mein ne arz kya kya hai. bila'motah
tajziya kuch ajeeb sa laga hai.
aap se istada hai tehreer to parhain
aakhir mein ne kaha kya hai
dr maqsood hasni
4 ستمبر :بروز23,2014,
حسن مقصود ڈاکٹر ۶۵جن ݈محتری݈سا !۶ص۵ح
انہ واضح نے پیک ںیا کہ ۵ہ ۶مخ۵ط سے کس پیں۔اندازہ
یہیا کہ ہےہ رہے ۵فرم سے ݈ہ پیا پھر اسے ݈ہ سو ںیک
دوسک کہہ ب۵ت چھک کر پڑھ سے غور ب۵ریگے ں۔ہمیں
اپن ً۵عمومیفہم ݈کیشرمندگ پریاٹھ۵نیپڑتیسو ہے
ہ چ۵ہتے معذرتیں۔ہونگے ح۵ضر دوب۵رہ ݈ہ۔
گو ۵دع
ویبیجی
« ستمبر :بروز23,2014,05:38:29صبح »
ji nahain, mein aap se mokhatib nahain,
mein mohtaram imaeel sb se mokhtib
hoon.
mein zaat ke tiyaag ki kab baat kar raha
hoon
dr maqsood hasni
*****
ستمبر بروز23,2014,05:38:29صبح
ji nahain, mein aap se mokhatib nahain,
mein mohtaram imaeel sb se mokhtib
ستمبر :بروز23,2014
janab yah hi to mein arz raha hoon.
donya se alag hona darust nahain.
tark e donya to zima'darioon se farar hai.
Allah ke hukm main is tara nathi ho jao
kah ossi ka amar chalay
Allah ki makhlooq ki hajat Allah ki
khush'nodi ke liay pori karo wahaan
mein se door ho kar, apnay monh ka
luqma ossay de do.
mukhlooq ki khidmat Allah ke qareeb
hona hai.
apni zaat motabar rahe gi to dainay aur
taqseem main la mohala bukhal aa'ay ga.
maqsood hasni
ستمبر :بروز23,2014
bohat hi piyaray aur bohat hi mohtaram
ismaeel sahib
agar maira mokhatib hona aap ko bora
laga to mein is ke liay dili toor par moafi
ka khast'gar hoon
yaqein maniay mein aap ki dil'azari ka
khahaan na tha aur na hi hoon.
aap sahib e ilm hain
mein bai'chara to abhi ilm ki pag par
charha hi nahain.
eak baar phir dil o jan se moafi chahoon
ga.
maqsood hasni
http://www.bazm.urduanjuman.com/index.php?topic=9195.0