SlideShare a Scribd company logo
1 of 8
Egg Face Pack in Hindi, Ande se Paye
Khubsoorti
HRELATE.COM
Egg Face Pack
Chehre ko khubsoorat aur javan bhala kon nahi chahta. Har
koi apne chehre ko sundar aur attractive banana chahta hai.
Aisa hi ek upay hum aapko batane ja rahe hai jiss ki madad se
aap apne chehre ko sundar bana sakti hai.
Ande mai skin ko nikhaar pradaan karne ke bemisaal gun
paye jate hai.
hrelate.com
Chehre ki Twacha ko Tight Banaye
Agar aapko apne chehre ki twacha ko tight banana hai to
ande ko ek katore mai lijiye aur usme shahad tatha nariyal
ka tel milaiye. Ise acche se mix kar lijiye aur apne chehre par
ek ghante ke liye laga kar chhod dijiye. Fir thande pani se
apne muh ko dho lijiye.
hrelate.com
Glowing Skin
Egg Face Pack in Hindi me iss pack ki bahut mukhaye
bhumika hai. Agar aapko glowing skin chahiye to baazaru
cream par bharosa mat kijiye. Iske liye ande ke peele bhag
ko lekar usme shahad aur olive oil mix kar ke chehre par
lagaiye. Isse 30 minutes laga rahne de aur fir chehre ko saaf
kar lijiye isse aapke jaldi hi ek naya glow milenga. Saath hi
aapki skin mai flexibility bhi aayegi.
hrelate.com
Muhase se Chutkara
Ande ka safed bhag muhase se ladne me madad karta hai.
Acne hormone ke imbalance ki vajah se hota hai. Ande me
zinc paya jata hai, jisse ki acne aur chehre par pade ghaav
jaldi hi theek ho jate hai. Ande ko oatmeal, shahad aur ek
chammach tea tree oil ke saath mix karke prayog kare. Ise
laga kar aadhe ghante ke liye apne chehre par lagaiye. Fir
simple pani se chehre ko dho lijiye.
hrelate.com
Wrinkle Khatam Kare
Ande ka safed bhaag wrinkle mitane me bahut madadgar
hota hai. Usme agar aadha chammach badam ka tel daal
diya jaye to yeh aur bhi accha ho jata hai. Iss face pack ko 30
minutes tak lagakar rakhe aur fir pani se apne chehre ko dho
lijiye.
hrelate.com
Oily Skin Remover
Yeh oily skin ke liye ek accha face pack hai. Ande ko oatmeal
ke saath mix kar lijiye aur 15 minutes ke liye chehre par laga
lijiye. Baad me chehre ko sade pani se dho lijiye.
hrelate.com
Dryness Khatam Kare
Yadi aapki skin dry hai to aap home face pack lagaye. Anda
me shahad milaiye aur 20 minutes ke liye apne chehre par
lagaiye. Fir apne face ko pani se dho lijiye.
hrelate.com

More Related Content

More from cshradhha

Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabhcshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for womencshradhha
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosterscshradhha
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upayecshradhha
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiyecshradhha
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareekecshradhha
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindicshradhha
 
More from cshradhha (19)

Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
 
Ande se Badhaye Apne Face Ki Khubsoorti

  • 1. Egg Face Pack in Hindi, Ande se Paye Khubsoorti HRELATE.COM
  • 2. Egg Face Pack Chehre ko khubsoorat aur javan bhala kon nahi chahta. Har koi apne chehre ko sundar aur attractive banana chahta hai. Aisa hi ek upay hum aapko batane ja rahe hai jiss ki madad se aap apne chehre ko sundar bana sakti hai. Ande mai skin ko nikhaar pradaan karne ke bemisaal gun paye jate hai. hrelate.com
  • 3. Chehre ki Twacha ko Tight Banaye Agar aapko apne chehre ki twacha ko tight banana hai to ande ko ek katore mai lijiye aur usme shahad tatha nariyal ka tel milaiye. Ise acche se mix kar lijiye aur apne chehre par ek ghante ke liye laga kar chhod dijiye. Fir thande pani se apne muh ko dho lijiye. hrelate.com
  • 4. Glowing Skin Egg Face Pack in Hindi me iss pack ki bahut mukhaye bhumika hai. Agar aapko glowing skin chahiye to baazaru cream par bharosa mat kijiye. Iske liye ande ke peele bhag ko lekar usme shahad aur olive oil mix kar ke chehre par lagaiye. Isse 30 minutes laga rahne de aur fir chehre ko saaf kar lijiye isse aapke jaldi hi ek naya glow milenga. Saath hi aapki skin mai flexibility bhi aayegi. hrelate.com
  • 5. Muhase se Chutkara Ande ka safed bhag muhase se ladne me madad karta hai. Acne hormone ke imbalance ki vajah se hota hai. Ande me zinc paya jata hai, jisse ki acne aur chehre par pade ghaav jaldi hi theek ho jate hai. Ande ko oatmeal, shahad aur ek chammach tea tree oil ke saath mix karke prayog kare. Ise laga kar aadhe ghante ke liye apne chehre par lagaiye. Fir simple pani se chehre ko dho lijiye. hrelate.com
  • 6. Wrinkle Khatam Kare Ande ka safed bhaag wrinkle mitane me bahut madadgar hota hai. Usme agar aadha chammach badam ka tel daal diya jaye to yeh aur bhi accha ho jata hai. Iss face pack ko 30 minutes tak lagakar rakhe aur fir pani se apne chehre ko dho lijiye. hrelate.com
  • 7. Oily Skin Remover Yeh oily skin ke liye ek accha face pack hai. Ande ko oatmeal ke saath mix kar lijiye aur 15 minutes ke liye chehre par laga lijiye. Baad me chehre ko sade pani se dho lijiye. hrelate.com
  • 8. Dryness Khatam Kare Yadi aapki skin dry hai to aap home face pack lagaye. Anda me shahad milaiye aur 20 minutes ke liye apne chehre par lagaiye. Fir apne face ko pani se dho lijiye. hrelate.com