SlideShare une entreprise Scribd logo
1  sur  6
HRELATE.COM
How to Reduce Heel Pain – Aedi Ka
Dard Dur Karne Ke Upay
• Aajkal aedi ka dard kai logo mai paya jata hai. Par iski jyadatar samasya
mahilo mai dekhi gayi hai. Din bhar ghar ka kamkaj karne ke baad aedi mai
aane wali darar ke karan unki pareshani aur bhi badh jati hai. Vaise to yeh
ek samanya samasya hai to aksar khud ba khud thik ho jati hai. Lekin kai
bar yeh kaafi pareshan bhi kar sakti hai.
• Kai baar yeh dard aapka santulan bhi bigad sakta hai. Aur kai mamlo mai to
yeh swasthya ke liye kisi prakar ki mushkil bhi khadi kar sakta hai. Lekin
kuch saral upayo ko apnakar aap aedi ke dard ki samasya ko kaafi had tak
thik kar sakte hai.
• Insan ke pair mai kul 26 haddiya hoti hai. Inme se aedi ki haddi sabse badi
hoti hai. Vyakti ki aedi ki haddi ko kudrati rup se sharir ka vajan uthane aur
santulan ke uddesya se taiyar kiya gaya hai. Isliye inka sahi rehna jaruri hai.
To aaiye jante hai How to Reduce Heel Pain.
hrelate.com
hrelate.com
hrelate.com
Aediyo Ke Dard Mai Inn Tariko Se Paye Rahat
Pairo Ki Exercise Kare
• Pairo ki exercise karke bhi aedi ke dard mai rahat payi ja sakti hai. Iske liye kisi uchi
jagah par per latkakar baithe. Fir apne per ko gol gol ghumae is douran apne pairo ki
ungaliyo ko apni taraf khiche fir ise viprit disha mai le jaye. Iss exercise ko karne se
aapko dard mai rahat milegi. Aap chahe to koi aur bhi Heel Pain Exercises kar sakte
hai.
Gend Ki Madad Se Vyayam
• Pero ke niche ek gend ko ghumakar bhi aap sadharan sa upay kar sakte hai. Yeh ek
massage ki tarah aapke liye kaam karta hai. Iske liye aap koi bhi halki gend ya fir tenis
wali gend lekar apne pair ke niche teen minute tak ghumaye aur fir apne dusre per ke
sath bhi aesa hi kare. Iss se aapko aapke per aur aedi dard dono mai rahat milti hai.
Acupressure
• Acupressure ki madad se bhi aap aedi mai dard ka ilaj kar sakte hai. Acupressure
taknik ka upyog karne se pairo mai raktsanchar samanya hot hai aur aedi dard mai
aaram milta hai.
hrelate.com
Pero Ki Sikai Kare
• Pero ki sikai karne se bhi aedi dard mai rahat milti hai. Aap chahe to garam pani se apne pairo
ka sek kare. Ya fir namak ko acchi tarah kadhai mai sek le. Fir ise ek kapde mai bandkar bhi
sek kar sakte hai.
Couch Stretch
• Couch Strech aedi dard ko dur karne ka ek prabhavi tarika hai. Ise karne ke liye diwar ke
samne sidhe khade ho jaye aur apne haatho ko diwar par rakhe. Aedio ko pharsh par rakhe aur
fir dhire dhire aage ki aur stretch kare aur fir shuruwati stithi mai wapis aa jaye. Aesa kai bar
kare.
Sahi Aakar Ke Jute Pehne
• Aedi mai dard se bachne ke liye sahi juto ka istemal behad jaruri hai. High heels, atyadhik
dhile ya tight juto se bhi pero mai dard hota hai. Hamesh aese juto ka chunav kare jo
comfortable ho aur jisse dard wali jagah par kam dabav pade aur gharsan bhi nuantam ho.
hrelate.com
Kasrat Kare
• Kasrat ki madad se bhi aedio ke dard mai rahat payi ja sakti hai. Pairo ki ungaliyo ko point
karne ki ek kasarat hoti hai. Jo aapke liye behad fayde wali ho sakti hai. Aapko iske liye jyada
kuch nahi karna hai, keval apni tang uthani hai aur apne pairo ko tab tak ghumana hai jab tak
inki pero ki ungaliya niche ki aur point nahi karne lagti, fir aap thode der ka break lekar ek
bar fir dusre per ke sath ise dohraiye. Is se aapke per ki muscles mai khichav banta hai aur
aapko aedi mai dard se rahat milti hai.
• Iske alawa aap short fuling exercise bhi kar sakte hai.Yeh ek behad hi simple exercise hai. Iske
liye aapko keval jute kholkar apne pairo ki ungaliyo ko niche ki aur khichkar apne pair ke
aarch ko sikodna hota hai. Isse bhi aapke pairo ki muscles ko aaram milta hai aur aapke aedi
mai dard ko iss se aaram milta hai.
• Aediyo mai dard ki wahaj adhik kam, vyayam ki kami aur aaram na karne ki wajah se hoti hai.
Par kabhi kabhi iska karan kuch aur bhi ho sakta hai. Jaise stress fracture, arthritis aur naso ko
pahuchi shati. Isliye jab dard lagatar bane rahe to behtar hoga ki aap chikitsak athva acvle
surgan ke pas jaye. Wah aapki jyada acchi tarah madad kar payega. Wo yeh jan payega ki aape
adiyo mai dard hone ki wajah kya hai. Yaad rakhiye kisi bhi rog ka nidan karne ke liye sabse
pehle jaruri hai ki uske sambhavit karno ka pata lagaya jaye.

Contenu connexe

Plus de cshradhha

Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabhcshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for womencshradhha
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosterscshradhha
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upayecshradhha
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiyecshradhha
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareekecshradhha
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindicshradhha
 
Plus de cshradhha (19)

Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
 
How to Reduce Heel Pain: Kijiye Apni Aedi Ki Sahi Dekhbhal

  • 1. HRELATE.COM How to Reduce Heel Pain – Aedi Ka Dard Dur Karne Ke Upay
  • 2. • Aajkal aedi ka dard kai logo mai paya jata hai. Par iski jyadatar samasya mahilo mai dekhi gayi hai. Din bhar ghar ka kamkaj karne ke baad aedi mai aane wali darar ke karan unki pareshani aur bhi badh jati hai. Vaise to yeh ek samanya samasya hai to aksar khud ba khud thik ho jati hai. Lekin kai bar yeh kaafi pareshan bhi kar sakti hai. • Kai baar yeh dard aapka santulan bhi bigad sakta hai. Aur kai mamlo mai to yeh swasthya ke liye kisi prakar ki mushkil bhi khadi kar sakta hai. Lekin kuch saral upayo ko apnakar aap aedi ke dard ki samasya ko kaafi had tak thik kar sakte hai. • Insan ke pair mai kul 26 haddiya hoti hai. Inme se aedi ki haddi sabse badi hoti hai. Vyakti ki aedi ki haddi ko kudrati rup se sharir ka vajan uthane aur santulan ke uddesya se taiyar kiya gaya hai. Isliye inka sahi rehna jaruri hai. To aaiye jante hai How to Reduce Heel Pain. hrelate.com
  • 4. hrelate.com Aediyo Ke Dard Mai Inn Tariko Se Paye Rahat Pairo Ki Exercise Kare • Pairo ki exercise karke bhi aedi ke dard mai rahat payi ja sakti hai. Iske liye kisi uchi jagah par per latkakar baithe. Fir apne per ko gol gol ghumae is douran apne pairo ki ungaliyo ko apni taraf khiche fir ise viprit disha mai le jaye. Iss exercise ko karne se aapko dard mai rahat milegi. Aap chahe to koi aur bhi Heel Pain Exercises kar sakte hai. Gend Ki Madad Se Vyayam • Pero ke niche ek gend ko ghumakar bhi aap sadharan sa upay kar sakte hai. Yeh ek massage ki tarah aapke liye kaam karta hai. Iske liye aap koi bhi halki gend ya fir tenis wali gend lekar apne pair ke niche teen minute tak ghumaye aur fir apne dusre per ke sath bhi aesa hi kare. Iss se aapko aapke per aur aedi dard dono mai rahat milti hai. Acupressure • Acupressure ki madad se bhi aap aedi mai dard ka ilaj kar sakte hai. Acupressure taknik ka upyog karne se pairo mai raktsanchar samanya hot hai aur aedi dard mai aaram milta hai.
  • 5. hrelate.com Pero Ki Sikai Kare • Pero ki sikai karne se bhi aedi dard mai rahat milti hai. Aap chahe to garam pani se apne pairo ka sek kare. Ya fir namak ko acchi tarah kadhai mai sek le. Fir ise ek kapde mai bandkar bhi sek kar sakte hai. Couch Stretch • Couch Strech aedi dard ko dur karne ka ek prabhavi tarika hai. Ise karne ke liye diwar ke samne sidhe khade ho jaye aur apne haatho ko diwar par rakhe. Aedio ko pharsh par rakhe aur fir dhire dhire aage ki aur stretch kare aur fir shuruwati stithi mai wapis aa jaye. Aesa kai bar kare. Sahi Aakar Ke Jute Pehne • Aedi mai dard se bachne ke liye sahi juto ka istemal behad jaruri hai. High heels, atyadhik dhile ya tight juto se bhi pero mai dard hota hai. Hamesh aese juto ka chunav kare jo comfortable ho aur jisse dard wali jagah par kam dabav pade aur gharsan bhi nuantam ho.
  • 6. hrelate.com Kasrat Kare • Kasrat ki madad se bhi aedio ke dard mai rahat payi ja sakti hai. Pairo ki ungaliyo ko point karne ki ek kasarat hoti hai. Jo aapke liye behad fayde wali ho sakti hai. Aapko iske liye jyada kuch nahi karna hai, keval apni tang uthani hai aur apne pairo ko tab tak ghumana hai jab tak inki pero ki ungaliya niche ki aur point nahi karne lagti, fir aap thode der ka break lekar ek bar fir dusre per ke sath ise dohraiye. Is se aapke per ki muscles mai khichav banta hai aur aapko aedi mai dard se rahat milti hai. • Iske alawa aap short fuling exercise bhi kar sakte hai.Yeh ek behad hi simple exercise hai. Iske liye aapko keval jute kholkar apne pairo ki ungaliyo ko niche ki aur khichkar apne pair ke aarch ko sikodna hota hai. Isse bhi aapke pairo ki muscles ko aaram milta hai aur aapke aedi mai dard ko iss se aaram milta hai. • Aediyo mai dard ki wahaj adhik kam, vyayam ki kami aur aaram na karne ki wajah se hoti hai. Par kabhi kabhi iska karan kuch aur bhi ho sakta hai. Jaise stress fracture, arthritis aur naso ko pahuchi shati. Isliye jab dard lagatar bane rahe to behtar hoga ki aap chikitsak athva acvle surgan ke pas jaye. Wah aapki jyada acchi tarah madad kar payega. Wo yeh jan payega ki aape adiyo mai dard hone ki wajah kya hai. Yaad rakhiye kisi bhi rog ka nidan karne ke liye sabse pehle jaruri hai ki uske sambhavit karno ka pata lagaya jaye.