SlideShare a Scribd company logo
1 of 25
Download to read offline
MAYANK    IF YOU ARE A
KOTHARI
          STUDENT…!!!
All Rights Reserved under the Macsam Group. No
part of this work may be reproduced, distributed or
transmitted in any form or by any means or stored
in a database or retrieval system, electronic,
mechanical, photocopying, audio or video
recording, or other, without the prior written
permission of the copyright owner




           Copyright 2003 Macsam Group




                                 2|Mayank Kothari
Agar aap student ho aur Sigrate pite
mano-



Kal se padhna bhi chod-do.

Aur agar padhna hi chahte ho to

Mujhe padhne ki vajah batao….



Aaj tak tumne jitna bhi padha vo kya
isiliye tha ki tum sigrate aur sharab
pine lag jao,



Aapke hisab se to aapko padhane vale
aapke guru hi pagal the.




                        3|Mayank Kothari
Unhone aapko padhaya aur aap aaj
unhi ki bejjati kar rahe ho.



Padhai ka matlab kya hota hai



Class me first aana hi padhai nahi
hota, Teacher k puche hue question ka
javab dena hi padhai nahi hota.



Shiksha aapko jindagi jeena sikhati hai
naki peena.




                         4|Mayank Kothari
Aaj log tarah-tarah ki galiyo ka prayog
karte hai.

AC, KC, MC, aur na jane kaisi kaisi.



Mujhe bataiye yahi sab sikhna tha to
apna kimti samay padhne me barbad
kyon kiya?



Agar padhai ki jagah ye sab bachpan
me hi karte to aaj aap expert to
kehlate,



Joki padhai me jindagi janm ho nahi
saka.




                         5|Mayank Kothari
Aur kuch aisa bhi- Kitni hi jagaho par
Boards aur Posters lage hue hote hai ki
-

“Gutkha, Sigrate, Sharab Sehet ke liye
hanikarak hote hai, Krupya inse parhej
kare.”



 Aise aise boards aur posters lagaye
jayenge par inki kharedi-bikri pe
pabandi nahi lagegi. Are sigrate ke
box pe bhi likha hone ke bavajud log
shan se sigrate pite hai.

Mera kehne ka saaf matlab yahi hai ki
koi bhi kam karo par puri lagan se
karo.

Bhale hi vo pina ho ya pilana!!!



                          6|Mayank Kothari
Sahi suna aapne……

PILANA bhi aaj kal bahot chalta hai,



Ek bat batau…, agar aapka koi kaam
ruka ho, ya koi kaam shuru hi nahi ho
pa raha, ya fir koi bhi mushkil ho
jisme kisi third party ka samavesh ho.



To chinta mat kariye, aapki is mushkil
ka hal bhi hai mere paas.



Sirf ek kam kijiye, us third party ke
samne kuch paise rakh dijiye, fir
dekhiye aapka kam kaise nahi hota.




                         7|Mayank Kothari
Are mai jhuth nahi bol raha hu!!!!!

Mere sath aisa pehle ho chuka hai

Ek din mai koi form lene college gaya
tha.



Kisi aur kam mai fasa hua tha isiliye
college pahonchne mai bahot deri ho
gayi, par jab college pahoncha to
dekha ki form ke liye kafi logo ki line
lagi hui thi,.



Mai shuruvat mai to thoda pareshan
hua, fir chup chap jake line mai khada
ho gaya.

Thodi hi der mai 2 bande aaye, jis
window ke samne form ki line lagi thi


                          8|Mayank Kothari
usi ke paas ja pahunche aur unme se
ek ne kaha ki sir meri behen ki tabiyat
kharab hai, doctor ko dikhane jana hai,
please thoda form jaldi de dijiye.



Form issue karne wale ne saaf saaf keh
diya “bhaiya line me lago, number
aayega to le lena”



 Par vo bhai sahab       to bade hi
experienced nikle.

Window ke side se andar jane ke liye
jo darvaja tha vaha chupchap gaye,

Jate samay gatekeeper ko Rs. 50 diye,

Andar jane k bad Issuer ko Rs.150
diye,


                         9|Mayank Kothari
Fir Form ke Rs. 20 diye ,

Aur gaddi nikal ke chalta bana.



Rs. 20 ke form ke liye us bande ne
Rs.220 kharch kiye, yani 11 guna
jyada….



Aur   mai  sirf         dekhta            reh
gaya…………….



Jara sochiye jaha shiksha di jati hai
vaha table ke niche se kisi aur tarah ki
shiksha li bhi jati hai….




                            10 | M a y a n k K o t h a r i
Vote mangne ke liye Politician logo ko
kharidte hai, sharab paroste hai aur
desh ko banate hai shmashan....

Aur shan se kehte hai ki

Mera Bharat Mahan!!!!

Wah kya tarika hai in logo ka!!!!!!!



Ye logo ko bevkuf banate jate hai aur
log bevkuf bante jate hai,

Ek din jab mai office se ghar aaya to
mere mobile pe kuch is tarah ka
message aaya

“A poorman catches a Fish.

Wife can’t cook due to…




                           11 | M a y a n k K o t h a r i
No Gas

No Current

No Oil

Man put the fish back in the river

Fish comes up and shout

Sarkar Jindabad!!!! “

He he…. Achha message tha na…!!!!



Mai to kehta hu ki har mahine election
hone chahiye,



Isi bahane kum se kum bijli aur pani
to aata rahega.




                          12 | M a y a n k K o t h a r i
60 saal se jyada bit chuke hai Azadi ko
aur aaj bhi hum Bijli aur Pani ke liye
rote rehte hai



Are itna waqt to Taj Mahal ban-ne me
bhi nahi laga tha,



Aaj bhi kitne hi aise chhote chhote
gaon honge jaha schools nahi hai,
kitne hi honge jaha school ka nam bhi
kisi ko pata nahi hai.



Kitne hi gaon aise honge jo hokar bhi
na ke barabar hai.




                         13 | M a y a n k K o t h a r i
Aapse mai kuch nahi chahta,

Nahi paisa,

Nahi gadi,

Nahi bangla. He he …. :-) :-) :-)




Bas chahta hu to ye ki aap thoda
socho.



Sach kehta hoon aapki ye soch pure
Desh ka naksha badal sakti hai.



Aap apne manse saal bhar me koi bhi
ek achha kam karo,



                           14 | M a y a n k K o t h a r i
Agar aap aur desh ka har insan aisa
karta hai to har saal 120 crore se bhi
jyada problems dur ki ja sakti hai…

Bator udaharan

Kisi garib ko padhana,

Kisi garib ko madad karna,

Kachre ko uski sahi jagah dikhana,

Bematlab behte pani ko bachana,

Electricity bachana.



Aur na jane aise kitne hi kam honge,



Mere liye to sabse badi khushi ki bat
tab hi hogi jab mai..

Kisi garib ko padha pau,

                           15 | M a y a n k K o t h a r i
Kisi mansahari ko shakahari bana pau,

Kisi ke udas chehre pe muskan lau.



Sach kehta hu kabhi karke to dekhiye
aisa, aisa karne par jo khushi milti hai
na,

vo koi lottery lagne par bhi nahi milti.



Kayi bar jab mai logo se aisa kuch
kehta hu to log mujhe kehte hai ki tum
thode alag hi type ke insan ho.



Tab mai bhi ek famous dialogue marta
hu-




                          16 | M a y a n k K o t h a r i
“To kya hua jo mai alag type ka hu,
Gam to mujhe is bat ka hai ki tum sab
ek jaise hi ho”



Itna padhne likhne ke bad bhi sigrate
aur sharab pite ho, iska matlab sidhe
tarike se shiksha ko ek gali dete ho.



Mai kehta hu ki agar aapse ye sigrate
chhodi nahi jati to….



…mera ek kam aur karo, shadi karke
apne jeevan sathi ki jindagi nark mai
mat badalna,




                        17 | M a y a n k K o t h a r i
aur vo bhi nahi hota to ye paryay bhi
apna sakte ho-



“Jaise hi aapka bacha school jane lag
jaye to usi din se use sigrate aur
sharab pilana, khub pilana. Akele
kyon pite ho baap-bete milke pio.



Dubana hi hai to pure parivar ko ek
sath dubao, dhire dhire kyon dubate
ho.”



Logo ko kaho to log sidha muh pe
jawab dete hai “mai sigrate pee raha
hu, marunga to mai marunga tera kya
jata hai?”



                        18 | M a y a n k K o t h a r i
Are bhaiya “Ha, ye to mai janta hu ke
marna aapko hi hai,



Ulta mujhe to khushi hogi jab aise log
marenge

…par kya aap ye jante hai ke aapke
aisa karne se aas pas wale, ya fir aap
ke bacche ko bhi aisi adat lag jati hai.



Yad rakhna sangat ka asar padte der
nahi lagti.. aapke aisi harkato ki vajah
se pradushan failta hai.




                          19 | M a y a n k K o t h a r i
Khudke ghar me to jhadu lagana hota
nahi apan se, aur puri duniya me
gandagi failate rehte hai



Are maine khudne dekha hai- jo safai
ki batein karte hai gandagi ki nadi
vahi se hi behti hai.



Aur jo log student hai par in sab chijo
se dur rehte hai to unke liye mera yahi
kehna ki dosto aapko to khush hona
chahiye ki log sigtrate pite hai, sharab
pite hai. Kam se kam desh ki abadi
kuch to kum hogi.



Aur vaise bhi ek din mujhe kisine
kaha tha

                          20 | M a y a n k K o t h a r i
“Mere paas rehne ke liye yaha jagah
nahi hai, par aap chahe to meri madad
kar sakte ho…bas karna ye hai ki
aapko jamke sigrate aur sharab pina
hai…isse hoga ye ki aap jaldi bhagwan
ko pyare ho jaoge aur yaha pe aapki
jagah khali ho jayegi to … mai shanti
se jee aur reh sakunga”



Apni na sahi apni image ki to parvah
kijiye.

Apne hi atit mai jara jhak kar dekho,
aur pucho khud se ki kaun hai is
duniya mai jo mujhe accha insan
manta hai.




                        21 | M a y a n k K o t h a r i
Are office mai aap bhi boss ke samne
Yes sir, Yes sir karte ho aur cabin se
bahar nikalte hi unke bare mai bate
banate ho….

Aisa kyon?????

Kuch to galat hoga hi us boss mai jab
aap usko galat mante ho,



          Aisa hai ya nahi, boss galat
hai ya nahi ye sochne mai waqt
barbad karne se koi fayda nahi.



 Kabhi jarurat pade to boss apko der
rat tak kam karne ke liye bhi keh sakta
hai. Aur jarurat na ho to chutti bhi de
sakta hai. Jara apne atit mai jhak kar
dekho ki kya kabhi aisa hua hai???

                         22 | M a y a n k K o t h a r i
Boss ko galat bolne se vo badal nahi
sakte, isse acchha ye hai ki situation ko
adjust karna sikho, thoda sacrifice
karna sikho.



Tin sabse badi chije pata hai apko

  a) Adjustment
  b) Sacrifice and
  c) Forgiveness

Duniya ko badalne mai waqt barbad
mat karo, khud ko badloge to apne
aap duniya badal jayegi.



Soch aapki hai, mai janta hu mere
kehne se ya na kehne se kuch nahi


                           23 | M a y a n k K o t h a r i
honewala. Jab tak koi bat aap apne dil
se, man se nahi karte tab tak koi fayda
nahi.

Seedhe bol kisi ko samajh aate nahi,
kadva bolo to logo ko english mai
HURT hota hai.




                         24 | M a y a n k K o t h a r i
Jindagi aapki hai, Jeena aapko hai.

Mai to aaj hu kal mar jaunga….



Par bharosa dilata hu, jane se pehle
apno aur parayo dono ko hasake
jaunga………



Aur nahi hasa paya to agle janm fir
lautke na aaunga




         “Jai Jinendra”




                         25 | M a y a n k K o t h a r i

More Related Content

Viewers also liked

Risk Management in the AIFM Directive
Risk Management in the AIFM DirectiveRisk Management in the AIFM Directive
Risk Management in the AIFM Directivealtoadvisory
 
Projects are a business tool
Projects are a business toolProjects are a business tool
Projects are a business toolJed Simms
 
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่o304
 
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่o304
 
Understanding TOP® Thinking and why it increases your projects' ROI
Understanding TOP® Thinking and why it increases your projects' ROIUnderstanding TOP® Thinking and why it increases your projects' ROI
Understanding TOP® Thinking and why it increases your projects' ROIJed Simms
 
Ben mgt can be simple2
Ben mgt can be simple2Ben mgt can be simple2
Ben mgt can be simple2Jed Simms
 
L'energia nucleare
L'energia nucleareL'energia nucleare
L'energia nuclearegiuliamagni
 
La revue de presse de la semaine du 23 au 30 mars 2015
La revue de presse de la semaine du 23 au 30 mars 2015La revue de presse de la semaine du 23 au 30 mars 2015
La revue de presse de la semaine du 23 au 30 mars 2015KYLIA France
 
S5 revue de presse kylia - semaine du 26 janvier au 1 février 2015
S5   revue de presse kylia - semaine du 26 janvier au 1 février 2015S5   revue de presse kylia - semaine du 26 janvier au 1 février 2015
S5 revue de presse kylia - semaine du 26 janvier au 1 février 2015KYLIA France
 
Tugas lidia power point
Tugas lidia power pointTugas lidia power point
Tugas lidia power pointLidia Antini
 

Viewers also liked (11)

Risk Management in the AIFM Directive
Risk Management in the AIFM DirectiveRisk Management in the AIFM Directive
Risk Management in the AIFM Directive
 
Projects are a business tool
Projects are a business toolProjects are a business tool
Projects are a business tool
 
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่
 
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่
เครื่องใช้ไฟฟ้าในบ้าน1ไผ่
 
Understanding TOP® Thinking and why it increases your projects' ROI
Understanding TOP® Thinking and why it increases your projects' ROIUnderstanding TOP® Thinking and why it increases your projects' ROI
Understanding TOP® Thinking and why it increases your projects' ROI
 
Ben mgt can be simple2
Ben mgt can be simple2Ben mgt can be simple2
Ben mgt can be simple2
 
Laura
LauraLaura
Laura
 
L'energia nucleare
L'energia nucleareL'energia nucleare
L'energia nucleare
 
La revue de presse de la semaine du 23 au 30 mars 2015
La revue de presse de la semaine du 23 au 30 mars 2015La revue de presse de la semaine du 23 au 30 mars 2015
La revue de presse de la semaine du 23 au 30 mars 2015
 
S5 revue de presse kylia - semaine du 26 janvier au 1 février 2015
S5   revue de presse kylia - semaine du 26 janvier au 1 février 2015S5   revue de presse kylia - semaine du 26 janvier au 1 février 2015
S5 revue de presse kylia - semaine du 26 janvier au 1 février 2015
 
Tugas lidia power point
Tugas lidia power pointTugas lidia power point
Tugas lidia power point
 

If you are a student

  • 1. MAYANK IF YOU ARE A KOTHARI STUDENT…!!!
  • 2. All Rights Reserved under the Macsam Group. No part of this work may be reproduced, distributed or transmitted in any form or by any means or stored in a database or retrieval system, electronic, mechanical, photocopying, audio or video recording, or other, without the prior written permission of the copyright owner Copyright 2003 Macsam Group 2|Mayank Kothari
  • 3. Agar aap student ho aur Sigrate pite mano- Kal se padhna bhi chod-do. Aur agar padhna hi chahte ho to Mujhe padhne ki vajah batao…. Aaj tak tumne jitna bhi padha vo kya isiliye tha ki tum sigrate aur sharab pine lag jao, Aapke hisab se to aapko padhane vale aapke guru hi pagal the. 3|Mayank Kothari
  • 4. Unhone aapko padhaya aur aap aaj unhi ki bejjati kar rahe ho. Padhai ka matlab kya hota hai Class me first aana hi padhai nahi hota, Teacher k puche hue question ka javab dena hi padhai nahi hota. Shiksha aapko jindagi jeena sikhati hai naki peena. 4|Mayank Kothari
  • 5. Aaj log tarah-tarah ki galiyo ka prayog karte hai. AC, KC, MC, aur na jane kaisi kaisi. Mujhe bataiye yahi sab sikhna tha to apna kimti samay padhne me barbad kyon kiya? Agar padhai ki jagah ye sab bachpan me hi karte to aaj aap expert to kehlate, Joki padhai me jindagi janm ho nahi saka. 5|Mayank Kothari
  • 6. Aur kuch aisa bhi- Kitni hi jagaho par Boards aur Posters lage hue hote hai ki - “Gutkha, Sigrate, Sharab Sehet ke liye hanikarak hote hai, Krupya inse parhej kare.” Aise aise boards aur posters lagaye jayenge par inki kharedi-bikri pe pabandi nahi lagegi. Are sigrate ke box pe bhi likha hone ke bavajud log shan se sigrate pite hai. Mera kehne ka saaf matlab yahi hai ki koi bhi kam karo par puri lagan se karo. Bhale hi vo pina ho ya pilana!!! 6|Mayank Kothari
  • 7. Sahi suna aapne…… PILANA bhi aaj kal bahot chalta hai, Ek bat batau…, agar aapka koi kaam ruka ho, ya koi kaam shuru hi nahi ho pa raha, ya fir koi bhi mushkil ho jisme kisi third party ka samavesh ho. To chinta mat kariye, aapki is mushkil ka hal bhi hai mere paas. Sirf ek kam kijiye, us third party ke samne kuch paise rakh dijiye, fir dekhiye aapka kam kaise nahi hota. 7|Mayank Kothari
  • 8. Are mai jhuth nahi bol raha hu!!!!! Mere sath aisa pehle ho chuka hai Ek din mai koi form lene college gaya tha. Kisi aur kam mai fasa hua tha isiliye college pahonchne mai bahot deri ho gayi, par jab college pahoncha to dekha ki form ke liye kafi logo ki line lagi hui thi,. Mai shuruvat mai to thoda pareshan hua, fir chup chap jake line mai khada ho gaya. Thodi hi der mai 2 bande aaye, jis window ke samne form ki line lagi thi 8|Mayank Kothari
  • 9. usi ke paas ja pahunche aur unme se ek ne kaha ki sir meri behen ki tabiyat kharab hai, doctor ko dikhane jana hai, please thoda form jaldi de dijiye. Form issue karne wale ne saaf saaf keh diya “bhaiya line me lago, number aayega to le lena” Par vo bhai sahab to bade hi experienced nikle. Window ke side se andar jane ke liye jo darvaja tha vaha chupchap gaye, Jate samay gatekeeper ko Rs. 50 diye, Andar jane k bad Issuer ko Rs.150 diye, 9|Mayank Kothari
  • 10. Fir Form ke Rs. 20 diye , Aur gaddi nikal ke chalta bana. Rs. 20 ke form ke liye us bande ne Rs.220 kharch kiye, yani 11 guna jyada…. Aur mai sirf dekhta reh gaya……………. Jara sochiye jaha shiksha di jati hai vaha table ke niche se kisi aur tarah ki shiksha li bhi jati hai…. 10 | M a y a n k K o t h a r i
  • 11. Vote mangne ke liye Politician logo ko kharidte hai, sharab paroste hai aur desh ko banate hai shmashan.... Aur shan se kehte hai ki Mera Bharat Mahan!!!! Wah kya tarika hai in logo ka!!!!!!! Ye logo ko bevkuf banate jate hai aur log bevkuf bante jate hai, Ek din jab mai office se ghar aaya to mere mobile pe kuch is tarah ka message aaya “A poorman catches a Fish. Wife can’t cook due to… 11 | M a y a n k K o t h a r i
  • 12. No Gas No Current No Oil Man put the fish back in the river Fish comes up and shout Sarkar Jindabad!!!! “ He he…. Achha message tha na…!!!! Mai to kehta hu ki har mahine election hone chahiye, Isi bahane kum se kum bijli aur pani to aata rahega. 12 | M a y a n k K o t h a r i
  • 13. 60 saal se jyada bit chuke hai Azadi ko aur aaj bhi hum Bijli aur Pani ke liye rote rehte hai Are itna waqt to Taj Mahal ban-ne me bhi nahi laga tha, Aaj bhi kitne hi aise chhote chhote gaon honge jaha schools nahi hai, kitne hi honge jaha school ka nam bhi kisi ko pata nahi hai. Kitne hi gaon aise honge jo hokar bhi na ke barabar hai. 13 | M a y a n k K o t h a r i
  • 14. Aapse mai kuch nahi chahta, Nahi paisa, Nahi gadi, Nahi bangla. He he …. :-) :-) :-) Bas chahta hu to ye ki aap thoda socho. Sach kehta hoon aapki ye soch pure Desh ka naksha badal sakti hai. Aap apne manse saal bhar me koi bhi ek achha kam karo, 14 | M a y a n k K o t h a r i
  • 15. Agar aap aur desh ka har insan aisa karta hai to har saal 120 crore se bhi jyada problems dur ki ja sakti hai… Bator udaharan Kisi garib ko padhana, Kisi garib ko madad karna, Kachre ko uski sahi jagah dikhana, Bematlab behte pani ko bachana, Electricity bachana. Aur na jane aise kitne hi kam honge, Mere liye to sabse badi khushi ki bat tab hi hogi jab mai.. Kisi garib ko padha pau, 15 | M a y a n k K o t h a r i
  • 16. Kisi mansahari ko shakahari bana pau, Kisi ke udas chehre pe muskan lau. Sach kehta hu kabhi karke to dekhiye aisa, aisa karne par jo khushi milti hai na, vo koi lottery lagne par bhi nahi milti. Kayi bar jab mai logo se aisa kuch kehta hu to log mujhe kehte hai ki tum thode alag hi type ke insan ho. Tab mai bhi ek famous dialogue marta hu- 16 | M a y a n k K o t h a r i
  • 17. “To kya hua jo mai alag type ka hu, Gam to mujhe is bat ka hai ki tum sab ek jaise hi ho” Itna padhne likhne ke bad bhi sigrate aur sharab pite ho, iska matlab sidhe tarike se shiksha ko ek gali dete ho. Mai kehta hu ki agar aapse ye sigrate chhodi nahi jati to…. …mera ek kam aur karo, shadi karke apne jeevan sathi ki jindagi nark mai mat badalna, 17 | M a y a n k K o t h a r i
  • 18. aur vo bhi nahi hota to ye paryay bhi apna sakte ho- “Jaise hi aapka bacha school jane lag jaye to usi din se use sigrate aur sharab pilana, khub pilana. Akele kyon pite ho baap-bete milke pio. Dubana hi hai to pure parivar ko ek sath dubao, dhire dhire kyon dubate ho.” Logo ko kaho to log sidha muh pe jawab dete hai “mai sigrate pee raha hu, marunga to mai marunga tera kya jata hai?” 18 | M a y a n k K o t h a r i
  • 19. Are bhaiya “Ha, ye to mai janta hu ke marna aapko hi hai, Ulta mujhe to khushi hogi jab aise log marenge …par kya aap ye jante hai ke aapke aisa karne se aas pas wale, ya fir aap ke bacche ko bhi aisi adat lag jati hai. Yad rakhna sangat ka asar padte der nahi lagti.. aapke aisi harkato ki vajah se pradushan failta hai. 19 | M a y a n k K o t h a r i
  • 20. Khudke ghar me to jhadu lagana hota nahi apan se, aur puri duniya me gandagi failate rehte hai Are maine khudne dekha hai- jo safai ki batein karte hai gandagi ki nadi vahi se hi behti hai. Aur jo log student hai par in sab chijo se dur rehte hai to unke liye mera yahi kehna ki dosto aapko to khush hona chahiye ki log sigtrate pite hai, sharab pite hai. Kam se kam desh ki abadi kuch to kum hogi. Aur vaise bhi ek din mujhe kisine kaha tha 20 | M a y a n k K o t h a r i
  • 21. “Mere paas rehne ke liye yaha jagah nahi hai, par aap chahe to meri madad kar sakte ho…bas karna ye hai ki aapko jamke sigrate aur sharab pina hai…isse hoga ye ki aap jaldi bhagwan ko pyare ho jaoge aur yaha pe aapki jagah khali ho jayegi to … mai shanti se jee aur reh sakunga” Apni na sahi apni image ki to parvah kijiye. Apne hi atit mai jara jhak kar dekho, aur pucho khud se ki kaun hai is duniya mai jo mujhe accha insan manta hai. 21 | M a y a n k K o t h a r i
  • 22. Are office mai aap bhi boss ke samne Yes sir, Yes sir karte ho aur cabin se bahar nikalte hi unke bare mai bate banate ho…. Aisa kyon????? Kuch to galat hoga hi us boss mai jab aap usko galat mante ho, Aisa hai ya nahi, boss galat hai ya nahi ye sochne mai waqt barbad karne se koi fayda nahi. Kabhi jarurat pade to boss apko der rat tak kam karne ke liye bhi keh sakta hai. Aur jarurat na ho to chutti bhi de sakta hai. Jara apne atit mai jhak kar dekho ki kya kabhi aisa hua hai??? 22 | M a y a n k K o t h a r i
  • 23. Boss ko galat bolne se vo badal nahi sakte, isse acchha ye hai ki situation ko adjust karna sikho, thoda sacrifice karna sikho. Tin sabse badi chije pata hai apko a) Adjustment b) Sacrifice and c) Forgiveness Duniya ko badalne mai waqt barbad mat karo, khud ko badloge to apne aap duniya badal jayegi. Soch aapki hai, mai janta hu mere kehne se ya na kehne se kuch nahi 23 | M a y a n k K o t h a r i
  • 24. honewala. Jab tak koi bat aap apne dil se, man se nahi karte tab tak koi fayda nahi. Seedhe bol kisi ko samajh aate nahi, kadva bolo to logo ko english mai HURT hota hai. 24 | M a y a n k K o t h a r i
  • 25. Jindagi aapki hai, Jeena aapko hai. Mai to aaj hu kal mar jaunga…. Par bharosa dilata hu, jane se pehle apno aur parayo dono ko hasake jaunga……… Aur nahi hasa paya to agle janm fir lautke na aaunga “Jai Jinendra” 25 | M a y a n k K o t h a r i