SlideShare une entreprise Scribd logo
1  sur  31
Télécharger pour lire hors ligne
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay
Sagay Nahain
Maqsood Hasni
Abuzar Barqi Kutab'khana
July 2016
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay
Nahain
Riyasat apna nazam-e-hakomat chalanay
aur apni afradi qovat ki ista'ad-e-kar
main mukhtalif hawaloun aur tariqoun
say azafay, skilled karnay,
shaour-o-aaghi say behra'mand karnay,
moashi, siyasi aur samaji insaf mayassar
karnay, oon ki zindagi ko aasan aur
asuda bananay aur onhain sehat'mand
rakhnay kay liay mukhtalif qisam kay
aeni tariqa say tax nafaz karti hai.
Riyasat shakhas ki haisiat waghera ko bhi
is zimun main mad-e-nazar rakhti hai
aur la'yaeni aur gher'mota'alaq tax aed
nahain karti. Ta'kah baichaini parishani
aur haisiat ki kamzori waqo main na
aa'ay. Jaez aur monasab hasal kiay ga'ay
tax say riyasat aeni aur riyasti adaroon
ko mazboot karti hai ta'kah wo behtar
tariqa say riyast kay logoun ki khidmat
anjam day sakain.
Jis riyasat main moamla is kay bar'akas
ho jata hai wahan kharabi kay
bai'shumaar rastay khul jatay hain.
maslan:
a. 1. logoun ka maal jo tax kay zariay say
hasal kiya giya hota hai, Houses ki tamer
tazein-o-araesh par kharch honay lagta
hai.
2. houses ka kichan zarorat say ziyada
farakh ho jata hai.
3. houses kay logoun kay paiat bhi
qabal-e-mazamat haad tak bhar jatay
hain. Is tara Is maqolay ko amli shakl mil
jati hai:
"kama'ay gi dunyaan khaein gay hum"
b. la'yaeni doroun par bai'daraigh ropay
lota'ay jatay hain aur os ka return qoum
ko sifar ki surat main milta hai. haan
vadairoun kay saiar sapatay zarour ho
jatay hain.
c. houses ki haisiat logoun kay liay
gher'mowassar aur bai'kar ho kar reh jati
hai. logoun ko wahaan say kuch hasal
nahain ho pata.
d. shashas to shakhas, adaray tak
khadam nahain makhdoon ho jatay hain
aur wo siraf aur siraf in houses kay liay
kaam kartay hain. logoun ko wahan say
dhakay, dabao, daraway, dhamkiaan aur
jirkiaan milti hain.
e. rishvat ki taraf janay walay rastay
ziyada ho jatay hain. log jis rastay par
bhi chaltay hain os ka ikhtatam rishvat
kay darwazay par hota hai.
f. bai'tahasha tax ki vasoli kay ba'vajoud
puri nahain parti lihaza baroni qaraz
main nijaat samjhi jati hai. is tara
dosroun kay samnay sharmindgi othana
parti hai
halakah damun kay motabaq khud
riyasat kay andar mojood hota aur rehta
hai.
g. Molak kay sar'barah qimati libas main
malbous ho kar bheek mangnay jatay
hain aur tazheek ka nishana bantay hain.
h. jab houses kay log jinhain misali samjha
jana chahiay, ghalt ho jatay hain to khud
logoon kay ghalt honay main dair nahain
lagti.
i. fard zaat kay khoul say nahain nikal
pata aur her tariqa say apnay faeday kay
liay tag-o-doo karta hai chahay is say
kisi aur ka ya riyasat ka kitna hi noqsan
kayoun na ho raha ho.
j. insaaf mazaaq aur bakaou maal ho kar
reh jata hai.
k. aaghi kay rastoon par kharch honay
wali raqam ko fazoul aur gher paidawari
samjha janay lagta hai.
aaghi say motala'aq adaray tamatar aur
aalu ki haisiat ikhtayar kar laitay hain
aur onhain maal'dhur logoun kay hath
baich diya jata hai. is tara:
1- in adaroun ka miyaar gir jata hai.
2- aam admi ki ponch say dour ho
jatay hain. natija-e-kar:
a. oon tak aam logoun ki mali hawala say
rasaee dam toor daiti.
b. bipari aur taleem say gher motalaq
bal'kah kitab'dushmun aaghi kay bai'taj
badshah ban jatay hain.
c. whaan say milnay wali aaghi, aaghi kay
naam par gandgi ki tikka hoti hai.
d. qarz farahum karnay wali qovatoun
kay talimi adaroon ko miyari aur
boland'paya samjha janay lagta hai aur
oon kay qadmoun par chalnay ki koshesh
ki jati hai halankah wo oon kay kalchar
kay motabaq bana'ay gay hotay hain. oon
ka nisaab bhi oon kay mazaj aur zarorat
kay motabaq
tarkeeb-o-tasheel kiya giya hota hai.
e. auroun kay dabao main aa kar riyasti
zaroratoun asoloun aur nazriyati chizoon
ko hazaf kar diya jata hai.
f. qaraz'dahinda qovat ki zoban ko
bala'tar samjha jata hai aur ossi main,
ossi kay zair-e-assar aur ossi qoum kay
mafadaat kay hawala say taleem di janay
lagti hai.
k. shakhas her lamha baiyaqini kay tanoor
main jalta aur sulgata rehta hai.
l. "choor ochakay chudri aur ghundi run
pardhan"ban jati hai.
m. gher'aeni taxes ki bhar'maar ho jati
hai.
n. foj ko apnay mokhalif logoun/fariqoun
ya qaraz'dahinda kay mokhalif
logoun/fariqoun kay liay istamal kya jata
hai.
o. zakar ki tawanaee aur kamil
sehat'mandi kay liay sarkari khazanay
lota'ay jatay hain.
Yah to siraf chand eak batain hain jin ka
mein nay opar zikr kya hai.
Baishumaar qorbaniaan day kar hasal
kiya giya Pakistan in qabahatoun ka
shakaar ho giya hai. Log sochnay par
majboor ho gay hain kah agar yahhi
surat-e-haal aur chalan rehna tha to
issay hasal karnay ki aakhir zarorat kya
thi.
Aaj Bharat aur gher muslim molkoun
main musalman aabad hain aur apnay
apnay zouq, zarorat, hunar aur halaat
kay motabaq zindgi kar rahay hain. Apna
damun bachanay kay liay manfi asraat
kamoun ka kabhi kabhi rola dala jata hai
kah ji woh mar gay khap ga'ay halankah
aisi koee baat hoti hi nahain aur na hi
wahan ki foj apnoun par goliaan barsa
rahi hoti hai. pols chitatar maar rahi hoti
hai ya pols moqblay main mokhalfoun ko
mara ja raha hota hai.
Hamaray haan maghrab ki tara kay 16
sala BA ka rola dala ja raha hai jab'kah
hamara pehlay hi 17 sala BA hota hai.
pehli tak aatay aatay 3 saal laga diay
jatay hain. es tara abtada mazboot
karnay ki koshesh ki jati hai.
Pehli tak aatay aatay jo 3 saal lag jatay
hain kya wo instarakshan (instruction) ka
amal/hissa nahain hain?!
kya yah yahaan kay taleem'yafta yang
shehri say amli zindgi kay 2 saal chein
lainay ki danista sazesh nahain?!
Shaed yah sazesh is liay ki ja rahi hai kah
17 saal parh kar taleem'yafta yang shehri
nokri mangay ga lihaza ossay mazeed
instarakshan kay amal main olja dou.
Jab yahaan adaray mazboot hoon gay
kaam karnay kay midan khulay aur
wasee hoon gay to phir kisi ko bahar ja
kar goroon kay kotoon ko nehlanay ki
bhala kya zarorat ho gi. yah bilkul ghalt
aur baibonyad baat hai kah maghrab kay
log yahaan kay logoon say bhar'kar hain.
hamaray log:
1. maghrab waloon say kahein ziyada
zahein-o-fatein hain. mairi is baat ka
wazay aur zinda saboot yah kah koee bhi
faran made cheez aati hai to os ki eak
nahain kaee naqool market main aa jati
hain aur baz asal say bhi kar'gozari main
behtar aur bhar'kar hoti hain. in naqool
kay tiyar karnay walay shakago return
nahain hotay baz to sakool bhi nahain gay
hotay onhoon nay edher odher say kuch
na'kuch sikha hota hai.
2. sabr aur bardast ki ziyada qovat
rakhtay hain.
3. bai'haad mehnati hain.
4. ziyada waqt kaam kar saktay hain aur
kartay hain.
5. kaam ko ziyada waqt day saktay hain
aur bohat kam moavzay main daitay bhi
hain.
6. hamaray haan aksiriat aisay logoon ki
hai jo kabhi ba'qaeda instarakshan kay
amal say gozray hi nahain hotay laikin
kaam ala parhay likhay logoon say
bhar'kar, kar jatay hain.
zara balal ganj kay kisi unparh kharadiay
say mil kar to daikhain aur ossay wo
kaam soonmp dain jo maghrab kay kisi
professor/saens'dan nay kiya hota hai.
woh kahein behtar aur kahein paedar kar
day ga. mein apni is baat ki sanad kay
liay "naam'dav"* aur ayub abbasi"** ko
hawala bananay main koee aar nahain
samjhta.
7. hamari jawan parhi likhi nasal bari
la'jawab aur mehnati hai. wo behtar aur
kam'waqt main acha aur pae'dar kaam
karnay ki ehliat rakhti hai. baad'qismati
say ossay mowaqay hasal nahain ho
patat.
khuda kay liay:
* is qoom par reham karain aur is kay
wasael ayashi aur baad'mashi main na
oraein.
** jawanoon say kaam aur amli zindgi
kay 2 saal na chinay jaein.
*** taleem ko biparioun kay hath na
baichain.
**** adaroon ko awaam ka khadam
banaya ja'ay aur onhain awaam kay liay
kaam karnay par majboor kiya ja'ay.
***** oudhaar ki dokandari band karain.
Bawar rahay takht taj aur waqt kisi ka
sagay nahain. Waqt kay liay opar say
nichay aur nichay say opar lana aur lay
jana mushkal ya na'mokin nahain.
Pehloun kay hashr say ibrat lain warna
Allah ki lathi bai'aawaz hai aur os kay
ghar dair hai, andhair nahain. Mein in
satoor kay zariay ba'ikhtayar tabqoun ko
chitavni daita houn kah oon ka hashr
bohat hi bora ho ga yahhi nahain wo kal
ko Allah kay hazoor koon'sa monh lay kar
jaein gay?!
------------------------
* khaka, Chand Humasar az Dr. Molvi
Abdul Haq Sahib
** Khaka, Hum'nafsan-e-rafta az Prof.
Raseed Ahmad Sadiqi Sahib
_________________
Sat Mar 03, 2012 11:18 pm
I K QAZI
Moderator
Germany
Dunya Mey Wo Qoamein Taraqi Karthi
Hain Jo sab sey pehlay Apni Tarjeehaat
Ka Tahaiyun karthi Hain.Jiney Apnay
Nizaam aur Sood O Ziyaan Ka Ahsaas
Ho.Hum ney Tou Ba hesiat e Qaom Abhi
Tak Teh hi Nahih Kiya K Koansa Tarz e
Hakoomat Ya Nizaam Humari Zameeni
Haqaiq Ki Sahih Tarjumani Kar K Unn Ka
Hamali Hal Humey Fraham Kartha
hai.Waisey Nizaam ya Tarz e hakoomat
Ba Zaat e Khud Koi Bhi Acha Burra
Nahih hota.Balkay Iss Ko Chalanay Waley
Ki Khaloos e Niat,Salahiyat aur Uss Ka
Kirdaar Iss Mey Numaya Kaam sar
Anjaam Dehta HaiHum Loag Maghrabi
Jamooriaya Ki Bhondi,Be Ja Taqleed
Balkay Iss Ka Raag Tou Allaptay Rehtay
Hain Lehkin Hum Ney Kabhi Bhi Iss Ka
Na Tou Beejh Boaja Hai.Nahi Humney Iss
K Liye Zameen Humwaar Ki Hai Aur
Nahi Humaray Paas Iss Maghrabi
Jamooriat K Kamyaabi K Lawaazmaat
Mojood Hain.Har Aik Hawa Mey Muhalik
Jamooriat Ka Tazkara kartha hai.Uss Ki
Khoobiyan Bayan Kartha Hai.Lehkin Iss K
Liye Jin Aqdaar ko apnaney Ki Zaroorat
Hoti hai.Wo iss sey Mubaraa Hota Hai.Tou
Aisey Mey Ye Muhaliq Nizaam Kaisey
Phalay/Phoolay Ga.Kis Tarah Hum Iss K
Meetay Samaraat sey Hum Mustafeed Ya
Lutaf andoz ho Sakengain.Jab 64 saal
Guzarnay K baad Bhi Hum Mey Wo
Shahoor Ujagar Nahih Huwa Jo k humey
Iss Qabil Bana saka Ho K Hum Achay
Burray,Kalay Aur Safaid Mey Farq Kar
saken.Sahih Numaindon Ka Intikhab Kar
saken.Aur Jin Loagon Ko Hum Muntakhib
Kar Lehtay Hain Tou Unn sey Kis Tarah
Jawab Talab kar saken.ya wo Kis tarah
Humey Jawab talab Hon.Ajj Tak Hum
Loag Janwaron K Raiwarr Ki Tarah Har
Murli/Baasari Bajanay Waley K Peechay
Andhi Taqleed Mey Chal Parrthay
Hain.Aik Aur Wazeha Farq Jo Maghrib
Aur Hum Mey Wazeha Hai K Wo Loag Dil
O Jaan Sey Apni Siasat Mey Bila wasta
Ya Phir Bil Wasta Shareeq Hotay Hain.Wo
Apney Numaindon Ka Intikhab Qaomi
Mufaad Mey Kartay Hain.Jin K Samaraat
Phir Un Tak Bhi Poanchtay Hain.Jab K
Hum Loag Pehlay Tou Apni Pait Ki
Soachtay Hain.Apney Zaati Mufadaat Ka
Aur Phir Zaat/Biradari,Siasi
Wabastagion,Be Ja shaksiayat
Parasti,Zaati Pasand/Na Pasand
Waghaira Ki Buniyaad Par Siasi
Jamahaton Ya Numaindo ko Muntakhib
Kartay Hain.Intikhab K Baad Is Raij
Farsooda Nizaam Mey Na Tou Humara
Hisa hota Hai Nahi Dilchaspi Barqaraar
Rehti Hai.Jab Tak Hum Shaoori Taor Sey
Baidaar Nahih Hongain.Apni Tarjeehaat
Ka Taahaiyun Nahih Karengain Tou
Humari iss dagargoon Halat Mey Koi
Numaya Tabdeeli aanay Ka Koi Imkaan
Nahih.Tha aankay Hum Loag Aik
muntashir Rewarron Ki Bajay Aik Zinda
qaom Honay Ka Saboot Hamli Taor sey
Fraham Karen.Yani Humey Apni Zaati
Mufadaat,Zaat/Biradari,Shaksiyat
parasti,Andhi Taqleed,Siasi wabastagion
waghaira K Khoalon(Shells) Sey Nikar Kar
Qaom Ki Ijtemai Mufaad mey Faislay aur
Iqdaam nahih Karengain.Ye ab Humaray
Soachnay ki aur Samajhnay Ki Baat Bhi
Hai Aur humaray Liye Lamha e Firiya
Bhi.
_________________
Mon Mar 05, 2012 5:08 pm
Dr Maqsood Hasni
punjab
aap ne tovajo farmaee es ke liay
ehsan'mand houn.
aap ne darust farmaya hai.
_________________
Thu Mar 08, 2012 2:36 pm
I K QAZI
Moderator
Germany
Bhai!! Hum Loag Khud Apnay Dushman
Hain.Is Liye K Hum Ney Islam ki Sahih
Rooh aur Taleemat Sey Roogardaani K
Murtakib Huway Hain.Isi Liye Humey
Apnay Kiye Ki Saza Mil Rahi Hai.Hum
Par Na Ehl,Bad Unwaan aur Ghair Mulki
Agent Ba Taor Hukmaraan Musalat Kar
Diye Gaye Hain.Humar Mulk Aur
Mohashra Andar sey Khoakla Ho Kar
Toot Poot Ka Shikaar hai.Jis Ki Waja Sey
Bahir Ki Dushman Qouwaton ko Dakhal
Andaazi Ka Mohqa Milta Hai.
Kis Da Dosh si Kis Da Nahi Si
Aey Galaan Hun Karan Diyan Nahi
Veley Lang Gaey Tauba Waley
Jo Hoya ey Hona ee Si
Te Honi Rokyan Rukdi Nahi
Gal Fir Eiven Mukdi Nahi
Kuj Unj Vi Rahvaan Okhiyan San
Kuj Gal Vich Gham Da Tauk Vi Si
Kuj Sheher De Lok Vi Zaalim San
Kuj Saanu Maran Da Shok Vi Si
_________________
Thu Mar 08, 2012 8:45 pm
Dr Maqsood Hasni
punjab
aap darust farmatay hain baat issi tara
se hai
_________________
Read more:
http://www.forumpakistan.com/pakistan-dushmun-apna
y-ya-gher-hain-t85953.html#ixzz4FhUID56C
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay
Sagay Nahain
Maqsood Hasni
Abuzar Barqi Kutab'khana
July 2016

Contenu connexe

Tendances

Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haiMasoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
mnqureshi226
 
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
touqeerabbas
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
Shaik Uddin
 
Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile special
mudepradeep
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
alihussnain
 
Love is a waste of time (hindi) story by- ajit sahoo
Love is a waste of time (hindi)  story by- ajit sahooLove is a waste of time (hindi)  story by- ajit sahoo
Love is a waste of time (hindi) story by- ajit sahoo
AJit Sahoo
 

Tendances (20)

BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہےقومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
 
Lafz Hind ki kahani
Lafz Hind ki kahaniLafz Hind ki kahani
Lafz Hind ki kahani
 
Suraj ko rook lo
Suraj ko rook loSuraj ko rook lo
Suraj ko rook lo
 
Insan
Insan Insan
Insan
 
Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat
Mazeed haroof  ki  tashkeel ki zarorat 	Mazeed haroof  ki  tashkeel ki zarorat
Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat
 
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
 
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haiMasoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
 
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
 
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad hoWo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
 
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH  URDU HAIKU  HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT,  EaK MOTALAH
URDU HAIKU HAIAT, TAJARBAAT AUR TAGHERAAT, EaK MOTALAH
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
 
Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile special
 
Poems
PoemsPoems
Poems
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
 
Angraizi (1)
Angraizi (1)Angraizi (1)
Angraizi (1)
 
Love is a waste of time (hindi) story by- ajit sahoo
Love is a waste of time (hindi)  story by- ajit sahooLove is a waste of time (hindi)  story by- ajit sahoo
Love is a waste of time (hindi) story by- ajit sahoo
 
All baba songs
All baba songsAll baba songs
All baba songs
 
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA  MASLA
URDU KAY RASAM-ul-KHAT KI TABDILI KA MASLA
 

Similaire à Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain

Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)
guest77eb26
 

Similaire à Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain (15)

Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanainAwazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
 
Insan aur zobanain
Insan aur zobanainInsan aur zobanain
Insan aur zobanain
 
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
 
Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)
 
4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics
 
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAMAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
 
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit SahooLove makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
 
Babul ki beti
Babul ki betiBabul ki beti
Babul ki beti
 
آٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسانآٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسان
 
Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala
 
LOVE SHAYARI
LOVE SHAYARILOVE SHAYARI
LOVE SHAYARI
 
Angraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraatAngraizi ke urdu par lisanyati asraat
Angraizi ke urdu par lisanyati asraat
 
Everything says something
Everything says somethingEverything says something
Everything says something
 
Jinn Ka Wazifa Karne Ka Tarika.pdf
Jinn Ka Wazifa Karne Ka Tarika.pdfJinn Ka Wazifa Karne Ka Tarika.pdf
Jinn Ka Wazifa Karne Ka Tarika.pdf
 
Geet Aur Zaboor Lyrics
Geet Aur Zaboor LyricsGeet Aur Zaboor Lyrics
Geet Aur Zaboor Lyrics
 

Plus de maqsood hasni

Plus de maqsood hasni (20)

چودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہےچودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہے
 
مقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیںمقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیں
 
The languagr problem
The languagr problemThe languagr problem
The languagr problem
 
کچھ نظمیں
کچھ نظمیںکچھ نظمیں
کچھ نظمیں
 
زیادہ تر
زیادہ ترزیادہ تر
زیادہ تر
 
TWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIESTWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIES
 
منار زیست پر
منار زیست پرمنار زیست پر
منار زیست پر
 
Miracle of arts
  Miracle of arts  Miracle of arts
Miracle of arts
 
دس واکا نظمیں
دس واکا نظمیںدس واکا نظمیں
دس واکا نظمیں
 
کیچڑ کا کنول منظومہ
 کیچڑ کا کنول  منظومہ کیچڑ کا کنول  منظومہ
کیچڑ کا کنول منظومہ
 
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 
Pandora
PandoraPandora
Pandora
 
Japanese poetry
Japanese poetryJapanese poetry
Japanese poetry
 
Sailing stones of death valley
Sailing stones of death valleySailing stones of death valley
Sailing stones of death valley
 
چودہ ہائیکو
چودہ ہائیکوچودہ ہائیکو
چودہ ہائیکو
 
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 
طلاق
 طلاق طلاق
طلاق
 
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 
The World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years AgoThe World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years Ago
 
Adam-Ram’s bridge
Adam-Ram’s bridgeAdam-Ram’s bridge
Adam-Ram’s bridge
 

Dernier

Dernier (20)

Sanyam Choudhary Chemistry practical.pdf
Sanyam Choudhary Chemistry practical.pdfSanyam Choudhary Chemistry practical.pdf
Sanyam Choudhary Chemistry practical.pdf
 
Explore beautiful and ugly buildings. Mathematics helps us create beautiful d...
Explore beautiful and ugly buildings. Mathematics helps us create beautiful d...Explore beautiful and ugly buildings. Mathematics helps us create beautiful d...
Explore beautiful and ugly buildings. Mathematics helps us create beautiful d...
 
Advanced Views - Calendar View in Odoo 17
Advanced Views - Calendar View in Odoo 17Advanced Views - Calendar View in Odoo 17
Advanced Views - Calendar View in Odoo 17
 
Class 11th Physics NEET formula sheet pdf
Class 11th Physics NEET formula sheet pdfClass 11th Physics NEET formula sheet pdf
Class 11th Physics NEET formula sheet pdf
 
Holdier Curriculum Vitae (April 2024).pdf
Holdier Curriculum Vitae (April 2024).pdfHoldier Curriculum Vitae (April 2024).pdf
Holdier Curriculum Vitae (April 2024).pdf
 
Web & Social Media Analytics Previous Year Question Paper.pdf
Web & Social Media Analytics Previous Year Question Paper.pdfWeb & Social Media Analytics Previous Year Question Paper.pdf
Web & Social Media Analytics Previous Year Question Paper.pdf
 
Código Creativo y Arte de Software | Unidad 1
Código Creativo y Arte de Software | Unidad 1Código Creativo y Arte de Software | Unidad 1
Código Creativo y Arte de Software | Unidad 1
 
APM Welcome, APM North West Network Conference, Synergies Across Sectors
APM Welcome, APM North West Network Conference, Synergies Across SectorsAPM Welcome, APM North West Network Conference, Synergies Across Sectors
APM Welcome, APM North West Network Conference, Synergies Across Sectors
 
Disha NEET Physics Guide for classes 11 and 12.pdf
Disha NEET Physics Guide for classes 11 and 12.pdfDisha NEET Physics Guide for classes 11 and 12.pdf
Disha NEET Physics Guide for classes 11 and 12.pdf
 
SOCIAL AND HISTORICAL CONTEXT - LFTVD.pptx
SOCIAL AND HISTORICAL CONTEXT - LFTVD.pptxSOCIAL AND HISTORICAL CONTEXT - LFTVD.pptx
SOCIAL AND HISTORICAL CONTEXT - LFTVD.pptx
 
Accessible design: Minimum effort, maximum impact
Accessible design: Minimum effort, maximum impactAccessible design: Minimum effort, maximum impact
Accessible design: Minimum effort, maximum impact
 
social pharmacy d-pharm 1st year by Pragati K. Mahajan
social pharmacy d-pharm 1st year by Pragati K. Mahajansocial pharmacy d-pharm 1st year by Pragati K. Mahajan
social pharmacy d-pharm 1st year by Pragati K. Mahajan
 
IGNOU MSCCFT and PGDCFT Exam Question Pattern: MCFT003 Counselling and Family...
IGNOU MSCCFT and PGDCFT Exam Question Pattern: MCFT003 Counselling and Family...IGNOU MSCCFT and PGDCFT Exam Question Pattern: MCFT003 Counselling and Family...
IGNOU MSCCFT and PGDCFT Exam Question Pattern: MCFT003 Counselling and Family...
 
The Most Excellent Way | 1 Corinthians 13
The Most Excellent Way | 1 Corinthians 13The Most Excellent Way | 1 Corinthians 13
The Most Excellent Way | 1 Corinthians 13
 
Arihant handbook biology for class 11 .pdf
Arihant handbook biology for class 11 .pdfArihant handbook biology for class 11 .pdf
Arihant handbook biology for class 11 .pdf
 
fourth grading exam for kindergarten in writing
fourth grading exam for kindergarten in writingfourth grading exam for kindergarten in writing
fourth grading exam for kindergarten in writing
 
Nutritional Needs Presentation - HLTH 104
Nutritional Needs Presentation - HLTH 104Nutritional Needs Presentation - HLTH 104
Nutritional Needs Presentation - HLTH 104
 
A Critique of the Proposed National Education Policy Reform
A Critique of the Proposed National Education Policy ReformA Critique of the Proposed National Education Policy Reform
A Critique of the Proposed National Education Policy Reform
 
Introduction to Nonprofit Accounting: The Basics
Introduction to Nonprofit Accounting: The BasicsIntroduction to Nonprofit Accounting: The Basics
Introduction to Nonprofit Accounting: The Basics
 
Presentation by Andreas Schleicher Tackling the School Absenteeism Crisis 30 ...
Presentation by Andreas Schleicher Tackling the School Absenteeism Crisis 30 ...Presentation by Andreas Schleicher Tackling the School Absenteeism Crisis 30 ...
Presentation by Andreas Schleicher Tackling the School Absenteeism Crisis 30 ...
 

Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain

  • 1. Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain Maqsood Hasni Abuzar Barqi Kutab'khana July 2016
  • 2. Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain Riyasat apna nazam-e-hakomat chalanay aur apni afradi qovat ki ista'ad-e-kar main mukhtalif hawaloun aur tariqoun say azafay, skilled karnay, shaour-o-aaghi say behra'mand karnay, moashi, siyasi aur samaji insaf mayassar karnay, oon ki zindagi ko aasan aur asuda bananay aur onhain sehat'mand rakhnay kay liay mukhtalif qisam kay
  • 3. aeni tariqa say tax nafaz karti hai. Riyasat shakhas ki haisiat waghera ko bhi is zimun main mad-e-nazar rakhti hai aur la'yaeni aur gher'mota'alaq tax aed nahain karti. Ta'kah baichaini parishani aur haisiat ki kamzori waqo main na aa'ay. Jaez aur monasab hasal kiay ga'ay tax say riyasat aeni aur riyasti adaroon ko mazboot karti hai ta'kah wo behtar tariqa say riyast kay logoun ki khidmat anjam day sakain. Jis riyasat main moamla is kay bar'akas ho jata hai wahan kharabi kay
  • 4. bai'shumaar rastay khul jatay hain. maslan: a. 1. logoun ka maal jo tax kay zariay say hasal kiya giya hota hai, Houses ki tamer tazein-o-araesh par kharch honay lagta hai. 2. houses ka kichan zarorat say ziyada farakh ho jata hai. 3. houses kay logoun kay paiat bhi qabal-e-mazamat haad tak bhar jatay hain. Is tara Is maqolay ko amli shakl mil jati hai: "kama'ay gi dunyaan khaein gay hum"
  • 5. b. la'yaeni doroun par bai'daraigh ropay lota'ay jatay hain aur os ka return qoum ko sifar ki surat main milta hai. haan vadairoun kay saiar sapatay zarour ho jatay hain. c. houses ki haisiat logoun kay liay gher'mowassar aur bai'kar ho kar reh jati hai. logoun ko wahaan say kuch hasal nahain ho pata. d. shashas to shakhas, adaray tak khadam nahain makhdoon ho jatay hain aur wo siraf aur siraf in houses kay liay kaam kartay hain. logoun ko wahan say dhakay, dabao, daraway, dhamkiaan aur
  • 6. jirkiaan milti hain. e. rishvat ki taraf janay walay rastay ziyada ho jatay hain. log jis rastay par bhi chaltay hain os ka ikhtatam rishvat kay darwazay par hota hai. f. bai'tahasha tax ki vasoli kay ba'vajoud puri nahain parti lihaza baroni qaraz main nijaat samjhi jati hai. is tara dosroun kay samnay sharmindgi othana parti hai halakah damun kay motabaq khud riyasat kay andar mojood hota aur rehta hai. g. Molak kay sar'barah qimati libas main
  • 7. malbous ho kar bheek mangnay jatay hain aur tazheek ka nishana bantay hain. h. jab houses kay log jinhain misali samjha jana chahiay, ghalt ho jatay hain to khud logoon kay ghalt honay main dair nahain lagti. i. fard zaat kay khoul say nahain nikal pata aur her tariqa say apnay faeday kay liay tag-o-doo karta hai chahay is say kisi aur ka ya riyasat ka kitna hi noqsan kayoun na ho raha ho. j. insaaf mazaaq aur bakaou maal ho kar reh jata hai. k. aaghi kay rastoon par kharch honay
  • 8. wali raqam ko fazoul aur gher paidawari samjha janay lagta hai. aaghi say motala'aq adaray tamatar aur aalu ki haisiat ikhtayar kar laitay hain aur onhain maal'dhur logoun kay hath baich diya jata hai. is tara: 1- in adaroun ka miyaar gir jata hai. 2- aam admi ki ponch say dour ho jatay hain. natija-e-kar: a. oon tak aam logoun ki mali hawala say rasaee dam toor daiti. b. bipari aur taleem say gher motalaq bal'kah kitab'dushmun aaghi kay bai'taj
  • 9. badshah ban jatay hain. c. whaan say milnay wali aaghi, aaghi kay naam par gandgi ki tikka hoti hai. d. qarz farahum karnay wali qovatoun kay talimi adaroon ko miyari aur boland'paya samjha janay lagta hai aur oon kay qadmoun par chalnay ki koshesh ki jati hai halankah wo oon kay kalchar kay motabaq bana'ay gay hotay hain. oon ka nisaab bhi oon kay mazaj aur zarorat kay motabaq tarkeeb-o-tasheel kiya giya hota hai. e. auroun kay dabao main aa kar riyasti
  • 10. zaroratoun asoloun aur nazriyati chizoon ko hazaf kar diya jata hai. f. qaraz'dahinda qovat ki zoban ko bala'tar samjha jata hai aur ossi main, ossi kay zair-e-assar aur ossi qoum kay mafadaat kay hawala say taleem di janay lagti hai. k. shakhas her lamha baiyaqini kay tanoor main jalta aur sulgata rehta hai. l. "choor ochakay chudri aur ghundi run pardhan"ban jati hai. m. gher'aeni taxes ki bhar'maar ho jati hai.
  • 11. n. foj ko apnay mokhalif logoun/fariqoun ya qaraz'dahinda kay mokhalif logoun/fariqoun kay liay istamal kya jata hai. o. zakar ki tawanaee aur kamil sehat'mandi kay liay sarkari khazanay lota'ay jatay hain. Yah to siraf chand eak batain hain jin ka mein nay opar zikr kya hai. Baishumaar qorbaniaan day kar hasal kiya giya Pakistan in qabahatoun ka shakaar ho giya hai. Log sochnay par majboor ho gay hain kah agar yahhi
  • 12. surat-e-haal aur chalan rehna tha to issay hasal karnay ki aakhir zarorat kya thi. Aaj Bharat aur gher muslim molkoun main musalman aabad hain aur apnay apnay zouq, zarorat, hunar aur halaat kay motabaq zindgi kar rahay hain. Apna damun bachanay kay liay manfi asraat kamoun ka kabhi kabhi rola dala jata hai kah ji woh mar gay khap ga'ay halankah aisi koee baat hoti hi nahain aur na hi wahan ki foj apnoun par goliaan barsa rahi hoti hai. pols chitatar maar rahi hoti
  • 13. hai ya pols moqblay main mokhalfoun ko mara ja raha hota hai. Hamaray haan maghrab ki tara kay 16 sala BA ka rola dala ja raha hai jab'kah hamara pehlay hi 17 sala BA hota hai. pehli tak aatay aatay 3 saal laga diay jatay hain. es tara abtada mazboot karnay ki koshesh ki jati hai. Pehli tak aatay aatay jo 3 saal lag jatay hain kya wo instarakshan (instruction) ka amal/hissa nahain hain?!
  • 14. kya yah yahaan kay taleem'yafta yang shehri say amli zindgi kay 2 saal chein lainay ki danista sazesh nahain?! Shaed yah sazesh is liay ki ja rahi hai kah 17 saal parh kar taleem'yafta yang shehri nokri mangay ga lihaza ossay mazeed instarakshan kay amal main olja dou. Jab yahaan adaray mazboot hoon gay kaam karnay kay midan khulay aur wasee hoon gay to phir kisi ko bahar ja
  • 15. kar goroon kay kotoon ko nehlanay ki bhala kya zarorat ho gi. yah bilkul ghalt aur baibonyad baat hai kah maghrab kay log yahaan kay logoon say bhar'kar hain. hamaray log: 1. maghrab waloon say kahein ziyada zahein-o-fatein hain. mairi is baat ka wazay aur zinda saboot yah kah koee bhi faran made cheez aati hai to os ki eak nahain kaee naqool market main aa jati hain aur baz asal say bhi kar'gozari main behtar aur bhar'kar hoti hain. in naqool kay tiyar karnay walay shakago return nahain hotay baz to sakool bhi nahain gay
  • 16. hotay onhoon nay edher odher say kuch na'kuch sikha hota hai. 2. sabr aur bardast ki ziyada qovat rakhtay hain. 3. bai'haad mehnati hain. 4. ziyada waqt kaam kar saktay hain aur kartay hain. 5. kaam ko ziyada waqt day saktay hain aur bohat kam moavzay main daitay bhi hain. 6. hamaray haan aksiriat aisay logoon ki hai jo kabhi ba'qaeda instarakshan kay amal say gozray hi nahain hotay laikin
  • 17. kaam ala parhay likhay logoon say bhar'kar, kar jatay hain. zara balal ganj kay kisi unparh kharadiay say mil kar to daikhain aur ossay wo kaam soonmp dain jo maghrab kay kisi professor/saens'dan nay kiya hota hai. woh kahein behtar aur kahein paedar kar day ga. mein apni is baat ki sanad kay liay "naam'dav"* aur ayub abbasi"** ko hawala bananay main koee aar nahain samjhta. 7. hamari jawan parhi likhi nasal bari la'jawab aur mehnati hai. wo behtar aur kam'waqt main acha aur pae'dar kaam
  • 18. karnay ki ehliat rakhti hai. baad'qismati say ossay mowaqay hasal nahain ho patat. khuda kay liay: * is qoom par reham karain aur is kay wasael ayashi aur baad'mashi main na oraein. ** jawanoon say kaam aur amli zindgi kay 2 saal na chinay jaein. *** taleem ko biparioun kay hath na baichain. **** adaroon ko awaam ka khadam banaya ja'ay aur onhain awaam kay liay
  • 19. kaam karnay par majboor kiya ja'ay. ***** oudhaar ki dokandari band karain. Bawar rahay takht taj aur waqt kisi ka sagay nahain. Waqt kay liay opar say nichay aur nichay say opar lana aur lay jana mushkal ya na'mokin nahain. Pehloun kay hashr say ibrat lain warna Allah ki lathi bai'aawaz hai aur os kay ghar dair hai, andhair nahain. Mein in satoor kay zariay ba'ikhtayar tabqoun ko chitavni daita houn kah oon ka hashr bohat hi bora ho ga yahhi nahain wo kal ko Allah kay hazoor koon'sa monh lay kar jaein gay?!
  • 20. ------------------------ * khaka, Chand Humasar az Dr. Molvi Abdul Haq Sahib ** Khaka, Hum'nafsan-e-rafta az Prof. Raseed Ahmad Sadiqi Sahib _________________ Sat Mar 03, 2012 11:18 pm I K QAZI Moderator Germany
  • 21. Dunya Mey Wo Qoamein Taraqi Karthi Hain Jo sab sey pehlay Apni Tarjeehaat Ka Tahaiyun karthi Hain.Jiney Apnay Nizaam aur Sood O Ziyaan Ka Ahsaas Ho.Hum ney Tou Ba hesiat e Qaom Abhi Tak Teh hi Nahih Kiya K Koansa Tarz e Hakoomat Ya Nizaam Humari Zameeni Haqaiq Ki Sahih Tarjumani Kar K Unn Ka Hamali Hal Humey Fraham Kartha hai.Waisey Nizaam ya Tarz e hakoomat Ba Zaat e Khud Koi Bhi Acha Burra Nahih hota.Balkay Iss Ko Chalanay Waley Ki Khaloos e Niat,Salahiyat aur Uss Ka
  • 22. Kirdaar Iss Mey Numaya Kaam sar Anjaam Dehta HaiHum Loag Maghrabi Jamooriaya Ki Bhondi,Be Ja Taqleed Balkay Iss Ka Raag Tou Allaptay Rehtay Hain Lehkin Hum Ney Kabhi Bhi Iss Ka Na Tou Beejh Boaja Hai.Nahi Humney Iss K Liye Zameen Humwaar Ki Hai Aur Nahi Humaray Paas Iss Maghrabi Jamooriat K Kamyaabi K Lawaazmaat Mojood Hain.Har Aik Hawa Mey Muhalik Jamooriat Ka Tazkara kartha hai.Uss Ki Khoobiyan Bayan Kartha Hai.Lehkin Iss K Liye Jin Aqdaar ko apnaney Ki Zaroorat Hoti hai.Wo iss sey Mubaraa Hota Hai.Tou Aisey Mey Ye Muhaliq Nizaam Kaisey
  • 23. Phalay/Phoolay Ga.Kis Tarah Hum Iss K Meetay Samaraat sey Hum Mustafeed Ya Lutaf andoz ho Sakengain.Jab 64 saal Guzarnay K baad Bhi Hum Mey Wo Shahoor Ujagar Nahih Huwa Jo k humey Iss Qabil Bana saka Ho K Hum Achay Burray,Kalay Aur Safaid Mey Farq Kar saken.Sahih Numaindon Ka Intikhab Kar saken.Aur Jin Loagon Ko Hum Muntakhib Kar Lehtay Hain Tou Unn sey Kis Tarah Jawab Talab kar saken.ya wo Kis tarah Humey Jawab talab Hon.Ajj Tak Hum Loag Janwaron K Raiwarr Ki Tarah Har Murli/Baasari Bajanay Waley K Peechay Andhi Taqleed Mey Chal Parrthay
  • 24. Hain.Aik Aur Wazeha Farq Jo Maghrib Aur Hum Mey Wazeha Hai K Wo Loag Dil O Jaan Sey Apni Siasat Mey Bila wasta Ya Phir Bil Wasta Shareeq Hotay Hain.Wo Apney Numaindon Ka Intikhab Qaomi Mufaad Mey Kartay Hain.Jin K Samaraat Phir Un Tak Bhi Poanchtay Hain.Jab K Hum Loag Pehlay Tou Apni Pait Ki Soachtay Hain.Apney Zaati Mufadaat Ka Aur Phir Zaat/Biradari,Siasi Wabastagion,Be Ja shaksiayat Parasti,Zaati Pasand/Na Pasand Waghaira Ki Buniyaad Par Siasi Jamahaton Ya Numaindo ko Muntakhib Kartay Hain.Intikhab K Baad Is Raij
  • 25. Farsooda Nizaam Mey Na Tou Humara Hisa hota Hai Nahi Dilchaspi Barqaraar Rehti Hai.Jab Tak Hum Shaoori Taor Sey Baidaar Nahih Hongain.Apni Tarjeehaat Ka Taahaiyun Nahih Karengain Tou Humari iss dagargoon Halat Mey Koi Numaya Tabdeeli aanay Ka Koi Imkaan Nahih.Tha aankay Hum Loag Aik muntashir Rewarron Ki Bajay Aik Zinda qaom Honay Ka Saboot Hamli Taor sey Fraham Karen.Yani Humey Apni Zaati Mufadaat,Zaat/Biradari,Shaksiyat parasti,Andhi Taqleed,Siasi wabastagion waghaira K Khoalon(Shells) Sey Nikar Kar Qaom Ki Ijtemai Mufaad mey Faislay aur
  • 26. Iqdaam nahih Karengain.Ye ab Humaray Soachnay ki aur Samajhnay Ki Baat Bhi Hai Aur humaray Liye Lamha e Firiya Bhi. _________________ Mon Mar 05, 2012 5:08 pm Dr Maqsood Hasni punjab aap ne tovajo farmaee es ke liay ehsan'mand houn. aap ne darust farmaya hai.
  • 27. _________________ Thu Mar 08, 2012 2:36 pm I K QAZI Moderator Germany Bhai!! Hum Loag Khud Apnay Dushman Hain.Is Liye K Hum Ney Islam ki Sahih Rooh aur Taleemat Sey Roogardaani K Murtakib Huway Hain.Isi Liye Humey Apnay Kiye Ki Saza Mil Rahi Hai.Hum Par Na Ehl,Bad Unwaan aur Ghair Mulki
  • 28. Agent Ba Taor Hukmaraan Musalat Kar Diye Gaye Hain.Humar Mulk Aur Mohashra Andar sey Khoakla Ho Kar Toot Poot Ka Shikaar hai.Jis Ki Waja Sey Bahir Ki Dushman Qouwaton ko Dakhal Andaazi Ka Mohqa Milta Hai. Kis Da Dosh si Kis Da Nahi Si Aey Galaan Hun Karan Diyan Nahi Veley Lang Gaey Tauba Waley Jo Hoya ey Hona ee Si
  • 29. Te Honi Rokyan Rukdi Nahi Gal Fir Eiven Mukdi Nahi Kuj Unj Vi Rahvaan Okhiyan San Kuj Gal Vich Gham Da Tauk Vi Si Kuj Sheher De Lok Vi Zaalim San Kuj Saanu Maran Da Shok Vi Si _________________ Thu Mar 08, 2012 8:45 pm Dr Maqsood Hasni
  • 30. punjab aap darust farmatay hain baat issi tara se hai _________________ Read more: http://www.forumpakistan.com/pakistan-dushmun-apna y-ya-gher-hain-t85953.html#ixzz4FhUID56C
  • 31. Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain Maqsood Hasni Abuzar Barqi Kutab'khana July 2016