace Haggadah + Song List.pdf
 
Deerfoot Church of Christ Bulletin 4 21 24
Deerfoot Church of Christ Bulletin 4 21 24Deerfoot Church of Christ Bulletin 4 21 24
Deerfoot Church of Christ Bulletin 4 21 24
 
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in Karachi
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in KarachiNo.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in Karachi
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in Karachi
 
Dubai Call Girls Skinny Mandy O525547819 Call Girls Dubai
Dubai Call Girls Skinny Mandy O525547819 Call Girls DubaiDubai Call Girls Skinny Mandy O525547819 Call Girls Dubai
Dubai Call Girls Skinny Mandy O525547819 Call Girls Dubai
 
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in Karachi
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in KarachiNo.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in Karachi
No.1 Amil baba in Pakistan amil baba in Lahore amil baba in Karachi
 
Asli amil baba in Karachi Pakistan and best astrologer Black magic specialist
Asli amil baba in Karachi Pakistan and best astrologer Black magic specialistAsli amil baba in Karachi Pakistan and best astrologer Black magic specialist
Asli amil baba in Karachi Pakistan and best astrologer Black magic specialist
 
No 1 astrologer amil baba in Canada Usa astrologer in Canada
No 1 astrologer amil baba in Canada Usa astrologer in CanadaNo 1 astrologer amil baba in Canada Usa astrologer in Canada
No 1 astrologer amil baba in Canada Usa astrologer in Canada
 
Topmost Black magic specialist in Saudi Arabia Or Bangali Amil baba in UK Or...
Topmost Black magic specialist in Saudi Arabia  Or Bangali Amil baba in UK Or...Topmost Black magic specialist in Saudi Arabia  Or Bangali Amil baba in UK Or...
Topmost Black magic specialist in Saudi Arabia Or Bangali Amil baba in UK Or...
 
A Costly Interruption: The Sermon On the Mount, pt. 2 - Blessed
A Costly Interruption: The Sermon On the Mount, pt. 2 - BlessedA Costly Interruption: The Sermon On the Mount, pt. 2 - Blessed
A Costly Interruption: The Sermon On the Mount, pt. 2 - Blessed
 
The Chronological Life of Christ part 097 (Reality Check Luke 13 1-9).pptx
The Chronological Life of Christ part 097 (Reality Check Luke 13 1-9).pptxThe Chronological Life of Christ part 097 (Reality Check Luke 13 1-9).pptx
The Chronological Life of Christ part 097 (Reality Check Luke 13 1-9).pptx
 
🔝9953056974 🔝young Delhi Escort service Vinay Nagar
🔝9953056974 🔝young Delhi Escort service Vinay Nagar🔝9953056974 🔝young Delhi Escort service Vinay Nagar
🔝9953056974 🔝young Delhi Escort service Vinay Nagar
 
Amil baba in uk amil baba in Australia amil baba in canada
Amil baba in uk amil baba in Australia amil baba in canadaAmil baba in uk amil baba in Australia amil baba in canada
Amil baba in uk amil baba in Australia amil baba in canada
 
Monthly Khazina-e-Ruhaniyaat April’2024 (Vol.14, Issue 12)
Monthly Khazina-e-Ruhaniyaat April’2024 (Vol.14, Issue 12)Monthly Khazina-e-Ruhaniyaat April’2024 (Vol.14, Issue 12)
Monthly Khazina-e-Ruhaniyaat April’2024 (Vol.14, Issue 12)
 
Top 8 Krishna Bhajan Lyrics in English.pdf
Top 8 Krishna Bhajan Lyrics in English.pdfTop 8 Krishna Bhajan Lyrics in English.pdf
Top 8 Krishna Bhajan Lyrics in English.pdf
 
St. Louise de Marillac: Animator of the Confraternities of Charity
St. Louise de Marillac: Animator of the Confraternities of CharitySt. Louise de Marillac: Animator of the Confraternities of Charity
St. Louise de Marillac: Animator of the Confraternities of Charity
 
Asli amil baba near you 100%kala ilm ka mahir
Asli amil baba near you 100%kala ilm ka mahirAsli amil baba near you 100%kala ilm ka mahir
Asli amil baba near you 100%kala ilm ka mahir
 
Asli amil baba in Karachi asli amil baba in Lahore
Asli amil baba in Karachi asli amil baba in LahoreAsli amil baba in Karachi asli amil baba in Lahore
Asli amil baba in Karachi asli amil baba in Lahore
 
young Whatsapp Call Girls in Adarsh Nagar🔝 9953056974 🔝 escort service
young Whatsapp Call Girls in Adarsh Nagar🔝 9953056974 🔝 escort serviceyoung Whatsapp Call Girls in Adarsh Nagar🔝 9953056974 🔝 escort service
young Whatsapp Call Girls in Adarsh Nagar🔝 9953056974 🔝 escort service
 
Topmost Kala ilam expert in UK Or Black magic specialist in UK Or Black magic...
Topmost Kala ilam expert in UK Or Black magic specialist in UK Or Black magic...Topmost Kala ilam expert in UK Or Black magic specialist in UK Or Black magic...
Topmost Kala ilam expert in UK Or Black magic specialist in UK Or Black magic...
 
Unity is Strength 2024 Peace Haggadah_For Digital Viewing.pdf
Unity is Strength 2024 Peace Haggadah_For Digital Viewing.pdfUnity is Strength 2024 Peace Haggadah_For Digital Viewing.pdf
Unity is Strength 2024 Peace Haggadah_For Digital Viewing.pdf
 

Istaghfaar ke Barakaat-hyderabad india

  • 2. • Maafi Maangna • Astaghfar Karna • Maafi Maang kar dubara wo gunah na karna • Puri zindagi me badlaaw lana (Sacha Istaghfar)
  • 3.  Jab tak Gunahon ke nuqsaan nahi janoge , sachchi tauba nahi hogi.  Jis Tarah Zeher Jism me phailta hai aur nuqsaan deta hai ,ushi tarah gunaah dil me phailta hai aur nuqsaan deta hai.  Koi bhi Maazi pareshani ya museebat chal rahi ho uski wajah gunaah hai.
  • 4. Topic GUNAH SAAZA IBLEES Allah se nafarmani aur Allah ka hukum na manna - Allah ne dhutkardya -Zillat ke darje ko jarigra -Rahmat laanat me badalgayi -Khubsoorti badsoorthi me badal gayi -Iman kufr me tabdil hogaya -Jo Allah ki Takbir/Tahlil/Tahmeed kartha tha – Kufr aur Shirk karnewala “munkar” bangaya ADAM & HAVA (AS) Allah se nafarmani aur Allah ka hukum na manna -Naemato se mahroom hogaye -Azmayish shuru hogayi -Belibaas hogaye -Jannat se nikaldye gaye -Dunya me judah-judah utaregaye
  • 5. Topic GUNAH SAAZA QAUM-E- LUTH -Allah ki nafarmani -Lootmar, -Badmashi -Behoodgi -Behayayi (homosexuality) Jibreel (AS) ne Allah ke hukum se inki basthi ko asman se is tarah qareeb kiya ke farishto ko kutho ke bhokno ki awaz sunayi dene lagi. Allah ke hukm se aisa palat diya ke ooper ko taley aur taley ko ooper kardya aur zor se iss tarah maar giraya ke zameen me dhass gaye  Dozakh se saqt aur garam pathar barsaye ithne garam ki zameen pe her cheez ko jala kar raaq kardya. Is khadar dhasaaya ke samundar ka paani uper agaya ,aaj wo samunder Dead Sea ke naam se jaan jaata hai.
  • 6. Topic GUNAH SAAZA QAUM- E-HUD Allah ki nafarmani  Paighamber ko jhutlana  Dhitaa dikhayi 50 yrs ki tableegh ke baad bhi dhitaayi dikhayi • Pehle halki sazaa di ke 3 saal tak baarish na barsaayi ,jis ki wajah se Qahat Saali me mubtala hogae ,gharon me faaqe hogae. • Is halki sazaa ke bawajood ye ayyashi aur sharaab me doobe ,aur phir Allah paak ne tabaah barbaad karne ka faisla kiya •Allah paak ne ghane badal bheje aur baarish hone lagi,ye log galath fahmi me the aur dekhte hi dekhte wo badal surkh hone lage aur aisi aandhi aayi ke tagde pahalwaanon ko bhi pahadon pe utha pheka . •Jhaad ukhadne lage •Ye aandhi 8 din tak chalte rahi.
  • 7. Topic GUNAH SAAZA QAUM- E- SAMUD Allah ki nafarmani • Baadalon ki Garaj se saari qaum ko barbaad kardiya .
  • 8. Topic GUNAH SAAZA QAUM-E- NUH Allah ki nafarmani  Sarkashi Ki  Budh Parasti ki Paigham ko na maana. • Baarish ke toofaan me lapete gaye aur doob kar Allah ke hukm se khatm hogae.
  • 9. Topic GUNAH SAAZA QAUM- E- SHOEB Allah ki nafarmani  Naaptol me kami. Peshi Wasooli Gumrahi. Ladaai Jhagda. Jhoot Fareb. Dange Fasaad ka mamool. Dhoka dena. • Jab wo sab raat ko so rahe the , to Allah paak ke hukm se zameen per dard naak Azaab Zalzale k shakl me aya aur wo sab haalak hogaye.
  • 10. Topic GUNAH SAAZA QAUM- E- FIROUN Allah ki nafarmani Had Dharmi.  Dhitayi Paighambar ko jhutlana Firoun nauzubillah Apne aap ko khuda kehta  Jaadugari • Allah ne hukum diya ,aur sab dariya me doob gaye,firoun apne logon ke sath khatm hogaya
  • 11. Topic GUNAH SAAZA QAROON Allah ki nafarmani Ghuroor.  Takabbur • Kharoon ko apne saare khaandan aur maalo daulat ke saath zameen me dhasa diya.
  • 12. Topic GUNAH SAAZA YOUNUS a.s. Allah ke hukm ka intezaar na kiya, apni marzi se samunder me kood gaye. • Jab Younus a.s paani me kuude to Allah ke hukm se ek badi machli ne unhe nigalliya,,kayi alag alag hadeeth me riwayat me ke wo machli ke pet me 3 din the,7 din the,40,din the,lekin Allah hi janta hai kitne din the,Younus a.s. teen andheron ke giraft me the ,ek raat ka andhera, dusra samunder ka andhera , aur teesra machli ka andhera .wo tab tak na nikal sake jab tak unhone touba na ki Aur Allah ki maghfirat hui aur Alah ke hukm se machli e unhe nikal diya
  • 13.  Gunaah Umr ko Kum kardeti hain. Rozi ko kum kardeti hain. Dil ko Ni-dar Banadeti Hai. Ilm ki kami aajati hai . Gunaah se sharmindagi aur Haya mar jaati hai. Barsatein ruk jaatein hain. Zaleel aur hakheer hojate hain. Nafs ke khareeb hojata hai. Museebaton ke darwaaze khul jate hain. Azaab nazil hone lagte hain. Dilon ki gairat khatm hojati hai. Allah ki Mohabbat khatm hojati hai aur dilonme wahshat aajati hai. Bhalai ke darwaze bandh hojatein hain Naematon se mahroom hojata hai. Shaitan ka Qaidi hojata hai, Etc…..
  • 14. Nabi e Akram SAWS ne farmaya ke agar aapki qoum Allah ki nafarmani karegi to Aam aur Khaas sab per gunaah ki sazaa hogi,is per Umme-Salma ne pucha ,ya rasool Allah SAWS kya us waqt naek aur saleh log nahi honge, Aap SAWS ne kaha honge, sahabi ne pucha fir unper kyun azaab hoga ,Aap SAWS ne kaha naek aur badd sab per azaab hoga ,lekin phir Allah paak naek logon per apni rahmat barsainge. (
  • 15. Hazrath Soubaan se marvi hai ke Aap SAWS ne farmaya ke aadmi apne Gunahon ki Wajah se apne Rizq se mehroom hojata hai Hazrath Abu Huraira r.a. Se Marwi hai ke Aap SAWS ne farmaya ke Aakhri zamaane me log deen ko faraeb ki tarah istemaal karke duniya kamaenge, libaas per tawajju denge ke wo deendar nazar aaein ,unki zabaan shakkar se zyada shireen hogi, achi guftagu karte honge ,lekin unke dil bhedion jaise honge,Allah paak farmate hain ke kya tum mere naam per ye sab karte ho,meri zaat (Allah) ki khasam mein tumhe aise fitne aur azaab me dalunga ke burdbaar log bhi hairat me ajainge.
  • 16. •Surah Naml ayath # 46 •“Salih (a.s)ne kaha aey qoum! Tum bhalai se pehle burai ke liye itni jaldi kyun karte ho, kyun tum Allah paak se apni bakhshish nahi maangte taake tum per Raham kiya jaae”. Allah ki Rahmath •Surah Al-Anfaal Ayath # 33 •“Aur Allah to ye na karega ke Aap(SAWS) ke hote hue in me koi azaab unko de,aur Allah paak yun bhi azaab na dega jis haal me wo Allah se apne gunahon ki maafi ki darkhwast karte hon. Azaab Ka Tal jaane •Surah Hud Ayath # 52 •Hud a.s. “ Aey meri qoum! tum apne rab se hi apni gunahon ki bakhshish maanga karo,phir ushi ki taraf mutawajjo ho jao,wo tum per aasman se muslaadhaar mina barsadega aur wo tumkoaur taaqat dekar tumhari taaqat bada dega,aur mujrim bankar ro gardani mat karo. Khair wa Barkat, Taaqat badan ki quwat
  • 17. •Surah Hud ayath # 114 •Yakheenan naekiyan buraai ko door karti hain.- (Istaghfaar se naekiyan badhti hain) Ibaadat me kasrath •Surah An Nisa Ayath # 110 •“Aur Jo koi buraai kare aur apne aap per zulm kare,phir wo Allah se maafi chaahe to wo Allah ko badi maghfirat wala aur badi rahamath wala paaega. •Surah Tahreem Ayath # 8 •Momino! Allah ke aage saaf dil se tauba kiya karo,umeed hai ke tumhara rab tumhare gunaah tumse door kardega,aur tumko ba ghahaein bahasht me daakhil karega ,jin ke neeche nehrain bahrahin hain.Is roz Allah Rasool (SAWS) ko aur unke saath mominon ko ruswa nahin karega ,unka noor unke aage, aur dahine taraf doudta hoga ,aur yun dua karte honge ,aey rab ! Humareliye tu humare noor poora kar de,aur humein maaf karde,bila shuba tu har chez per qudrat rakhta hai. Gunah mitane, Darje buland karne
  • 18. •Surah Nuh Ayath # 10-12 •Nuh a.s. – Aur kaha ke apne rab se maafi mango wo bada maaf karne waala hai,wo tum par kasrath se baarish barsaaega,aur maal aur beton se tumhari madad karega ,aur baghaat ata karega ,aur inme tumhare liye nehrein bahadega. •Surah Hud Ayath # 3. •Aur ye ke tum apne rab s ebakhshish maanga karo ,phir rujoo karo is ki taraf,wo tumko ek muqarrar muddat tak acha faeda pahunchaega, aur zyada kaamkarne wale ko zyaada sawaab dega, aur tumne agar ro gardaani ki to mein darta hun tum per ek bade dinke azaab se Rozi,maal wa daulat me khushaadgi. •Surah Ashoora Ayath # 30 •Aur jo Museebat bhi tum per aati hai,to wo tumhare hi haton se kiye hue kaamon ki wajah se ,aur bahot se (gunah ) to wo maaf kardeta hai. •Surah Al-Araaf Ayath # 168 •Aur phir humne inko duniya me muqlatalif jamaton me muntashar kardiya,baaz un me se naek the aur baaz doosri tarah ke (Bure) ,aur hum inko khushaali me badhaalion me barabar aazmate rahe,taake baaz ajaein. • Aur is tarah Allah ka farmaan hai ke, •Surah An Nisa, Balaaon, aur museebaton ko door karne.
  • 19. •Hadeeth ( Ibn Majah, Musnaad Ahmed) •Beshak momin jab ek gunah ka kam karta hai to iske dil me ek kaala sa daagh laga jaata hai, aur jab wo taubah aur astaghfaar karta hai aur isse baaz ajata hai, to iska dil saaf wa shafaaf hojata hai,aur agar wo zyaada gunah karta hai to wo daagh zyaada bada hojata hai,aur iske dil per ghaalib ajata hai,dilper zang lagjata hai,jis ka zikr Allah ne quraan e kareem me kiya ,’ yun nahi balke inke dilon per inke amaal ki wajah se zang chad gaya’ •Is liye Istaghfaar dilon per chade daagh aur zang ko mitata hai. Dil me roshni aur safaai hoti hai. • Surah Baqrah Ayath # 222. • “Bilashuba Allah paak Tauba karne walon ko aur paak rahne walon ko apna mehboob rakhta hai” Allah SWT ki mohabbat ke khareeb lejata hai
  • 20. Iqlaas ke saath Achi Halath me Gunahon ko dubara na karne ki neeyath Burai ke baad Neiki Karna
  • 21. Paaki ki halath me Acha wudu karke Istaghfaar me kasrat ho Istaghfaar ko tamam umoor ke baad karo Gunahon karo to fouri tauba Allah Ka Zikr karo
  • 22. Aap SAWS ne farmaya ke beshak taubah ke darwaze khule hain us waqt tak ,jab tak sooraj maghrib se na tulu ho. Lekin kuch khaas muqamat aur waqt hai jab taubah khubool hoti hai, wo ye hain: 1. Sehri ka waqt (tahajjud time) 2. Namaz ke dauran aur fauran baad 3. Tahajud ki namaz me 4. Tashahud aur salam pherne se pehle 5. Ruku me 6. Sajde me
  • 23.
  • 24. ISTAGHFAR KE DARJAT ZUBAN SE - Tongue - Dressing - Behavior - Relations DIL SE - Dilon ki gandagi - Gham/pareshani ZUBAN AUR DIL - Rehmatey/Naematey/Aur Fazail - Jism aur dil dono durust hojathey hai - Nakion me izafa -Farmabardari me iqlas ata hai -Darje buland hotey hai -Rizq me izafa hota hai
  • 25. AL QUMA AND ASWAD, ABDULLAH IBN MASUD (RA) SE RIWAYAT HAI KE QURAN-E-SHARIF DO (2) AISI AYATE HAI JO AGAR BANDA KOI NASHAYSTA HARKAT KAREY AUR DIL SE ISTAGHFAR KAREY AUR YE AYATE PADHEY THO USKI BAQSHISH HOJATHI HAI: 1. Surah Al Imran Verse No.135. 2. Surah An Nasr Verse No. 3
  • 26. -INSAAN NAEMATO AUR GUNAHO KE BEECH REHTHA HAI -FUZAIL KEHTEY HAI KI “EK SHAQS JISKE PAAS TAYRNE KA INTEZAM HO LEKIN PHIR BHI DOOB JAYE ! WOH KAUN HAI? WOH SHAQS WHO HAI JO ISTAGHFAR NA KAREY. -ALLAH NE KISSI BANDEY KO ISTAGHFAR SE GHAFIL NAHI RAKHA SIWAYE ISKEY KE WO USEY AZAB DENE KA IRADA RAKHTA HO. - ILM NA HO THO BHI ISTAGHFAR KI ZARURAT HAI - ILM HO THO GHUROOR NA AJAYE THO US PER BHI ISTAGHFAR CHAHYE.
  • 27. -Insaan agar acha amal karta hai tab bhi use Istaghfar karte rahna chahiye. -Insaan agar koi ache amal me na ho tab bhi use istaghfar ki zaroorat hai. -Zindagi me ache haalath hai ,koi kami nahi to bande ko chahiye ke wo Allah ka shukr adaa kare aur subah shaam Istaghfaar kare.
  • 28. •Carpenter story. •Sabse pehle apne aap ko dekhein, •Ek doosre ko maaf karein. •Guroor ko khatam karein. •Chupa hua shirk yani riyakari. •Ache company m eraho. •Wo gunah jo jannat me lejae aur wo naeki jo dozakh me lejaie.